waheed_rose2004
Guest
|
«Reply #45 on: August 12, 2006, 03:15:40 PM » |
|
Shurkya Ranjana jee,,,. aap bahot accha klikhti hain ...... very nice again......
aks to maujuud the par aks tanahaaii ke the aa_iinaa to thaa magar us me teraa cheharaa na thaa aaj us ne dard bhii apane alahadaa kar diye aaj main royaa to mere saath vo royaa na thaa...........nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #46 on: August 12, 2006, 03:21:43 PM » |
|
nice sharing waheed ........shukriya
ro ke agar paa lete hum manzile toh aaj dariya ek ashqo ka baha dete yah thee ghadi shayad hamare ishq ki sanam kuch rasme mohbbat ki toh nibha lete
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #47 on: August 13, 2006, 05:15:20 AM » |
|
Unke Bina meri Baaton me asar ho gaya....... Dekhta raha main Raah unke aane ki...... Aur dekho ab main Manzil ki Nazar kho gaya......
Jeena tha mushkil isliye main harr Musibat ke naam ho gaya...... Reh gaya bekaar aur Mahobbat me ab Nakaam ho gaya.........
Dekho unke Bina meri Baaton me asar ho gaya........!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #48 on: August 13, 2006, 09:51:48 AM » |
|
har safar kabhi toh apni manzil se mila hai yugo se chal raha yeh ishq ka kaffila hai
kabhi toh payaas bujhegi meri veeran si zindagi ki rukh badlegi kuch toh hawa kuch mosaum ne rukh badala hai
kyu beeti rahi hai meri zindagi unke bina bas beetate waqt se mujhe yahi gilla hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #49 on: August 17, 2006, 09:38:30 AM » |
|
har safar kabhi toh apni manzil se mila hai yugo se chal raha yeh ishq ka kaffila hai
kabhi toh payaas bujhegi meri veeran si zindagi ki rukh badlegi kuch toh hawa kuch mosaum ne rukh badala hai
kyu beeti rahi hai meri zindagi unke bina bas beetate waqt se mujhe yahi gilla hai Dekhna kabhi aangan me apne...... Usme mere Naam se ek Phool khila hai...... Dard de ya de Khushi aye Khuda mujhe...... Sabka Pyar bann mujhe mera Sanam mila hai...... Bas ab de ek Mauka ki uske Khawabon ko hum choom sakein...... Na mili woh tareekh hume toh bas khudse hee sab gila hai.........!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #50 on: August 18, 2006, 06:22:41 AM » |
|
is mohbbat ke chaman mein tu mera na sahi hum tujhe zamaane mein ruswa kar nahi sakte
ishq karna chahe aasaan ho magar zindagi bhar is ke saaye mein reh nahi sakte
dukh deta hai yeh dard bahut juda ho ke hum unke ho kar bhi ab unke ho nahi sakte
|
|
|
Logged
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
|
«Reply #51 on: August 24, 2006, 02:16:58 PM » |
|
is mohbbat ke chaman mein tu mera na sahi hum tujhe zamaane mein ruswa kar nahi sakte
ishq karna chahe aasaan ho magar zindagi bhar is ke saaye mein reh nahi sakte
dukh deta hai yeh dard bahut juda ho ke hum unke ho kar bhi ab unke ho nahi sakte bahut khub ranjana ji....
KHUSBU MEIN DUB JAAYENGI YAADO KI DAALIYA, HOTHO PE PHOOL RAKH KE KABHI SOCHNA MUJHE. HAATHO KI KUCHH LAKEEREIN BADALTI HUI MILI, LAGTA HAI USNE KHWAB MEIN KAL CHHU LIYA MUJHE...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #52 on: August 24, 2006, 04:56:26 PM » |
|
is mohbbat ke chaman mein tu mera na sahi hum tujhe zamaane mein ruswa kar nahi sakte
ishq karna chahe aasaan ho magar zindagi bhar is ke saaye mein reh nahi sakte
dukh deta hai yeh dard bahut juda ho ke hum unke ho kar bhi ab unke ho nahi sakte bahut khub ranjana ji....
KHUSBU MEIN DUB JAAYENGI YAADO KI DAALIYA, HOTHO PE PHOOL RAKH KE KABHI SOCHNA MUJHE. HAATHO KI KUCHH LAKEEREIN BADALTI HUI MILI, LAGTA HAI USNE KHWAB MEIN KAL CHHU LIYA MUJHE...WAH WAH bahut khoob ...really very beautiful .... haatho per jab naam thaa tera likha dil ki dharkno se ek peghaam rooh tak aaya kyu mil na saka woh mujhe haqikat mein jiske saath hamne zindagi ka har sapana sajaaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
|
«Reply #53 on: August 29, 2006, 06:47:48 AM » |
|
is mohbbat ke chaman mein tu mera na sahi hum tujhe zamaane mein ruswa kar nahi sakte
ishq karna chahe aasaan ho magar zindagi bhar is ke saaye mein reh nahi sakte
dukh deta hai yeh dard bahut juda ho ke hum unke ho kar bhi ab unke ho nahi sakte bahut khub ranjana ji....
KHUSBU MEIN DUB JAAYENGI YAADO KI DAALIYA, HOTHO PE PHOOL RAKH KE KABHI SOCHNA MUJHE. HAATHO KI KUCHH LAKEEREIN BADALTI HUI MILI, LAGTA HAI USNE KHWAB MEIN KAL CHHU LIYA MUJHE...WAH WAH bahut khoob ...really very beautiful .... haatho per jab naam thaa tera likha dil ki dharkno se ek peghaam rooh tak aaya kyu mil na saka woh mujhe haqikat mein jiske saath hamne zindagi ka har sapana sajaaya SHUKRIYA AUR BAHUT KHUB...
JAHA RAHEGA WAHA ROSHNI LUTAAYEGA, KISI CHIRAAG KA APNA MAKAAN NAHI HOTA. YE KIS MUKAAM PE LAAYEE HAI TANHAI MERI, KI MUJHSE AAJ KOI BADGUMAAN NAHI HOTA...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #54 on: August 29, 2006, 10:37:40 AM » |
|
bahut khoob gumnam ji ......
jalaya thaa dil ko hamne ek chiraag ki tarah magar roshni unke jahan mein na ho saki taye kar liya thaa safar bhi saath saath hamne fir bhi kyu mere pyaar ko manzil na mil saki !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #55 on: August 30, 2006, 01:10:23 PM » |
|
shukriya Majid ......aaj lagata hai aap sirf padne ke mood mein they likhne ke nahi :D :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shikha12
Guest
|
|
«Reply #56 on: August 30, 2006, 01:20:14 PM » |
|
Very nice... Ranju di and Gumnam ji... [/b]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #57 on: August 31, 2006, 06:45:39 AM » |
|
shukriya Majid ......bahut khoob .....
yaad uski mujh ko aksar rula deti hai mujhe meri tanhai ka ehsas kara deti hai jitna bhulata hai dil us judaai ke pal ko yeh aankh us lamhe ko yaad karke baras jaati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #58 on: August 31, 2006, 07:00:51 AM » |
|
bahut khoob majid ........
kabhi yaad mein tera saath nahi hota ab mere haatho mein tera haath nahi hota
mushkil hai apna haale dil ab tujhko batana kyu ab tera khawabo mein saath nahi hota!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #59 on: August 31, 2006, 07:27:07 AM » |
|
ji nahi majid aap Ranju kahiye .. ... :D bas saath JI mat laagiye woh bura lagta hai bas... bahut khoob likha hai aapne ..per judai ke dard mein thoda sa ishq aagaya accha laga chaha thaa kabhi tumne hame diwaano ki tarah mera naam thaa teri nazmo mein afsaano ki tarah bhar liya karta thaa tu mujhe apni nazaro mein chori se woh baat ab yaad aake tadpaati hai mujhe kisi taraane ki tarah kyu woh pal pyaar ka hamse juda ho gaya mujhe kyu ab tu dekhata hai kisi begaane ki tarah!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|