ranjana
Guest
|
«Reply #30 on: July 15, 2006, 02:43:07 AM » |
|
very nice gumnam ji...
har gehra zakham mita deta hai waqt aasaani se pata hai kisko kab asha aaye kab chali jaaye fir bhi do pal ki khushi ke liye log dil lete hain dete hain aur ek naya zakham paal lete hain aaj bhi!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
|
«Reply #31 on: July 29, 2006, 02:42:24 PM » |
|
very nice gumnam ji...
har gehra zakham mita deta hai waqt aasaani se pata hai kisko kab asha aaye kab chali jaaye fir bhi do pal ki khushi ke liye log dil lete hain dete hain aur ek naya zakham paal lete hain aaj bhi!!!!!! SHUKRIYA AUR BAHUT KHUB......
DIL KE JAKHM DIKHAYE NA GAYE AAJ BHI, DARD DIL KE JUBAAN PAR LAAYE NA GAYE AAJ BHI. HUMNE SOCHA THA UNHE MOHBBAT KA EHSAAS HOGA, PAR DAAG DIL KE UNSE MITAAYE NA GAYE AAJ BHI....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #32 on: July 29, 2006, 04:58:09 PM » |
|
very nice gumnaam ji ...bahut achacha likha hai...
hamne har pal tujhko pukaar ke dekha sadiyo tak bas tera hi tera raha hamne dekha mazak bana diya hamne apni zindagi ko hamne khud ko tere halaat mein bhi dhal kar dekha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #33 on: July 31, 2006, 05:34:20 AM » |
|
nice e4verybody bahut accha likha hai aapne ...... kisi ke khayalo ki jhlak dikhti hai tere chehre mai mujhe kisi ajnabi ki jhalak dikti hai kayn hai jo tujhko mil gaya kaya tujhko mere kami nahi lagti hai? ??
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #34 on: July 31, 2006, 07:37:13 AM » |
|
tere bina zindagi ,zindagi nahi lagti hai har pal bas teri hi yaad mere saath rehti hai kar lete hum do chaar baate teri tasveer se magar bas khaylo main base tasvur se hi baat hoti hai!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
|
«Reply #35 on: August 02, 2006, 01:45:30 PM » |
|
very nice gumnaam ji ...bahut achacha likha hai...
hamne har pal tujhko pukaar ke dekha sadiyo tak bas tera hi tera raha hamne dekha mazak bana diya hamne apni zindagi ko hamne khud ko tere halaat mein bhi dhal kar dekha SHUKRIYA RANJANA JI AUR BAHUT KHUB LIKHA AAPNE......
TAKDEER PAR AANSU BAHA KAR AAYE HAI, APNI CHAHAT KI ARTHI UTHA KAR AAYE HAI. HAQ ADA KIYA HAI CHAHAT KA HUMNE, APNE HAATHO SE UNHE DOLI MEIN BITHA KAR AAYE HAI...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #36 on: August 02, 2006, 02:33:02 PM » |
|
wah kya baat hai .....bahut khoob ..
jab tum hi nahi rahe apne toh dil ab tamana kiski kare mere seene mein tadpati hai saanse har pal ab bas aahe hi bhare rahe tere hi khalayo mein khoye khoye hum har waqt ab kisi gar ki mehfil ka sadaka yeh dil kaise kare !!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
|
«Reply #37 on: August 08, 2006, 02:08:19 PM » |
|
wah kya baat hai .....bahut khoob ..
jab tum hi nahi rahe apne toh dil ab tamana kiski kare mere seene mein tadpati hai saanse har pal ab bas aahe hi bhare rahe tere hi khalayo mein khoye khoye hum har waqt ab kisi gar ki mehfil ka sadaka yeh dil kaise kare !!!! SHUKRIYA AUR BAHUT KHUB...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #38 on: August 11, 2006, 05:47:35 AM » |
|
kai din se unki koi khabar nahi milti ab toh dil behlaane ki koi tadbir nahi milti
kab tak chhipa paayenge zamaane yeh raaz hum meri hasti ko tere siva koi aur manzil nahi dikhati
sab ko mil jaaye apni mohabbat apni jinadgi mein yeh mumkim hai kahan............. yeh woh jageer hai jo sabko nahi mila karti
baag mein phool toh khilte hain sabke liye per har kisi ko is mehakte chaman ki khushboo nahi milti
jab se suna hai ki woh hain udas-udas meri hansi mein bhi ab woh shokhiyaan nahi dikhati wah wah ranju ji aapki tareef karne ke liye lavz nahi milte...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #39 on: August 11, 2006, 05:50:00 AM » |
|
very nice gumnaam ji ...bahut achacha likha hai...
hamne har pal tujhko pukaar ke dekha sadiyo tak bas tera hi tera raha hamne dekha mazak bana diya hamne apni zindagi ko hamne khud ko tere halaat mein bhi dhal kar dekha SHUKRIYA RANJANA JI AUR BAHUT KHUB LIKHA AAPNE......
TAKDEER PAR AANSU BAHA KAR AAYE HAI, APNI CHAHAT KI ARTHI UTHA KAR AAYE HAI. HAQ ADA KIYA HAI CHAHAT KA HUMNE, APNE HAATHO SE UNHE DOLI MEIN BITHA KAR AAYE HAI...wah bahut hi dard chipa hai in lavzon mein.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #40 on: August 12, 2006, 05:30:48 AM » |
|
shukriya gesu ...........
dil ne kab na unhe yaad kiya har mehfil mein bas unka hi intazaar kiya kabhi toh aayegi unse milne ki ghadi dil ne ek unke jhoote vaade per etabaar kiya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #41 on: August 12, 2006, 02:35:16 PM » |
|
bahot khoob Ranjana...... Gesu........and all....
uljhi rahti ho tum kyon indino himmat-e-iltijaa nahin baqi zabt ka hausala nahin baqi
ik teri did chin gai mujh se varna duniya main kya nahin baqi....nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #42 on: August 12, 2006, 02:51:34 PM » |
|
nice sharing waheed ..........
roz hota hai yahan meri tamanaao ka khoon koi toh bataaye yeh kisaa kya hai
din dubte hi hum hone lagte hain udas koi toh batyaaye yeh raat ka kissa kya hai
faila hua hai bas unki hi yaado ka dhuaan ab unke bina jeena bhi yeh jeena kya hai !!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #43 on: August 12, 2006, 02:57:50 PM » |
|
Thanku Ranjana jee,...... very nice reply . :lol: bahot accha laga aap kio reply padhker....
Aj Ai Dil Lab-o-Rukhsaar Ki Baatein Hai Sahi Waqt Kat Jaayegaa Kuch Pyar Ki Baatein Hi Sahi
Yun to Katati Hai Rahegi Gham-e-Dauraan Mein Hayaat Aaj Ki Raat Gham-e-Yaar Ki Baatein Hi Sahi....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #44 on: August 12, 2006, 03:05:20 PM » |
|
shukriya waheed ji ........bahut khoob likha aapne ......
karoge baat raat kaatne ki Gham-A-yaar ki baate karke toh yeh raat aur bhi tanah si nazar aayegi
pee rahe hain aaj hum jaam bas unse ki hui mulkaato ke chalo kuch der ke liye yeh raat kuch suhaani si ho jaayegi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|