Thak gaye hum Unka Intezaar karte karte.......

by fairy2633 on December 19, 2008, 01:27:26 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 13675 times)
fairy2633
Guest
Reply with quote
Thak gaye hum Unka Intezaar karte karte...
Roye hazaar baar khud se takraar karte karte
DO lafz unki zubaan se na nikle
Aur toot gaye hum unhe manaate manaate..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Palkein Bicha Ke Raahon Mein Intezaar Karte Hai by Dewana_Badal in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pal pal hum unka intezar karte rahe Messenger khol kar... by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ek tarfa pyar karte karte... by chahat in Shayri for Khumar -e- Ishq
uska intezaar karte karte... by Alam Qazi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Tumein yad karte karte by M.ASGHAR MIRPURI in Shayri for Khumar -e- Ishq
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: December 19, 2008, 01:43:38 PM »
Reply with quote
Thak gaye hum Unka Intezaar karte karte...
Roye hazaar baar khud se takraar karte karte
DO lafz unki zubaan se na nikle
Aur toot gaye hum unhe manaate manaate..


bahut ki khoob Fairy

Thak gaye hum Unka Intezaar karte karte...
Roye hazaar baar khud se takraar karte karte
DO lafz unki zubaan se na nikle
Aur toot gaye hum unhe manaate manaate..


bahut ki khoob kaha aap neh


ROTEY ROTEY ABB TOH AASOO SUKH GAYE
SAPNOH KEY MAHAL ABB SAB TOOT GAYE
INTEZAAR KI HADD TOH ABB KHATAM HUYI
NA JANEY KU WOH AISEY HUMSEY ROOTH GAYE



JASBIR SINGH

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 19, 2008, 02:24:29 PM »
Reply with quote
Nice One Toufeeq Ji,.
And Jasbir Bhai,.

Intezaar Kisi Ka Tum Kyun Karte Ho,.
Jise Aana Hai, Wo Zaroor Aaayega,.

Aaj Ro Rahe Ho Dard Bayaan Karke,.
Ek Din Tumhe, Koi Khoob Hasaayega,.

Pyaar Dard Hai, Shayad Anjaan The Tum,.
Ye Pyaar Kiska Hua Hai, Jo Tumhaara Hojaayega,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
hassan musstafa
Guest
«Reply #3 on: July 18, 2013, 06:54:47 PM »
Reply with quote
wah wah
Logged
hassan musstafa
Guest
:)
«Reply #4 on: July 18, 2013, 06:56:06 PM »
Reply with quote
Har raat 1 naam yad ata he
Kabhi subah kabhi sham yaad ata he
Jab sochte he ki karle dusri mohabbat,
Tab pehli mohabbat ka anjam yaad aata he
Logged
hassan mustafa
Guest
«Reply #5 on: July 18, 2013, 06:58:48 PM »
Reply with quote
Thukra kar Mohabbat meri kahan
jane
ka irada hy?

..
Mujhe Zindagi k kis Mor pe lane
ka
irada hy?

..
Ye jo ab khafa khafa se rehne
lage ho,

..
Ye piyar ka arooj hy, ya chhor jane
ka
irada hai?

..
Jatey Jatey ye tu bata jao ay Jaan,

..
Mere piyar may kami thi ya kisi or
se
Dil lagi ka
irada hy?

..
Mere bad meri yaad ay tu morr
kar na
dekhna,

..
Q k Tere baad mera bi is duniya
ko
chhor jane ka
irada hy
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:26:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:53:30 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]

[October 29, 2024, 06:05:52 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer