unke bina...............

by ranjana on June 30, 2006, 03:31:57 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7]
ReplyPrint
Author  (Read 9051 times)
gumnam
Guest
«Reply #90 on: December 08, 2006, 12:58:54 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
Quote
SAMUNDAR KE SAFAR MEIN WAPSI KA KYA BHAROSHA HAI,
TO YE SAAHIL!KHUDA HAAFIZ KI HUM LANGAR UTHATE HAI.
GHAZAL HUM TERE AASHIQ HAI,MAGAR IS DARD KI KHAATIR,
KALAM KIS PAR UTHANA THA,KALAM KIS PAR UTHATE HAI




wonderful....bahut acche .....

bahut lamba  hai dard ka safar
dur kuch aur manzil ab ho gayi

gum pehle hi kuch kam na they yahan
kuch aur unke kahe lafazo ki   inyaat ho gayi

bujh gaya hai koi sitaara phir se ishq ke chaman ka
aaj yeh mehfil kaisi badrang si phir se ho gayi

nikale they ghar se ek bharosa unka le kar
aaj yeh raha bhi kyu ajnabi si mere liye ho gayi!!
SHUKRIYA RANJANA JI........SORRY FOR LATE REPLY.....

SAARI DUNIYA DEKHTI HAI KITNI HAIRAANI KE SAATH,
JINDAGI HUMNE BASAR KAR LI HAI NADANI KE SAATH.
TU NAHI AATA ,NA AA YE DOST AB TERI TARAH,
HUM BHI CHAL NIKLE HAI APNE DUSHMAN-E-JAANI KE SAATH...




bahut khoob ji chalo der aaye .... Usual Smile



teri yaad liye jiye jate hi bedard duniya main
warana hame yahan jeena hi nahi thaa

har pal raha tera hi saya mere jehen mein
tere naam ke siva kabhi hamne apni dharkan ko mehsus kiya hi nahi thaa!!
BAHUT KHOOB RANJU...MAZA AA GAYA
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Shivji aur unke bhakth (no offence ppl) by nishita in SMS , mobile & JOKES
-Bagair Unke Bhi- by HumTum is back in Shayri-E-Dard
Dil unke naam kar ke...... by punam in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Unke bina by Noorafza in Shayri for Dard -e- Judai
gumnam
Guest
«Reply #91 on: December 08, 2006, 01:03:34 PM »
Reply with quote
BAHUT KHUB..............

RUK JAO BAS KUCHH PAL KA SAWAAL HAI,
AAJ ACHHA NAHI IS DIL KA HAAL HAI...
MAIN DIL KO CHEER KE PHEK DU ABHI,
IS DL MEIN HAI MOHBBAT TERI,PAR ITNA KHAYAL HAI...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #92 on: December 09, 2006, 11:09:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
BAHUT KHUB..............

RUK JAO BAS KUCHH PAL KA SAWAAL HAI,
AAJ ACHHA NAHI IS DIL KA HAAL HAI...
MAIN DIL KO CHEER KE PHEK DU ABHI,
IS DL MEIN HAI MOHBBAT TERI,PAR ITNA KHAYAL HAI...



bahut khoob ji .....

tujhe apni ghazal mein baayan kar saku
koi aisa lafaz toh meri jubaan ko mile
chahye zindgai mein thoda waqt hi sahi
per pal bhar ke liye toh tere saaye ki chhaawn mile!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #93 on: December 09, 2006, 11:09:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
BAHUT KHUB..............

RUK JAO BAS KUCHH PAL KA SAWAAL HAI,
AAJ ACHHA NAHI IS DIL KA HAAL HAI...
MAIN DIL KO CHEER KE PHEK DU ABHI,
IS DL MEIN HAI MOHBBAT TERI,PAR ITNA KHAYAL HAI...



bahut khoob ji .....

tujhe apni ghazal mein baayan kar saku
koi aisa lafaz toh meri jubaan ko mile
chahye zindgai mein thoda waqt hi sahi
per pal bhar ke liye toh tere saaye ki chhaawn mile!!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #94 on: December 10, 2006, 11:45:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
BAHUT KHUB..............

RUK JAO BAS KUCHH PAL KA SAWAAL HAI,
AAJ ACHHA NAHI IS DIL KA HAAL HAI...
MAIN DIL KO CHEER KE PHEK DU ABHI,
IS DL MEIN HAI MOHBBAT TERI,PAR ITNA KHAYAL HAI...



bahut khoob ji .....

tujhe apni ghazal mein baayan kar saku
koi aisa lafaz toh meri jubaan ko mile
chahye zindgai mein thoda waqt hi sahi
per pal bhar ke liye toh tere saaye ki chhaawn mile!!
BAHUT KHUB RANJU...

TERI KAATIL NIGAHO NE IS KADAR MAARA,
AAJ TAK NA MILA KAHI HUME SAHARA.
TUNE BHULA DIYA HO HUME KOI BAAT NAHI,
HUMNE TERI HAR EK ADA KO APNE DIL MEIN HAI UTARA...
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:16:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer