Teri Tasveer

by Pooja on November 09, 2007, 05:27:07 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 12778 times)
Pooja
Guest
«Reply #75 on: November 24, 2008, 09:02:51 PM »
Reply with quote
Kyun Teri Tasweer Meri Nigaahon Se Hatt-Ti Nahi,.
Jab Tujhe Dekhoon To Kyun Koi Aur Cheez Dikh-Ti Nahi,.

Kis Tarah Basi Hai Tu Mere Dil Mein "Jaan",.
Bhoolne Ki Koshish Karoon Bhi To Teri Yaad Mitt-Ti Nahi,.

____________________________________-Jaanasheen-



bahoot khoob lil bro...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri tasveer... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer......... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #76 on: November 25, 2008, 02:09:37 PM »
Reply with quote
bahoot khoob lil bro...

Shukriya Didi Jaan,.

Aye Kaash Tu Mere Kareeb Hoti, Is Tasweer Ki Tarah,.
Ya Phir Mere Saath Hi Hoti, Is Bebas Taqdeer Ki Tarah,.

Yaad Tujhe Main Karta Nahi,.
Kyunki Yaadon Se Dil Bharta Nahi,.

Aa Mere Paas Aa, Main Tanhaa Hoon Hazaaron Ke Beech,.
Ek Murjha Hua Phool Banaa Hoon, In Bahaaron Ke Beech,.

________________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #77 on: November 25, 2008, 05:11:51 PM »
Reply with quote
Wah Jaanasheen


MURJHEY HUYE PHOOL KI BHI KAHANI HOTI HAI
EH JAANASHEEN, HASINAYEH BHI DIWANI HOTI HAI



JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
Pooja
Guest
«Reply #78 on: November 25, 2008, 05:18:46 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi Jaan,.

Aye Kaash Tu Mere Kareeb Hoti, Is Tasweer Ki Tarah,.
Ya Phir Mere Saath Hi Hoti, Is Bebas Taqdeer Ki Tarah,.

Yaad Tujhe Main Karta Nahi,.
Kyunki Yaadon Se Dil Bharta Nahi,.

Aa Mere Paas Aa, Main Tanhaa Hoon Hazaaron Ke Beech,.
Ek Murjha Hua Phool Banaa Hoon, In Bahaaron Ke Beech,.

________________________________-Jaanasheen-


ek ek line kamal ki likhi hai apne Lil bro.. such kahu to ankhein ro gai.. ek ek shabd dard se lipta hua.. uufff kis soch main apne yah sab likha hai... bahoot bahoot khoob likha hai...

Khush raho!!


kareeb se bhi bahoot kareeb, tu dil main rahta hai
magar nahi hai mera, yah bhi to tu kahta hai

khawabo main dhoondu haqiqat, haqiqat main kaha tu rahta hai
patjhar ke pato jaisa yah jeevan, sab kuch bikhra bikhra rahta hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #79 on: November 25, 2008, 05:24:33 PM »
Reply with quote
WAH BAHUT KHOOL LIKHA HAI POOJA


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #80 on: November 25, 2008, 05:26:42 PM »
Reply with quote
shukaria Jas... do line to app bhi likh sakte hai... agge likhne ke liye kuch mil jaata hai...
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #81 on: November 25, 2008, 05:36:24 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi Jaan,.

Aye Kaash Tu Mere Kareeb Hoti, Is Tasweer Ki Tarah,.
Ya Phir Mere Saath Hi Hoti, Is Bebas Taqdeer Ki Tarah,.

Yaad Tujhe Main Karta Nahi,.
Kyunki Yaadon Se Dil Bharta Nahi,.

Aa Mere Paas Aa, Main Tanhaa Hoon Hazaaron Ke Beech,.
Ek Murjha Hua Phool Banaa Hoon, In Bahaaron Ke Beech,.

________________________________-Jaanasheen-


Bohat achi poetry kay Jaanasheen ... good work... achay ja rahay ho.
Sajid Hadayat
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #82 on: November 25, 2008, 07:39:42 PM »
Reply with quote
POOJA

AAP AAGEY LIKHNEY KI KEHTEY HO
YAHA JINDAGI UNKEY NAAM LIKH DI
DOH CHAAR ALFAAS KI BAAT KARTEY HO
PURI KITAAB UNKEY NAAM KAR DI


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #83 on: November 25, 2008, 07:43:01 PM »
Reply with quote
her shabd main judai ka ahsaas paya hai
na jaane rub nekyun bewafao se milwaya hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #84 on: November 25, 2008, 07:53:11 PM »
Reply with quote
POOJA

NA GILA HAI NA SHIKWA HAI
USS BEWAFA SEY NA KOI SILA HAI
CHUP REHTEY HAI HUM APNEY TASAVAR MEH
YEH BEDARD SEY PYAR KA SILA HAI


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #85 on: November 25, 2008, 07:57:53 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Jas!!

her tasveer bhar kar jala di hai
her tri cheese ghar se bahar ki hai
kaya karu in zajbaat-o-armaan ka
jin hone her pal mujhse bagawat ki hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #86 on: November 25, 2008, 08:42:17 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Jas!!

her tasveer bhar kar jala di hai
her tri cheese ghar se bahar ki hai
kaya karu in zajbaat-o-armaan ka
jin hone her pal mujhse bagawat ki hai



KOREY KAJAZ PAR BHI UNHEY DEKHTEY HAI
ROJ NAYE NAYE ARMAAN HUM BUNTEY HAI
KYA KYA JALAYE HUM APNEY AANGAN MEH
APNEY AANGAN KEY HAR KONEY MEH UNHEY DEKHTEY HAI



JASBIR SINGH









Logged
Pooja
Guest
«Reply #87 on: November 25, 2008, 08:51:49 PM »
Reply with quote
Good One Jas!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #88 on: November 25, 2008, 08:54:58 PM »
Reply with quote
POOJA


ASHKOH KOH BEHENEY KA BAHANA CHAHIYEH
TANHA KOH DARD KA BAHANA CHAHIYEH
DONO HAATHO SEY JAB TUMHEY PUKAAR RAHEY HAI
TUMHEY BHI BUSS DOOR JANEY KA BAHANA CHAHIYEH


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #89 on: November 25, 2008, 08:57:10 PM »
Reply with quote
Dard main simte ahsaas bahane nahi hote
dard hai bahoot, magar kuch dard se hai dost anjane hote
Tasveer uski main najar ayye ek ajnabi ab to
magar kuch log, had se jayada hai deewane hote
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 11:03:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer