TERI YAADEIN...........

by Ninaah on February 14, 2005, 07:43:15 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14
ReplyPrint
Author  (Read 21066 times)
Ninaah
Guest
«Reply #150 on: July 06, 2005, 08:38:51 AM »
Reply with quote
ye samajh mein nahi aayee faree........


Quote from: "fakharenaveed"
Bas Jhoota Afsana Tha
Tumhra PYara Drama tha
Mere Sacahya waday Thay
Tera Jhoota Qool Qrar Tha
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
teri yaadEIn by jochahohojayein in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TERI YAADEIN by BHONDU in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Teri yaadein aaj bhi mujhe tadpa jaati hai by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
harashmahajan
Guest
«Reply #151 on: July 06, 2005, 08:44:38 AM »
Reply with quote
jo  khud ho maut ka musaaffir
woh kya is se gabrayega
pyaar main ger sukh na mile
toh tanhayion main paayega
.


Quote from: "Ninaah"
pyar mein chot khane wala,
maut se nahi ghabrata hai,
pyar mein jo na sukh mile,
wo maut ke daman mein pata hai....




Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Ninaah"
sahi kaha harash....

ab zindagi ajaab hai,
maut ka darr nahi,
ujale humse door huve,
andheron ki fikar nahi....


Quote from: "harashmahajan"
wah..kya dard hai ninnah ji.....lekin jubaan jab kalam banti hai toh kutchh yuin aser nikalta hai...

lagta hai aaj pyaar ne daman badal liya
khuda ko bhi unhone aaj pathher samajh liya.
maut se  dertey nahi khuda ke bande aaj
jinhone aaj maut ka matlab samajh liya.

ninnah ji wrote
Quote
nice one harsh..... but broken heart is not able to bear this easily....

har subah ke saath unka intzaar shooroo hua,
pur unhe na aana tha, aur wo na aaye,
pur hum aankhon mein unki tasveer liye,
veeron mein dhoondh rahe hain aaj tak unke saaye....


 harash
wah..per

ye anhdere hamein
kyuin dikhaayee na de
ab woh saya bhi unka
dikhayee na de
woh her tarah se sitam yuin dhaatey rahein
per hamein toh unhe
chodne ka bhi sabab kyuin dikhayee na de.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #152 on: July 06, 2005, 10:32:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
ye samajh mein nahi aayee faree........


Quote from: "fakharenaveed"
Bas Jhoota Afsana Tha
Tumhra PYara Drama tha
Mere Sacahya waday Thay
Tera Jhoota Qool Qrar Tha



Dil Ki Aankh S Padhoo is Ko




Kis ko khabar thi yeh aftaab ghuroor ho jayega
Uska chiraag-e-dil mujh pay ayoob ho jayega
Hum nay unki silwaton ko bhi lahron ka darjaa diya
Kya pata tha gussa unhain khoob ho jayega

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #153 on: July 08, 2005, 11:53:52 AM »
Reply with quote
hum to kisi gum ke taabedar na the,
hum to khushi ke bhi daavedaar na the,
hume to ishq ne nikamma kiya hai,
warna hum bhi insaan bekaar na the....




Quote from: "harashmahajan"
jo  khud ho maut ka musaaffir
woh kya is se gabrayega
pyaar main ger sukh na mile
toh tanhayion main paayega
.


Quote from: "Ninaah"
pyar mein chot khane wala,
maut se nahi ghabrata hai,
pyar mein jo na sukh mile,
wo maut ke daman mein pata hai....




Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Ninaah"
sahi kaha harash....

ab zindagi ajaab hai,
maut ka darr nahi,
ujale humse door huve,
andheron ki fikar nahi....


Quote from: "harashmahajan"
wah..kya dard hai ninnah ji.....lekin jubaan jab kalam banti hai toh kutchh yuin aser nikalta hai...

lagta hai aaj pyaar ne daman badal liya
khuda ko bhi unhone aaj pathher samajh liya.
maut se  dertey nahi khuda ke bande aaj
jinhone aaj maut ka matlab samajh liya.

ninnah ji wrote
Quote
nice one harsh..... but broken heart is not able to bear this easily....

har subah ke saath unka intzaar shooroo hua,
pur unhe na aana tha, aur wo na aaye,
pur hum aankhon mein unki tasveer liye,
veeron mein dhoondh rahe hain aaj tak unke saaye....


 harash
wah..per

ye anhdere hamein
kyuin dikhaayee na de
ab woh saya bhi unka
dikhayee na de
woh her tarah se sitam yuin dhaatey rahein
per hamein toh unhe
chodne ka bhi sabab kyuin dikhayee na de.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #154 on: July 08, 2005, 11:55:57 AM »
Reply with quote
wo kisi se kya naaraz honge,
jo khud se pareshaan hain,
ab to har gum mein milta hai sukoon,
ab hum har khushiyon se anjaan hai....


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ye samajh mein nahi aayee faree........


Quote from: "fakharenaveed"
Bas Jhoota Afsana Tha
Tumhra PYara Drama tha
Mere Sacahya waday Thay
Tera Jhoota Qool Qrar Tha



Dil Ki Aankh S Padhoo is Ko




Kis ko khabar thi yeh aftaab ghuroor ho jayega
Uska chiraag-e-dil mujh pay ayoob ho jayega
Hum nay unki silwaton ko bhi lahron ka darjaa diya
Kya pata tha gussa unhain khoob ho jayega

Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #155 on: July 08, 2005, 07:08:26 PM »
Reply with quote
bahoot achhay Ninnah ji...

is bekaari main hamne uneh paaya hai
woh nahi samjhey per unki yaad ka hi saaya hai
bedard hai zamana jo unhey bewafa samjhey
hum toh ahsaan mand hain us toofaan kay
jisne unhe yahaan tak bijwaaya hai.

Ninnah wrote...

Quote
hum to kisi gum ke taabedar na the,
hum to khushi ke bhi daavedaar na the,
hume to ishq ne nikamma kiya hai,
warna hum bhi insaan bekaar na the....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #156 on: July 08, 2005, 11:38:39 PM »
Reply with quote








Koi Nahin Banta Hai Khud s Kisi Ki Taqdeer
Yeh Tu Likha Ja Chuka Hai Koun Humray Liye Hai









Quote from: "Ninaah"
wo kisi se kya naaraz honge,
jo khud se pareshaan hain,
ab to har gum mein milta hai sukoon,
ab hum har khushiyon se anjaan hai....


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ye samajh mein nahi aayee faree........


Quote from: "fakharenaveed"
Bas Jhoota Afsana Tha
Tumhra PYara Drama tha
Mere Sacahya waday Thay
Tera Jhoota Qool Qrar Tha



Dil Ki Aankh S Padhoo is Ko




Kis ko khabar thi yeh aftaab ghuroor ho jayega
Uska chiraag-e-dil mujh pay ayoob ho jayega
Hum nay unki silwaton ko bhi lahron ka darjaa diya
Kya pata tha gussa unhain khoob ho jayega

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #157 on: July 23, 2005, 08:06:52 AM »
Reply with quote
NICE ONE HARSH.........

ZINDAGI KA SUKOON LOOT GAYA THA,
KHUSHIYAN BHI HUMSE NAARAZ THI,
YE UNN DINO KI BAAT HAI,
JAB PYAR MEIN TABIYAT NASAAZ THI........




Quote from: "harashmahajan"
bahoot achhay Ninnah ji...

is bekaari main hamne uneh paaya hai
woh nahi samjhey per unki yaad ka hi saaya hai
bedard hai zamana jo unhey bewafa samjhey
hum toh ahsaan mand hain us toofaan kay
jisne unhe yahaan tak bijwaaya hai.

Ninnah wrote...

Quote
hum to kisi gum ke taabedar na the,
hum to khushi ke bhi daavedaar na the,
hume to ishq ne nikamma kiya hai,
warna hum bhi insaan bekaar na the....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #158 on: July 23, 2005, 08:07:54 AM »
Reply with quote
GUR CHAHOGE DHOONDHANA IKK SACCHA HUMSAFAR,
TO KHUDA KE DURR PUR IBADAT KAR.......


Quote from: "fakharenaveed"








Koi Nahin Banta Hai Khud s Kisi Ki Taqdeer
Yeh Tu Likha Ja Chuka Hai Koun Humray Liye Hai









Quote from: "Ninaah"
wo kisi se kya naaraz honge,
jo khud se pareshaan hain,
ab to har gum mein milta hai sukoon,
ab hum har khushiyon se anjaan hai....


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ye samajh mein nahi aayee faree........


Quote from: "fakharenaveed"
Bas Jhoota Afsana Tha
Tumhra PYara Drama tha
Mere Sacahya waday Thay
Tera Jhoota Qool Qrar Tha



Dil Ki Aankh S Padhoo is Ko




Kis ko khabar thi yeh aftaab ghuroor ho jayega
Uska chiraag-e-dil mujh pay ayoob ho jayega
Hum nay unki silwaton ko bhi lahron ka darjaa diya
Kya pata tha gussa unhain khoob ho jayega

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #159 on: July 26, 2005, 12:28:18 PM »
Reply with quote
fizon mein gunjta hai kisi ka pyar,
kisi ke jeevan mein aati hai bahar,
ek hum he badnaseeb nikle jamane mein,
jiske jeevan mein likha hai sirf intzaar........
Logged
rakeshthp
Guest
«Reply #160 on: August 31, 2005, 09:12:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
fizon mein gunjta hai kisi ka pyar,
kisi ke jeevan mein aati hai bahar,
ek hum he badnaseeb nikle jamane mein,
jiske jeevan mein likha hai sirf intzaar........


baht achcha likhati ho neenah urf chhoti urf nonie
Logged
siddharth_4u
Guest
«Reply #161 on: September 03, 2005, 11:33:47 PM »
Reply with quote
Jo haal dil ka abhi mera ho raha hai....
lagta hai aise jaise chain kho raha hai...
neend mujhe ati nahi ...sirf tere baare mei soch raha hu...
e meri jaan... teri yaad mei bebas...
bechara aasmaan bhi ro raha hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #162 on: September 05, 2005, 11:18:47 AM »
Reply with quote
wah kya baat hai rakesh..........

fizon mein gunze jiska pyar,
itni acchi humari kismat nahi,
hume bhale he pyar mein gire hon,
pur unhe to humse mohabbat nahi.....



Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
fizon mein gunjta hai kisi ka pyar,
kisi ke jeevan mein aati hai bahar,
ek hum he badnaseeb nikle jamane mein,
jiske jeevan mein likha hai sirf intzaar........


baht achcha likhati ho neenah urf chhoti urf nonie
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #163 on: September 05, 2005, 11:21:06 AM »
Reply with quote
nice1 siddharth.....

apne aap pur koi jor nahi hai,
aasmaan ko rulane mein humari fitrat chuppi hai,
aaj bhi ashqon ke samandar mein doobe hain,
aaj bhi iss dil mein kisi ki mohabbat basi hai....


Quote from: "siddharth_4u"
Jo haal dil ka abhi mera ho raha hai....
lagta hai aise jaise chain kho raha hai...
neend mujhe ati nahi ...sirf tere baare mei soch raha hu...
e meri jaan... teri yaad mei bebas...
bechara aasmaan bhi ro raha hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #164 on: September 06, 2005, 12:38:08 PM »
Reply with quote
KISI KI YAADON MEIN JEE RAHE HAIN,
PUR ASHQON KA HUME SAATH HAI,
HAR PAL YAHAN ANDHERA HAI,
HAR PAL YAHAN ANDHERI RAAT HAI.......
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 09:43:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer