punam
Guest
|
Jisne zindagi bhar saath nibhane ka waada kiya tha aaj na milne ke bahane dhoond raha hai
pyar ke dhaage kya kache hi hote hai jo tode toh aasani se toot jaate hai
jo waada tod jaate hai.. kya kabhi beeti huyi baatein unhe yaad nahi aati hai
woh waade woh baatein aaj bhi kaano me goonj rahi hai kya woh kabhi apne kiye pe bhi afsos kiye hai
unki yaad me hum aansoo bahate rahe aaj tak palat ke bhi na dekhe woh hum mare ya jiye hai..
Karte hain unse hum toh pyar sache dil se bhool se bhi unki kabhi kahin shikayat na kiye hai
hum toh aansoo peena seekh hi gaye hai woh khush rahe sada unhe khush hi rehna hai...
e-khuda aisa zulm aur kabhi kisi pe na karna.. hum khuda se bas yeh dua hi karte hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
poem143s
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 hours and 21 minutes.
Posts: 319 Member Since: Mar 2004
|
|
«Reply #1 on: July 17, 2007, 03:37:07 AM » |
|
Bahut khoob punam ji ..... UNKI YAAD MAI ......
Tumhari yaad main wo bhi chhup chhup kar roya karte honge Ashquon se wo apani palkon ko bhigoya karte honge Ye tumhara bhram hai ki wo tumhen yaad nahi karte Sach puchhiye !! tumhen sapnon main roj bulaya karte honge Kitna pyar hai tumhare liye unke dil main Wo baaten saari apani tanhaai ko sunaya karte hoge Is tarah rootha nahi karte apano se PUNAM JI Wo album main apani tumhari hi photo lagaya karte honge
Punam ji inshan kabhi b-wafa nahi hota, lakin halaat aur majboori inshan ko b-wafa bana deti hai ... aur majboori ke aage inshan bebas ho jata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 17, 2007, 07:24:19 AM » |
|
thanx poem143s...ji....sahi kaha aap ne...
waise main just maan me jo aata likh deti hun...khud ki life se koi connection nahi hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 17, 2007, 07:26:41 AM » |
|
Rokne se nahi rukte hain aansoo dard ne dil ko jakad rakha hai
na jee sakti hoon na mar sakti unki yaadon ne mujhe gher rakha hai
unke liye pyar hi pyar hai dil me judai ne toh hame pareshaan kar rakha hai
unki yaad, unka sath, unki baat aur unki chahat bas isi nashe ne dil ko hila rakha hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poem143s
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 hours and 21 minutes.
Posts: 319 Member Since: Mar 2004
|
|
«Reply #4 on: July 17, 2007, 08:39:03 AM » |
|
Kisi ki yaad main youn aahquon ko na bahaya karo Tanhai main ro kar youn dil ko na jalaya karo Bade anmol hai ye aashu PUNAM ji Inko palkon ki dahleez par na laaya karo Zindagi hashne ka naam hai PUNAM Ji Khud bhi hasho aur auron ko bhi hashya karo :lol: Keep smiling
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajbir
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 17, 2007, 12:15:52 PM » |
|
Punam, Sameer Good work by both of you ! Punam I liked the following lines very much: na jee sakti hoon na mar sakti unki yaadon ne mujhe gher rakha hai
And this is also very true :wink: waise main just maan me jo aata likh deti hun...khud ki life se koi connection nahi hai.... The only truth is that she likes to hit sixes :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 17, 2007, 01:14:20 PM » |
|
Punam, Sameer Good work by both of you ! Punam I liked the following lines very much: na jee sakti hoon na mar sakti unki yaadon ne mujhe gher rakha hai
And this is also very true :wink: waise main just maan me jo aata likh deti hun...khud ki life se koi connection nahi hai.... The only truth is that she likes to hit sixes :lol: tanku bhaiya... tanku... aap ko acha laga... bhaiyaa...aap bhi na.... hamesha sixer...sixer....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 17, 2007, 01:18:41 PM » |
|
Hi sameer ji...thanx... bahot acha reply likha aapne...
Aaj aansoo rokne ki koshish na karo yeh toh khushi me bhi nikal aate hai
anmol toh yeh sirf aap ke liye hai mere liye toh yeh sirf paani hai
anmol toh ho aap hamare liye chalo aap ke khatir aap ki sun lete hai...
hasna hasana toh hai aap ke hath lab khilte hain jab aap paas hote hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poem143s
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 hours and 21 minutes.
Posts: 319 Member Since: Mar 2004
|
|
«Reply #8 on: July 18, 2007, 03:03:35 AM » |
|
Wah ji wah kaya baat hai PUNAM ji bahut chcha reply, youn hi hashte raha karo !! section hai judai ka aur baat hashne ki....
Tum roya na karo varna chandani bhi ro jayegi Ghata chha jayegi suraj main uski roshni bhi kho jayegi Na chhand hoga falak main fir na chamak hogi taaron ki Tum mushkarate raho PUNAM ji yahi duwa hai baharon ki
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 18, 2007, 06:38:31 AM » |
|
Sameer ji bahot acha likha aap ne.... bas iska reply toh mujhe kuch suja nahi...par try ki.... judai bhi rahe aur reply bhi...pata nahi...agar acha na laga toh bole dijiyega....
Dur jaake yeh kehe rahe ho, rone se chandni ro paregi yeh na socha tab ke punam ko kitna thesh pahanchegi
chor jaane se pehele yaad kyun nahi aaya tha tab kya chand me grahan laga tha....?
na bolo ab ye sab mujhe nahi sun na hai judai ka gam toh ab mujhe hi sehena hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 18, 2007, 05:06:53 PM » |
|
Just wonderfull....Punam and Sameer....!!
Iss Thread ki harr Post padke...mujhe bhi ek baat yaad aati hai...
Kaash ke maine woh tujhse milne ki Zidd na ki hoti...... Chahe Jhoote hee sahi....Par aaj hum Khush hote......
Karwat na badalti yoon Kismat bhi meri...... Aur mere Gum yoon bedardon ke saamne na rote......
Khade rehte bas Khamosh teri Mehfilon me...... Chahe tum mere liye Anjaan bane hote......
Par yoon na doobti Kashti hamari...... Na hee aise aaj bhi hum Kinaare ko dhoond rahe hote......!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poem143s
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 hours and 21 minutes.
Posts: 319 Member Since: Mar 2004
|
|
«Reply #11 on: July 19, 2007, 04:06:21 AM » |
|
Thnakyou so much Shayar sahab . Punam ji aapne bahut hi achcha reply diya, bilkul dil se
Hum tum se door nahi tum dil main samaye jaate ho Sapno main aa kar roj mere dil ko churaye jaate ho Kahbhi hash lete ho saath mere to kabhi rulaye jaate ho Pal bhar ke liye paas aakar tum sukh dukh sunaye jaate ho Jab khulti hai aankhen meri tum mujh se door huye jaate ho Khud door hokar doori ka ye ilzaam hum pe lagaye jaate ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 19, 2007, 05:27:52 AM » |
|
Just wonderfull....Punam and Sameer....!!
Iss Thread ki harr Post padke...mujhe bhi ek baat yaad aati hai...
Kaash ke maine woh tujhse milne ki Zidd na ki hoti...... Chahe Jhoote hee sahi....Par aaj hum Khush hote......
Karwat na badalti yoon Kismat bhi meri...... Aur mere Gum yoon bedardon ke saamne na rote......
Khade rehte bas Khamosh teri Mehfilon me...... Chahe tum mere liye Anjaan bane hote......
Par yoon na doobti Kashti hamari...... Na hee aise aaj bhi hum Kinaare ko dhoond rahe hote......!!!!!!!! Thanx badnaam ji....aap yehan yeh shayari para yeh hi hamare liye bahot hai.... yeh chota sa kosish hai.... Mile bhi hum aur aaj bichar bhi gaye.. kahelegi kismat hamse yeh kisko pata tha
anjaan nahi hum ban chuke the dharkan aap ke juda bhi honge hum aik din yeh kisko pata tha
chal to pare the sath dono manjil ki aur doobegi kasti aake kinare pe yeh kisko pata tha..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 19, 2007, 05:32:33 AM » |
|
Thnakyou so much Shayar sahab . Punam ji aapne bahut hi achcha reply diya, bilkul dil se
Hum tum se door nahi tum dil main samaye jaate ho Sapno main aa kar roj mere dil ko churaye jaate ho Kahbhi hash lete ho saath mere to kabhi rulaye jaate ho Pal bhar ke liye paas aakar tum sukh dukh sunaye jaate ho Jab khulti hai aankhen meri tum mujh se door huye jaate ho Khud door hokar doori ka ye ilzaam hum pe lagaye jaate ho thanx sameer ji....nice one again... let me try.... Sapno se nikal ke jara haqikat ko dekho hum the paas par ab kitna dur hain dekho
jab paas the tab koi kadar nahi tha ab dur hoke khud kaise jalte aur jalate ho dekho
ab aankh kholo dekho chor aaye ho hame dur jaake hamse hame kitna rulate ho dekho....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poem143s
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 hours and 21 minutes.
Posts: 319 Member Since: Mar 2004
|
|
«Reply #14 on: July 21, 2007, 09:04:43 AM » |
|
Tumhari yaad main sanam hum bhi chhup chhup rote hai Bin tumhare in raahon main tanha tanha se hote hai Kiyi hai baat haqikat ki tumne, to ye bhi ek haqikat hai Tumhari yaad main hum sanam na jagte na sote hai Sapno ka kaya,kabhi sapno se chalkar aao Sapne to akshar bane tootne ko hote hai Jab aaoge paas tumhare keshuon ko sawar dunga Halki si chubhan deke meetha sa khumar dunga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|