TUM NAHI RAHE......

by sajid_ghayel on August 30, 2008, 07:38:48 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2848 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
BAAT SAMAJ ME AAYEE HOTI TO BOLE HOTE
BAS ITNA HI SUNA THA KE TUM NAHI RAHE
TUM NAHI RAHE ACHCHA MAZAK HAIN
JAB TUM HI SE SABKUCH HAIN
TO TUM KAISE NAHI RAHOGE
KITNE SAPNE DEKHE HAIN HUMNE MILKE
AUR UNKO PURA BHI MILKE KARNA HAIN
AUR WOH KEHTE HAIN TUM NAHI RAHE
ACHCHA MAZAK HAIN
PAR KYA HUA TUM ABHI TAK GHAR Q NAHI LAUTE
AAJ TUMNE WADA KIYA THA MUJE KAHI NAHER KHANA KHILAOGE
WADA PURA NA KARNA HO MAT KARO PAR GHAR TO AA JAO
AAJ MAINE TUMHARI FAVORITE SADI PEHNI HAIN
AUR DEKHO CHUDIYA BHI KITNI PYAARI HAIN
PAR IN SAB KHUSHIYO KE BEECH
Q YEH BAAT SATA RAHI HAIN
JO MAINE AAJ PHONE PE SUNI THI KE TUM NAHI RAHE
KYA HO SAKTA HAIN ISKA MATLAB
BAAT SAMAJ ME AAYEE HOTI TO BOLE HOTE
BAS ITNA HI SUNA THA KE TUM NAHI RAHE.

                            -SG-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaz nahi mil rahe......................... by Gunj in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hum Ja Rahe Hai by Meena in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4 »
tum jaa toh rahe.... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
Teri Nazaro Ke Kabil Nahi Rahe Hum by nishi gahlaut in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Kya ab yoindia mein readers nahi rahe? by asif biswas in User Support and Suggestion Forum
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: August 31, 2008, 07:15:09 AM »
Reply with quote
SHAYED MAIN THEEK SE APNI BAAT NAHI KEH PAYA ISILIYE TO EK BHI REPLY NAHI AAYA KOI BAAT NAHI AAINDA KOSHISH KARUGA KE ISSE BEHTAR LIKHU.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: August 31, 2008, 07:32:50 AM »
Reply with quote
BAAT SAMAJ ME AAYEE HOTI TO BOLE HOTE
BAS ITNA HI SUNA THA KE TUM NAHI RAHE
TUM NAHI RAHE ACHCHA MAZAK HAIN
JAB TUM HI SE SABKUCH HAIN
TO TUM KAISE NAHI RAHOGE
KITNE SAPNE DEKHE HAIN HUMNE MILKE
AUR UNKO PURA BHI MILKE KARNA HAIN
AUR WOH KEHTE HAIN TUM NAHI RAHE
ACHCHA MAZAK HAIN
PAR KYA HUA TUM ABHI TAK GHAR Q NAHI LAUTE
AAJ TUMNE WADA KIYA THA MUJE KAHI NAHER KHANA KHILAOGE
WADA PURA NA KARNA HO MAT KARO PAR GHAR TO AA JAO
AAJ MAINE TUMHARI FAVORITE SADI PEHNI HAIN
AUR DEKHO CHUDIYA BHI KITNI PYAARI HAIN
PAR IN SAB KHUSHIYO KE BEECH
Q YEH BAAT SATA RAHI HAIN
JO MAINE AAJ PHONE PE SUNI THI KE TUM NAHI RAHE
KYA HO SAKTA HAIN ISKA MATLAB
BAAT SAMAJ ME AAYEE HOTI TO BOLE HOTE
BAS ITNA HI SUNA THA KE TUM NAHI RAHE.

                            -SG-

Sajid ji,

I just came here to have a quick look at my favorite place on Web i.e. YoIndia, and I was not in any mood to comment or write anything at this moment. But, your this poem compelled me to write..

I must congratulate u on the variety of thoughts you bring through your poems... Its really amazing, u wrote this from a women's point of view.. And you have done full justice to the feelings she could have when some mis-happening like this happens to her..  sad7 This is really heart touching poem.. Very very sentimental and close to life..

Excellent work Sajid ji.. Applause

SHAYED MAIN THEEK SE APNI BAAT NAHI KEH PAYA ISILIYE TO EK BHI REPLY NAHI AAYA KOI BAAT NAHI AAINDA KOSHISH KARUGA KE ISSE BEHTAR LIKHU.

Please be patient for comments on your writings, you have already got 51 views to this masterpiece. Sometimes people just read and appreciate but were not able to give a written comment.  Usual Smile So, count on number of views rather than written comments.

Anyways, Aap ne jis andaaz mein baat likhi, woh kisi ko bhi samajh aa jaayegi, is se jyaada achha kuch nahin ho sakta...  Usual Smile Once again... Congrats on your fine works Sajid ji..  notworthy
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: August 31, 2008, 07:43:30 AM »
Reply with quote
mahiya main wada karta hu aaj ke baad na hi shikayat karuga na afsos bas jo likhuga apne dil se likhuga yeh ghayel ka wada hain aapse, aapki yeh tareef meri puri zindagi ke liye kafi hain.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: August 31, 2008, 04:09:07 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Bhaijaan,.
Yunhi LIkhte rahiye,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #5 on: September 01, 2008, 03:56:02 AM »
Reply with quote
thanks azeem
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #6 on: September 01, 2008, 04:06:13 AM »
Reply with quote
sajid ji ..jo aap kahna chahte the bakhoobi kaha aapne....shabdon ko kavita me sametne me aapka saani nhai koi.....
badhai
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: September 02, 2008, 07:30:09 AM »
Reply with quote
BAAT SAMAJ ME AAYEE HOTI TO BOLE HOTE
BAS ITNA HI SUNA THA KE TUM NAHI RAHE
TUM NAHI RAHE ACHCHA MAZAK HAIN
JAB TUM HI SE SABKUCH HAIN
TO TUM KAISE NAHI RAHOGE
KITNE SAPNE DEKHE HAIN HUMNE MILKE
AUR UNKO PURA BHI MILKE KARNA HAIN
AUR WOH KEHTE HAIN TUM NAHI RAHE
ACHCHA MAZAK HAIN
PAR KYA HUA TUM ABHI TAK GHAR Q NAHI LAUTE
AAJ TUMNE WADA KIYA THA MUJE KAHI NAHER KHANA KHILAOGE
WADA PURA NA KARNA HO MAT KARO PAR GHAR TO AA JAO
AAJ MAINE TUMHARI FAVORITE SADI PEHNI HAIN
AUR DEKHO CHUDIYA BHI KITNI PYAARI HAIN
PAR IN SAB KHUSHIYO KE BEECH
Q YEH BAAT SATA RAHI HAIN
JO MAINE AAJ PHONE PE SUNI THI KE TUM NAHI RAHE
KYA HO SAKTA HAIN ISKA MATLAB
BAAT SAMAJ ME AAYEE HOTI TO BOLE HOTE
BAS ITNA HI SUNA THA KE TUM NAHI RAHE.

                            -SG-

Sajid Ji,

Aapki is nazm ne meri aankhon ko bhigo diya hai...subah subah rula diya !!!

Bohot khoob Sajid Ji, aapka har andaz-e-shayari qaabil-e-taareef hai, chhahe wo ghazal ho, nazm ho ya phir mazahiya....Bohot bohot Khoob Applause
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #8 on: September 02, 2008, 08:00:40 AM »
Reply with quote
BEKARAR AND MIRA THANK YOU VERY MUCH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: September 02, 2008, 02:03:19 PM »
Reply with quote
Nice One Again Sajid Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: September 02, 2008, 02:15:29 PM »
Reply with quote
Saara Samaan Waisa Hi Tha,.
Hum Bhi Jahaan The Wahin Rahe,.
Par Tum Nahi Rahe,.

Khushiyon Ki Mehfilon Mein Bhi Udaasi Rahi,.
Hum Bhi Un Mehfilon Mein The,.
Par Tum Nahi Rahe,.

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: September 04, 2008, 11:34:28 AM »
Reply with quote
 Bohat acha likha hai aapne sayid ji Applause

Bohat acha likha hai Azeem bhai... Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: September 05, 2008, 03:06:35 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi,./'
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: September 05, 2008, 03:18:17 PM »
Reply with quote
Tu Jo Nahi To Fizaaon Mein Asar Nahi,.
Dil Mein Chaai Hai Shab Aisi Jiski koi Sehar Nahi,.


Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #14 on: January 05, 2009, 02:04:45 PM »
Reply with quote
Saara Samaan Waisa Hi Tha,.
Hum Bhi Jahaan The Wahin Rahe,.
Par Tum Nahi Rahe,.

Khushiyon Ki Mehfilon Mein Bhi Udaasi Rahi,.
Hum Bhi Un Mehfilon Mein The,.
Par Tum Nahi Rahe,.


Tu Jo Nahi To Fizaaon Mein Asar Nahi,.
Dil Mein Chaai Hai Shab Aisi Jiski koi Sehar Nahi,.


Bohat khoob Chote too good.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:37:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer