Tujhe Apne Dil Se Main Kaise Bhula Doon...

by Aryaan on March 08, 2005, 01:09:44 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 12895 times)
Aryaan
Guest
Reply with quote
Tujhe apne dil se main kaise bhula doon
Teri yaad hi tau meri zindagi hai
Tujhe kya khabar hai keh tujhse bichar kar
Tarap kar harr ik pal guzaara hai main ne
Judai ke gham se pareshan ho kar
Kai baar tujh ko pukaara hai main ne
Sadaa de raha hai tujhe pyar mera
Meri zindagi tu, kahan kho gai hai
Tujhe bhool jana nahi mere bas mein
Mujhe dard de kar chale jaane waale
Tere gham se daaman, main kaise churaa loon
Harr ik baat par mujh ko yaad aane waale
Inn aankhon mein harr dam jale ga tera gham
Kabhi na bujhe jo yeh woh raushni hai...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mai kaise bhula doon teri mohabbat ko... by Alam Qazi in Shayri for Dard -e- Judai
MAIN BHI BHULA DOON TUMBHI BHULADO by fakhar sheikh in Share: Poetry of Pain
Kaise bhula Doon... by Anahita in Shayri for Dard -e- Judai
Kaise bata-e tujhe..??..Kaise samjha-e tujhe..?? by nashwani in Shayri-E-Dard
Main Tujhe Itana Pyar Doon..!!..Miraj(Miru) by Miraj. in Ghazals
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: March 08, 2005, 01:14:43 AM »
Reply with quote
TU KOI CHEEZ NAHIN HAI JISE MEIN BHULA DOON
TU ZINDGI HAI MERI AA SENE S TUJHE LAGA LOON

RAKHOON TUJHE HAR PAL MEIN APNAY DIL MEIN
TU DHADKAN HAI AA DIL MEIN TUM KO BSA LOON
Logged
jalpari
Guest
«Reply #2 on: March 08, 2005, 03:17:52 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Tujhe apne dil se main kaise bhula doon
Teri yaad hi tau meri zindagi hai
Tujhe kya khabar hai keh tujhse bichar kar
Tarap kar harr ik pal guzaara hai main ne
Judai ke gham se pareshan ho kar
Kai baar tujh ko pukaara hai main ne
Sadaa de raha hai tujhe pyar mera
Meri zindagi tu, kahan kho gai hai
Tujhe bhool jana nahi mere bas mein
Mujhe dard de kar chale jaane waale
Tere gham se daaman, main kaise churaa loon
Harr ik baat par mujh ko yaad aane waale
Inn aankhon mein harr dam jale ga tera gham
Kabhi na bujhe jo yeh woh raushni hai...

Wah Aryaan ji..  dil ko chuu lia aap ne.
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #3 on: March 08, 2005, 03:28:55 AM »
Reply with quote
Bohat shukriya Jalpari.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #4 on: March 08, 2005, 03:35:35 AM »
Reply with quote
DILON MEIN AAB TU KOI MUHABAT NAHIN RHI
MUSAFTOON MEIN ABA KOI MUSAFAT NAHIN RHI
PHOOLON MEIN AAB KOI KHUSHBOO NAHIN RHI
AAB MUJHKO TERI JUSTJU NAHIN HAI RHI
Logged
jalpari
Guest
«Reply #5 on: March 08, 2005, 03:51:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Bohat shukriya Jalpari.....

ur welcome Aryaan.Usual Smile hamesha achi or nice poetry hoti hai apki..
keep up the good work Aryaan..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #6 on: March 08, 2005, 04:00:14 AM »
Reply with quote
justjue yaar mein guzre hain brson
aab bhi kyun tere pyar ko trson
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #7 on: March 08, 2005, 04:00:48 PM »
Reply with quote
Manzar guzar gaye, par zakhm abhi baaQi they
Teri yaadein unn zakhmon ko nasoor banati chali gayin
Gham teri judaai ka kuch iss tarha dhota gaya
Keh sisikiyaan bhar bhar ke saari raat main rota gaya
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #8 on: March 08, 2005, 04:02:55 PM »
Reply with quote
very nice faree, and aryan.
Logged
jalpari
Guest
«Reply #9 on: March 08, 2005, 09:35:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Manzar guzar gaye, par zakhm abhi baaQi they
Teri yaadein unn zakhmon ko nasoor banati chali gayin
Gham teri judaai ka kuch iss tarha dhota gaya
Keh sisikiyaan bhar bhar ke saari raat main rota gaya

hamesha ki tarah bohut acha likha hai Aryaan....Beautiful!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #10 on: March 08, 2005, 09:42:51 PM »
Reply with quote
shukriya myheart_ursonly & Jalpari.....
Logged
Meena
Guest
«Reply #11 on: March 09, 2005, 07:06:23 PM »
Reply with quote
bohot ache aryaan ji!!

teri judai me askhon ko ankhon me sajaya tha,
zamane se teri bewafai ko dil me chupaya tha,
par is baat ko bhi hum nahin jhootla sakhte,
ke kabhi humne hi is dil ko dhadkaya tha!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #12 on: March 09, 2005, 07:41:04 PM »
Reply with quote
Thanx Meena...n very nice.....
Logged
jalpari
Guest
«Reply #13 on: March 09, 2005, 11:27:30 PM »
Reply with quote
bohat acha likha meena ji..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #14 on: March 09, 2005, 11:50:47 PM »
Reply with quote
TAHANX AMIT
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:15:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer