Teri Tasveer

by Pooja on November 09, 2007, 05:27:07 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 12776 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: February 24, 2008, 03:05:02 PM »
Reply with quote
Tasweer Judaai Ki Na Dikhaao Mujhe,.
Gham Se Anjaan Hoon Na Is Ke Aahe Lejaao Mujhe,.

Haqeeqat Ne Diya Laakhon Zakham Hume,.
Main Hoon Khwaabon Mein Na Jagaao Mujhe,.

Kaise Berukhi De Gaya Hume, Jaane Waale Ne,.
Ab Khud Hi Se Anjaan Hoon Main, Na Meri pehchaan Karaao Mujhe,.

____________________________________-Jaanasheen-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri tasveer... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer......... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Pankhuri2
Guest
«Reply #31 on: February 24, 2008, 03:10:12 PM »
Reply with quote
wah wah wah kay abaaat hai lil bro..... her ek line bahoot achi likhi hai...

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: February 27, 2008, 09:15:11 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,.
Aap Bhi Kuch Likhte Tp Seekhne Ka Mukha Milta,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: February 27, 2008, 05:08:15 PM »
Reply with quote
Meri judai yaad dilao mujhe
Rona hai bahoot, koi rulao mujhe

Gum ab yah saha nahi jaata
Zinda hi koi jalao mujhe

Khayal bhi haqiqat se dard dene lage
Mere khayalo se door koi le jaaye mujhe

Berukhi mere zakhmo ki rooh ko rulane lagi
Is zindagi se azad koi karaye mujhe

Meri judai ki yaad dilaye mujhe
Rona hai bahoot, koi rulaye mujhe!!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: April 24, 2008, 10:19:39 PM »
Reply with quote
Koi tasveer nahi kaya janoon chaya hai
Jidher bhi dekha tera he aks najar ayya hai
Her baat batau tujhko, tujhse he sawal karu
Kaise mujh main hi kahin tu samaya hai!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: April 25, 2008, 11:34:29 AM »
Reply with quote
Nice One Pooja Did,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #36 on: April 25, 2008, 01:44:13 PM »
Reply with quote
Thanks Lil bro!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: April 25, 2008, 01:49:39 PM »
Reply with quote
u Come Come,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #38 on: November 01, 2008, 08:10:44 PM »
Reply with quote
Teri tasweer ko aaj bhi seene se laga rakha hai!
Ujde hue jungle mein teri yaad ka diya jala rakha hai!

Na koi humsafar, na sahara na rahbar hai kahin,
aas ke is sahra mein ummeed ka mukaam bana rakha hai!

Tere khayaalon mein hain Zinda teri hi dhun mein magan,
Tere tassawur ke siwa meri zindagi mein aur bhala kya rakha hai!




BAHOOT KHOOB AKS JI
Logged
Sadia Raja
Guest
«Reply #39 on: November 01, 2008, 08:14:03 PM »
Reply with quote
apka bi jawab nahi Puja ji
SubhanAllah
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #40 on: November 05, 2008, 08:18:52 AM »
Reply with quote
Tasweer Judaai Ki Na Dikhaao Mujhe,.
Gham Se Anjaan Hoon Na Is Ke Aahe Lejaao Mujhe,.

Haqeeqat Ne Diya Laakhon Zakham Hume,.
Main Hoon Khwaabon Mein Na Jagaao Mujhe,.

Kaise Berukhi De Gaya Hume, Jaane Waale Ne,.
Ab Khud Hi Se Anjaan Hoon Main, Na Meri pehchaan Karaao Mujhe,.

____________________________________-Jaanasheen-



wah kya baat hai
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #41 on: November 05, 2008, 08:21:47 AM »
Reply with quote
Meri judai yaad dilao mujhe
Rona hai bahoot, koi rulao mujhe

Gum ab yah saha nahi jaata
Zinda hi koi jalao mujhe

Khayal bhi haqiqat se dard dene lage
Mere khayalo se door koi le jaaye mujhe

Berukhi mere zakhmo ki rooh ko rulane lagi
Is zindagi se azad koi karaye mujhe

Meri judai ki yaad dilaye mujhe
Rona hai bahoot, koi rulaye mujhe!!!!


Yu na rona dilruba meri
Yu uski yaad mein tadapna nahi

Apni hal-e-dil batade mujhe
safar ye akele pareshan hoga

Us bewafa ko tasveer mein dekho nahi
yu sisakkar halat karab karna nahi

seek her haal mein jeene ka huner
aur pehchan her ek zalim ko

Us galime na jao sanam,
jahan tasver uska rakha hai..


 
Logged
k.shael
Guest
«Reply #42 on: November 05, 2008, 08:28:05 AM »
Reply with quote
Meri judai yaad dilao mujhe
Rona hai bahoot, koi rulao mujhe

Gum ab yah saha nahi jaata
Zinda hi koi jalao mujhe

Khayal bhi haqiqat se dard dene lage
Mere khayalo se door koi le jaaye mujhe

Berukhi mere zakhmo ki rooh ko rulane lagi
Is zindagi se azad koi karaye mujhe

Meri judai ki yaad dilaye mujhe
Rona hai bahoot, koi rulaye mujhe!!!!


WAH WAH WAH  Applause  :clap:KYA KHOOB AUR UMDA KALAM
LIKHA AAPNE POOJA DIDI,
LAJAWAAB  Applause :clap:DIL KARTA HAI AAPKE ISS GAMM
KI DASTAAN KO SUNTE HI RAHE... Applause
SACH ME SOYE HUE JHAKHMO KO BHI RULA
DIYA AAPNE... tearyeyed
BY. K.SHAEL

WO BEWAFA HAI JISSE ME AAJ BHI KHUDA
MANTI HO,ISS BAAT PE YAQEEN KOI KARWAYE
MUJHE,

THAK GAYI HO TANHAYI KE ANDHERO ME CHALTE-2
KOI MERI MANZIL KA SAHI RASTA DIKHAYE MUJHE,

BAHUT DARD HOTA HAI HAR AANSOO KE SAATH
KOI HANSI DOOND KE LA DE MUJHE,

Logged
Pooja
Guest
«Reply #43 on: November 06, 2008, 09:59:07 PM »
Reply with quote
Yu na rona dilruba meri
Yu uski yaad mein tadapna nahi

Apni hal-e-dil batade mujhe
safar ye akele pareshan hoga

Us bewafa ko tasveer mein dekho nahi
yu sisakkar halat karab karna nahi

seek her haal mein jeene ka huner
aur pehchan her ek zalim ko

Us galime na jao sanam,
jahan tasver uska rakha hai..


Nice Lines Sonia....

Tasveer uski kahin dhundhla gai hai
zakhmo ko kahin ab sula si gai hai
kabhi kabhi ahsaas rula dete hai ajj bhi
Log kahte hai, Pooja Pathra si gai hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #44 on: November 06, 2008, 10:03:35 PM »
Reply with quote
WAH WAH WAH  Applause  :clap:KYA KHOOB AUR UMDA KALAM
LIKHA AAPNE POOJA DIDI,
LAJAWAAB  Applause :clap:DIL KARTA HAI AAPKE ISS GAMM
KI DASTAAN KO SUNTE HI RAHE... Applause
SACH ME SOYE HUE JHAKHMO KO BHI RULA
DIYA AAPNE... tearyeyed
BY. K.SHAEL

WO BEWAFA HAI JISSE ME AAJ BHI KHUDA
MANTI HO,ISS BAAT PE YAQEEN KOI KARWAYE
MUJHE,

THAK GAYI HO TANHAYI KE ANDHERO ME CHALTE-2
KOI MERI MANZIL KA SAHI RASTA DIKHAYE MUJHE,

BAHUT DARD HOTA HAI HAR AANSOO KE SAATH
KOI HANSI DOOND KE LA DE MUJHE,



wah kaya baat hai, bahoot khoob shally.

khud ko khud he samjhna padta hai
apni khushio ko khud he laana padta hai
de de agar koi sath to ganimat jaano yaha
khud ke dard per khud he marham lagana padta hai

Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 11:02:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer