Unki Shikaayat,.

by Jaanasheen on October 20, 2009, 02:08:03 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1904 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
Reply with quote
Ye Unke Liye Hai, Jo Mujhse Khafaa Hain,.
Jinhe Har Waqt Meri Rukhsati Se Gilaa Rehta Hai,.

Sorry Dear,.
Meri Judaai Wo Manzoor Nahi Karti,.
Mujhe Apni Nazron Se Wo Door Nahi Karti,.

Hojaati Hai Khafaa, Jab Bhi Us Se Door Hota Hoon,.
Use Nahi Maloom, Ke Main Kitna Majboor Hota Hoon,.

Mujhe Uski Sohbat Se Bada Sukoon Milta Hai,.
Uske Saath Rehne Se Dil Ka Jahaan Khilta Hai,.

Main Apni Khushi Se Us Se Judaa Nahi Hota,.
Kaash Wo Ye Baat Samajhta Aur Mujhse Yun Khafaa Nahi Hota,.

Mujhe Uske Saath Ki Har Waqt Aas Rehti Hai,.
Wo Door Rehkar Bhi Mere Paas Rehti Hai,.

Ya Rab Use Mera Hissa Banaa De,.
Us Se Jurdaa Mera Khissa Banaa De,.

Meri Judaai Wo Manzoor Nahi Karti,.
Mujhe Apn Nazron Se Wo Door Nahi Karti,.

-Azeem-

I Miss You Always, When Iam Apart From U,.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Humein tumse na koi shikaayat hai.. by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mujhko Shikaayat Nahi... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
shikaayat...........A.B by adil bechain in Shairi - E - Zindagi
muJhe tum se koYee shikaayat naHeeN hai,............. by laaiba in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
SHIKAAYAT KISSE KARUN by saahill in Ghazals « 1 2  All »
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: October 21, 2009, 01:31:42 AM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob Azeem bhai,very touching and mindblowing creation.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: October 21, 2009, 09:30:49 AM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob Azeem bhai,very touching and mindblowing creation.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause

Shukriya Sis,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #3 on: October 21, 2009, 12:16:04 PM »
Reply with quote
Ye Unke Liye Hai, Jo Mujhse Khafaa Hain,.
Jinhe Har Waqt Meri Rukhsati Se Gilaa Rehta Hai,.

Sorry Dear,.
Meri Judaai Wo Manzoor Nahi Karti,.
Mujhe Apni Nazron Se Wo Door Nahi Karti,.

Hojaati Hai Khafaa, Jab Bhi Us Se Door Hota Hoon,.
Use Nahi Maloom, Ke Main Kitna Majboor Hota Hoon,.

Mujhe Uski Sohbat Se Bada Sukoon Milta Hai,.
Uske Saath Rehne Se Dil Ka Jahaan Khilta Hai,.

Main Apni Khushi Se Us Se Judaa Nahi Hota,.
Kaash Wo Ye Baat Samajhta Aur Mujhse Yun Khafaa Nahi Hota,.

Mujhe Uske Saath Ki Har Waqt Aas Rehti Hai,.
Wo Door Rehkar Bhi Mere Paas Rehti Hai,.

Ya Rab Use Mera Hissa Banaa De,.
Us Se Jurdaa Mera Khissa Banaa De,.

Meri Judaai Wo Manzoor Nahi Karti,.
Mujhe Apn Nazron Se Wo Door Nahi Karti,.

-Azeem-

I Miss You Always, When Iam Apart From U,.

Hote paas tho gila nahi hota
doori ka ehsaas usse aur chubta hai, jo humko mila nai hota

ajab hai kahaani muhabbat ki humaari
mera aashiyana hai ub tho, mojoodgee tumhaari

kitni b masroofiyat kyun na ho, tumhaare liye hum waqt nikaal hee lete hain
tumhaare jaane pe tumhe kya maloom, kaise apna dard sambhaalte hain?

kya karoon yaar main, tumse doori bardaasht nahi hai
ye baat chubti hai muhje pal pal k tu saath hote huwe saath nahi hai

aur tum samhajte nahi, main rokun jaane se tho khafa hote ho, khafa karte ho
meri ye muhabbat kee ada na samhaj k, muhjse gila karte ho

kehte ho k ka b na rulaaunga tuhje main, jaanam...
aur rula rula k, meri aankoh ki tapan ko shifa dete ho?

main naraz nahi hoon, nahi shikayat karungi tumse,
tum tho jeewan ho mera, sirf muhabbat karungi tumse!

I Love You Jaanu, buss aap muhje sahmjaen~

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: October 23, 2009, 03:17:02 PM »

I Love YOu Too, Allah Humpar Reham Kare,.
Ameen,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #5 on: October 23, 2009, 07:40:05 PM »
Reply with quote
I Love YOu Too, Allah Humpar Reham Kare,.
Ameen,.

Ameen
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #6 on: October 25, 2009, 05:21:22 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooooooob Azeem Bhai & Sidraah Sis.. Aap dono Ne Hi Kamaal Likha hai.. Padh kar aisa laga Ki Basssss aap dono Ne apna dil Hi Nikaal kar rakh diya.. Bahut Khoob.. Applause Applause

**~** Mann **~**
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #7 on: October 25, 2009, 05:30:52 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooooooob Azeem Bhai & Sidraah Sis.. Aap dono Ne Hi Kamaal Likha hai.. Padh kar aisa laga Ki Basssss aap dono Ne apna dil Hi Nikaal kar rakh diya.. Bahut Khoob.. Applause Applause

**~** Mann **~**

thx bhaijaan
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #8 on: October 26, 2009, 09:23:44 AM »
Reply with quote
bahut khub Azeem Ji and sidraah Ji
sach me Azeem Ji aapne sahi likha hai
And aapne bhi bahut accha jawab diya h sidraah ji Applause Applause Applause

samjhana padega unhe is pyar mein
kitni mushkile aati h is 2 pal ke intzar mein
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #9 on: October 26, 2009, 11:26:17 AM »
Reply with quote
bahut khub Azeem Ji and sidraah Ji
sach me Azeem Ji aapne sahi likha hai
And aapne bhi bahut accha jawab diya h sidraah ji Applause Applause Applause

samjhana padega unhe is pyar mein
kitni mushkile aati h is 2 pal ke intzar mein

shukriya

do pal ka intizaar lage sadiyon lamba...
hum jee na sakenge bin tumhaare, kaise bataen?...
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #10 on: October 26, 2009, 11:46:13 AM »
Reply with quote
shukriya

do pal ka intizaar lage sadiyon lamba...
hum jee na sakenge bin tumhaare, kaise bataen?...

Jeena to padega aapko yaha humare pyar ke waste
thoda to dard sahan krlo aap mere intzar ke waste
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #11 on: October 26, 2009, 12:01:46 PM »
Reply with quote
Jeena to padega aapko yaha humare pyar ke waste
thoda to dard sahan krlo aap mere intzar ke waste

chalo, intizaar k liye tayyar hain hain hum,
shart itni hai bus, k tera intizaar raaton me sukun se sone de humko~
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #12 on: October 26, 2009, 12:51:32 PM »
Reply with quote
chalo, intizaar k liye tayyar hain hain hum,
shart itni hai bus, k tera intizaar raaton me sukun se sone de humko~

Shukriya aapka jo aaap taiyar h intzar ke liye
Aisi shart mat rkho  Humto khud nhi so pate hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #13 on: October 26, 2009, 01:18:50 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooooooob Azeem Bhai & Sidraah Sis.. Aap dono Ne Hi Kamaal Likha hai.. Padh kar aisa laga Ki Basssss aap dono Ne apna dil Hi Nikaal kar rakh diya.. Bahut Khoob.. Applause Applause

**~** Mann **~**
Shukriya Mann Bhai,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #14 on: October 26, 2009, 03:06:16 PM »
Reply with quote

Shukriya aapka jo aaap taiyar h intzar ke liye
Aisi shart mat rkho  Humto khud nhi so pate hai

chalo theek hai, tho aana khwaabon ki galiyon me, azeem,
hum wahan tumse milaenge intizar kare bina~
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:38:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer