Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 4 hours and 51 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
Na Bhook Rehti Hai . Na Pyas Rehti Hai Bas Bechaini Hi Bechaini Pas Rehti Hai.
Gaye Ho Jabse Bichhadkar Tum Mujhse Chubtee Si Jaisey . Ik Phaans Rehti Hai.
Chalti Hain Yaadon Ki Bandookein .Aur Hasrat Pehne Sabar Ka Libas Rehti Hai.
Na Pata Deen Ka Hai Na Khabar Raat Ki Doori Liye Bas Tera Hi. Ehsas Rehti Hai.
Kehna Tha Bas Itna Hi Tum Se Jaanaan Ki Zindagi Tum Bin Badi Udas Rehti Hai.
~Shihab~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #1 on: January 08, 2014, 04:54:05 AM » |
|
Na Bhook Rehti Hai . Na Pyas Rehti Hai Bas Bechaini Hi Bechaini Pas Rehti Hai.
Gaye Ho Jabse Bichhadkar Tum Mujhse Chubtee Si Jaisey . Ik Phaans Rehti Hai.
Chalti Hain Yaadon Ki Bandookein .Aur Hasrat Pehne Sabar Ka Libas Rehti Hai.
Na Pata Deen Ka Hai Na Khabar Raat Ki Doori Liye Bas Tera Hi. Ehsas Rehti Hai.
Kehna Tha Bas Itna Hi Tum Se Jaanaan Ki Zindagi Tum Bin Badi Udas Rehti Hai.
~Shihab~
wah wah bahut accha likha hai aapne. har alfaz mein dard hai. bahut daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 4 hours and 51 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #3 on: January 08, 2014, 05:04:19 AM » |
|
wah wah bahut accha likha hai aapne. har alfaz mein dard hai. bahut daad
Bahut Bahut Shukaria Suman Jee Is Qadar Mahsoos Karke Parhne Aur Waqt Dene Ke Liye Shad o Aabaad Rahiye Shihab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 4 hours and 51 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #4 on: January 08, 2014, 05:16:14 AM » |
|
Humesha Ki Tarha Apne Natkhat Bhare Andaaz Mein Hausla Afzaii Karne Aur Waqt Dene Ke Liye Shukaria Sheba Jee Aur Jo Sher Aapko Samajh Nahi Aaya Uske Liye Maufi Chahta Hun. Filhal Samjha Nahi Sakta Aapko Shad o Aabaad Rahiye Shihab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #5 on: January 08, 2014, 09:36:11 AM » |
|
beautiful
|
|
|
Logged
|
|
|
|
RAJAN KONDAL
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 08, 2014, 02:03:22 PM » |
|
Na Bhook Rehti Hai . Na Pyas Rehti Hai Bas Bechaini Hi Bechaini Pas Rehti Hai.
Gaye Ho Jabse Bichhadkar Tum Mujhse Chubtee Si Jaisey . Ik Phaans Rehti Hai.
Chalti Hain Yaadon Ki Bandookein .Aur Hasrat Pehne Sabar Ka Libas Rehti Hai.
Na Pata Deen Ka Hai Na Khabar Raat Ki Doori Liye Bas Tera Hi. Ehsas Rehti Hai.
Kehna Tha Bas Itna Hi Tum Se Jaanaan Ki Zindagi Tum Bin Badi Udas Rehti Hai.
~Shihab~
Wha wha bhut achy dil ko choo lany waly alfaj
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amit_prakash_meet
Guest
|
|
«Reply #7 on: January 08, 2014, 03:31:52 PM » |
|
वाह....वाह...क्या बात है....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #8 on: January 08, 2014, 03:42:15 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Mohammad Touhid
Umda Shayar
Rau: 35
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:38 days, 12 hours and 35 minutes.
'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!
Posts: 7160 Member Since: Aug 2009
|
|
«Reply #9 on: January 08, 2014, 04:00:38 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 08, 2014, 05:00:39 PM » |
|
bahut khoob.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 4 hours and 51 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #11 on: January 25, 2014, 04:17:00 AM » |
|
beautiful
Shukaria Sir Jee Hausla Afzaii Karne Aur Waqt Dene Ke Liye Shad o Aabaad Rahiye Shihab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 27, 2014, 04:43:24 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 4 hours and 51 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #14 on: January 28, 2014, 03:51:29 PM » |
|
Wha wha bhut achy dil ko choo lany waly alfaj
Bahut Shukaria Rajan Jee Hausla Afzaii Karne Aur Apna Qeemti Waqt Dene Ke Liye Shad o Aabaad Rahiye Shihab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|