TERI YAADEIN...........

by Ninaah on February 14, 2005, 07:43:15 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 14
ReplyPrint
Author  (Read 21333 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #75 on: April 05, 2005, 11:06:10 PM »
Reply with quote
amitttt


you are my sweetest



Ek Baat Kahoon Gar Suntay Ho
Tum mujh ko achay lagaty ho
Kuch chanchul say,
kuch chup chup say
Kuch pagal pagal lagtay ho
Ek baat kahoon gar suntay ho
Tum mujh ko achay lagtay ho

Yoon baat baat par kho jana
Kuch kahtay kahtay ruk jana
Yeh kis uljhan mein rahtay ho
Ek baat kahoon gar suntay ho
Tum mujh ko achay lagatay ho

Hain chahnay walay aur buhut
Par tum mein ek baat alag
Tum apnay apnay lagtay ho
Ek baat kahoon gar suntay ho
Tum mujh ko achay lagatay ho
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
teri yaadEIn by jochahohojayein in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TERI YAADEIN by BHONDU in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Teri yaadein aaj bhi mujhe tadpa jaati hai by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
sandhaya
Guest
«Reply #76 on: April 06, 2005, 05:00:54 AM »
Reply with quote
thanks u all my friends  ARYAN , FAKREE, AMIT appka bahut sukriya kyunki aap hi tuh hai jinki ajah se hum baar baaar likh pate hai thanks all of u MERI AUR NINAAH  ki tarah se
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #77 on: April 06, 2005, 05:04:02 AM »
Reply with quote
sakoot-e-jaan ka matlab batado phir chalay jana
ya phir sargoshian dil ki suna do phir chalay jana

jo mera aur tumhara waqt guzra hansnay ronay may
usay puri tarha se tum bhulado phir chalay jana


ye saray peir pauday tum bin kai raat jagay hai
tum aakay ek baar inko sulado phir chalay jana

kisi ko chahne ka aur kisi se chahay janay ka
jo hai ahsaas tum usko bhulado phir chalay jana



bus ik murda hansi se apnay ashko ko chupanay ka
jo fun aata hai tum ko, wo sikhado phir chalay jana

wo jo ik lafz-e-ulfat hai, juda hai apnay maani se
bus in alfaz-o-mani ko milado phir chalay jana



jo kehte kahte ruk gaye, un sari bato ki
sama'at ko talab hai wo suna do phir chalay jana

na janay q hai lakin dekhne ki tum ko aadat hai
meri ye be-waja aadat chura do phir chalay jana



merey in roz-o-shab ka ek fakat unwan bus tum ho
mujhe tum doosra unwan lado phir chalay jana

meri koshish, ay Khuda, na jaye raigan,
mujhe is sabr ka kuch phal dila do phir chalay jana....
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #78 on: April 06, 2005, 05:36:42 AM »
Reply with quote
woww.........its amazing fakhree......mujhe tumhpe fakar hai tumhpe

tere saath gujra zamana hum na kabhi bhul paienge
tujhse dur jana humari majburi hai par hum tumhe na kabhi bhoolayenge

hum jante hai neendein teri bhi jaag rahi hai
aa suladen hum tujhe phir tere jagne se pehle hum chale jayenge

ehsaas tuh dil main hote hai har insaan ke
unhi ehsaason se hum apni zindagi ko hasin banayenge

humari ye jhoti muskurahte khoon ke aansu rulati hai
hum tujhe ye fun kabhi bhi na sikhayenge

tuh dekhne ki aadat tuh hume bhi hai
lekin tujhse dur jake hamesha ke liye hum teri ye aadat chudayenge

Quote from: "fakharenaveed"
sakoot-e-jaan ka matlab batado phir chalay jana
ya phir sargoshian dil ki suna do phir chalay jana

jo mera aur tumhara waqt guzra hansnay ronay may
usay puri tarha se tum bhulado phir chalay jana


ye saray peir pauday tum bin kai raat jagay hai
tum aakay ek baar inko sulado phir chalay jana

kisi ko chahne ka aur kisi se chahay janay ka
jo hai ahsaas tum usko bhulado phir chalay jana



bus ik murda hansi se apnay ashko ko chupanay ka
jo fun aata hai tum ko, wo sikhado phir chalay jana

wo jo ik lafz-e-ulfat hai, juda hai apnay maani se
bus in alfaz-o-mani ko milado phir chalay jana



jo kehte kahte ruk gaye, un sari bato ki
sama'at ko talab hai wo suna do phir chalay jana

na janay q hai lakin dekhne ki tum ko aadat hai
meri ye be-waja aadat chura do phir chalay jana



merey in roz-o-shab ka ek fakat unwan bus tum ho
mujhe tum doosra unwan lado phir chalay jana

meri koshish, ay Khuda, na jaye raigan,
mujhe is sabr ka kuch phal dila do phir chalay jana....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #79 on: April 06, 2005, 05:43:27 AM »
Reply with quote
DOOR JANE K LIYE NA AYE THAY PAS HUM
TERI RAAH MEIN PHHOL BICHAIN GAY HUM
TUM KO HAR PAL YAAD RAJAIN GAY
TERI YAAD KO SEENE S LAGAY GAY HUM
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #80 on: April 06, 2005, 05:51:37 AM »
Reply with quote
jante hai ki tujhse door jana assan nahi hoga
phir bhi majbhur hai hum hume jana hi hoga
teri yaadien hum humesha saath rakhenge
par judai ka ye moti hume apni zindagi main phi phirona hi hoga


Quote from: "fakharenaveed"
DOOR JANE K LIYE NA AYE THAY PAS HUM
TERI RAAH MEIN PHHOL BICHAIN GAY HUM
TUM KO HAR PAL YAAD RAJAIN GAY
TERI YAAD KO SEENE S LAGAY GAY HUM
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #81 on: April 06, 2005, 05:57:57 AM »
Reply with quote
ZINDGI BNA K RAKHAIN GAY
SAPNAY SJA K RAKHAIN GAY
TUJHE APNA K RAKHAIN GAY
PHOOL TERI RAH MEIN RAKHAY GAY
TUJHEY HAR PAL KHUSH RAKHAIN GAY
TUJHE HAMESHA DOST BAN K RAKHAIN GAY
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #82 on: April 06, 2005, 05:58:12 AM »
Reply with quote
ZINDGI BNA K RAKHAIN GAY
SAPNAY SJA K RAKHAIN GAY
TUJHE APNA K RAKHAIN GAY
PHOOL TERI RAH MEIN RAKHAY GAY
TUJHEY HAR PAL KHUSH RAKHAIN GAY
TUJHE HAMESHA DOST BNA K RAKHAIN GAY
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #83 on: April 07, 2005, 10:59:06 AM »
Reply with quote
jab har khushi tere pass hai,
phir "Sandhya" tu kyon udaas hai,
tu muskura de ek baar mere aur "Faree" ke liye,
tu kya jaane teri ek muskurahat he hamare liye kitni "KHAAS" hai....



Quote from: "sandhaya"
jante hai ki tujhse door jana assan nahi hoga
phir bhi majbhur hai hum hume jana hi hoga
teri yaadien hum humesha saath rakhenge
par judai ka ye moti hume apni zindagi main phi phirona hi hoga


Quote from: "fakharenaveed"
DOOR JANE K LIYE NA AYE THAY PAS HUM
TERI RAAH MEIN PHHOL BICHAIN GAY HUM
TUM KO HAR PAL YAAD RAJAIN GAY
TERI YAAD KO SEENE S LAGAY GAY HUM
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #84 on: April 07, 2005, 11:02:26 AM »
Reply with quote
teri har raah hum phoolon se bicha denge,
teri har gali ko hum khushbu se mehka denge,
gar kami huyee kabhi tujhe roshni ki zindagi mein,
to teri roshni ke liye hum poore jahan ko jala denge.....

kyon kaisi rahi faree.....



Quote from: "fakharenaveed"
ZINDGI BNA K RAKHAIN GAY
SAPNAY SJA K RAKHAIN GAY
TUJHE APNA K RAKHAIN GAY
PHOOL TERI RAH MEIN RAKHAY GAY
TUJHEY HAR PAL KHUSH RAKHAIN GAY
TUJHE HAMESHA DOST BNA K RAKHAIN GAY
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #85 on: April 07, 2005, 11:55:13 PM »
Reply with quote
kyun poore jahan pe mujh jaise haqeer insaan ko lja rhi ahi tu


nini u r gr8


for you...............
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #86 on: April 08, 2005, 05:06:20 AM »
Reply with quote
hi Ninaah kaisi ho aur itne dino tak kaha thi
we all missed u yaar

har khushi bekaar hai
jo tuhi nahi mere paas hai
zindagi kuch bhi nahi tere bina Ninaah
tuh hi zindagi ka khass ehsaas hai

Quote from: "Ninaah"
jab har khushi tere pass hai,
phir "Sandhya" tu kyon udaas hai,
tu muskura de ek baar mere aur "Faree" ke liye,
tu kya jaane teri ek muskurahat he hamare liye kitni "KHAAS" hai....



Quote from: "sandhaya"
jante hai ki tujhse door jana assan nahi hoga
phir bhi majbhur hai hum hume jana hi hoga
teri yaadien hum humesha saath rakhenge
par judai ka ye moti hume apni zindagi main phi phirona hi hoga


Quote from: "fakharenaveed"
DOOR JANE K LIYE NA AYE THAY PAS HUM
TERI RAAH MEIN PHHOL BICHAIN GAY HUM
TUM KO HAR PAL YAAD RAJAIN GAY
TERI YAAD KO SEENE S LAGAY GAY HUM
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #87 on: April 08, 2005, 12:18:38 PM »
Reply with quote
har pal us ka intezar hai
jo dil k mere pas hai
woh khushi hai ya ghum
jo bhi hai har pal mere saath hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #88 on: April 15, 2005, 05:07:09 AM »
Reply with quote
sorry sandhya due to eye problem i m not able to come for another some days (my eyes have been operated somewhere after another 10-15 days) i m missing you and faree...... please get some time for me tooo. just get my yahoo id from faree and write a mail to me or you can get a cell no. of mine from him also... waiting for you and your reply.... love you......

tere ehsaas ka asar hai,
jo har jagah khuda he nazar,
aise haalaat mein tu mujhe chod kar,
ab kidhar jaata hai......


Quote from: "sandhaya"
hi Ninaah kaisi ho aur itne dino tak kaha thi
we all missed you yaar

har khushi bekaar hai
jo tuhi nahi mere paas hai
zindagi kuch bhi nahi tere bina Ninaah
tuh hi zindagi ka khass ehsaas hai

Quote from: "Ninaah"
jab har khushi tere pass hai,
phir "Sandhya" tu kyon udaas hai,
tu muskura de ek baar mere aur "Faree" ke liye,
tu kya jaane teri ek muskurahat he hamare liye kitni "KHAAS" hai....



Quote from: "sandhaya"
jante hai ki tujhse door jana assan nahi hoga
phir bhi majbhur hai hum hume jana hi hoga
teri yaadien hum humesha saath rakhenge
par judai ka ye moti hume apni zindagi main phi phirona hi hoga


Quote from: "fakharenaveed"
DOOR JANE K LIYE NA AYE THAY PAS HUM
TERI RAAH MEIN PHHOL BICHAIN GAY HUM
TUM KO HAR PAL YAAD RAJAIN GAY
TERI YAAD KO SEENE S LAGAY GAY HUM
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #89 on: April 15, 2005, 05:09:56 AM »
Reply with quote
hi faree.... i m not able to understand urdu you know that just write a meaning of your tehreer.... waiting for it....

meri dhadkanein marte dum tak tera saath dengi,
jab bhi hoga akela to kismat tere haathon mein mera haath dengi....

(for sandhya and faree - MY BEST FRIENDS)


Quote from: "fakharenaveed"
har pal us ka intezar hai
jo dil k mere pas hai
woh khushi hai ya ghum
jo bhi hai har pal mere saath hai
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 14
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:52:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer