Us kaa kaheen patah naheen, jis kaa thaa intizaar!

by abdbundeli on February 18, 2009, 06:06:14 PM
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 3421 times)
abdbundeli
Guest
Reply with quote
Us kaa kaheen patah naheen, jis kaa thaa intizaar!
Kaisey kateygee raat? Ho rahaa hoon beyqaraar!
Us dour-e-nisf shab kaa nazaarah hi tha kuchh aur;
Jab thaa uyoon-e-zeyhn key pahloo mein meyraa yaar!!

                                     - abd bundeli

Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #1 on: February 21, 2009, 02:35:30 PM »
Reply with quote

waah Abd ji...bahot acha likha hai aapne... Applause
Thanks @kaash ji!
         - abdbundeli
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: February 21, 2009, 02:37:34 PM »
Reply with quote
Us kaa kaheen patah naheen, jis kaa thaa intizaar!
Kaisey kateygee raat? Ho rahaa hoon beyqaraar!
Us dour-e-nisf shab kaa nazaarah hi tha kuchh aur;
Jab thaa uyoon-e-zeyhn key pahloo mein meyraa yaar!!

                                     - abd bundeli



Good lines ABD ji... (Magar kiska tha intezar? )
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: February 21, 2009, 02:39:45 PM »
Reply with quote
Nice lines Abd Ji
Logged
salma786
Guest
«Reply #4 on: February 21, 2009, 02:41:48 PM »
Reply with quote
Bahoot hi khoob Abd ji......... Applause
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #5 on: February 21, 2009, 03:29:30 PM »
Reply with quote
Good lines ABD ji... (Magar kiska tha intezar? )
Thanks Roja Ji!
Shaayad kisee 'mrudu-wyaktitwa' kaa? Khud bhi naheen aayaa, na koyee'sandesh' hee bheyjaa!
                   - abdbundeli
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: February 21, 2009, 03:38:48 PM »
Reply with quote
Thanks Roja Ji!
Shaayad kisee 'mrudu-wyaktitwa' kaa? Khud bhi naheen aayaa, na koyee'sandesh' hee bheyjaa!
                   - abdbundeli

'Sandesh' Aayega aayega ... sabr kijiyega ji  Usual Smile
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #7 on: February 21, 2009, 03:39:23 PM »
Reply with quote
Nice lines Abd Ji
Thanks Rajesh Harish ji!
              - abd bundeli
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #8 on: February 21, 2009, 03:46:34 PM »
Reply with quote
'Sandesh' Aayega aayega ... sabr kijiyega ji  Usual Smile

Thanks a lot for your very kind wishes!

Ummeed pai duniyaa qaayam hai;
Is paar naheen, us paar sahee!
Yeh zeyhn-o-jigar kaa rishtah hai:
Bas dil-dil mein ho pyaar sahee!!
                     - abd bundeli
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #9 on: February 21, 2009, 03:49:14 PM »
Reply with quote
Bahoot hi khoob Abd ji......... Applause
Thanks a lot salma786 ji!
             - abd bundeli
Logged
Roja
Guest
«Reply #10 on: February 21, 2009, 03:53:26 PM »
Reply with quote

Thanks a lot for your very kind wishes!

Ummeed pai duniyaa qaayam hai;
Is paar naheen, us paar sahee!
Yeh zeyhn-o-jigar kaa rishtah hai:
Bas dil-dil mein ho pyaar sahee!!
                     - abd bundeli


Dua Yahi Hai Ke
Tum jaha bi rahe hamesha khush rahe
Teri har aahat mein Rub ka Aashirwaad rahe
Tum fikar na karna kisike ibadat ki
Kyuki mere dil ki har dhadakti saansein,
Dua mein tera hi naam kahe...
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #11 on: February 21, 2009, 04:09:43 PM »
Reply with quote
Dua Yahi Hai Ke
Tum jaha bi rahe hamesha khush rahe
Teri har aahat mein Rub ka Aashirwaad rahe
Tum fikar na karna kisike ibadat ki
Kyuki mere dil ki har dhadakti saansein,
Dua mein tera hi naam kahe...

Thanks Roja ji! How sweet?

Duaayen aapki yuun hain, to khush rahnaa bhi pakkaa hai!
Duaayen saaf dil waaloun ki, woh suntaa hai, suntey hain!
Wahaan par kamee koyee bhi naheen hai, jaantey hain sab;
Unhain woh ataa kartaa hai, ki, jis ko dost chuntay hain!!

                                  - abd bundeli
 
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #12 on: February 21, 2009, 04:13:08 PM »
Reply with quote
Us kaa kaheen patah naheen, jis kaa thaa intizaar!
Kaisey kateygee raat? Ho rahaa hoon beyqaraar!
Us dour-e-nisf shab kaa nazaarah hi tha kuchh aur;
Jab thaa uyoon-e-zeyhn key pahloo mein meyraa yaar!!

                                     - abd bundeli



Bohat khoob Abd ji... Applause Applause

Jiska tha intezaar woh kar gaye badnaam
Aab aur kya chaaon mein jab kiye humne zindagi uskey naam
Mat poocho humen ke kis kader hum hue badnaam
Raat aur din hum sirf karte rahe aapne khushiyan unke naam
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #13 on: February 21, 2009, 05:15:39 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Abd ji... Applause Applause

Jiska tha intezaar woh kar gaye badnaam
Aab aur kya chaaon mein jab kiye humne zindagi uskey naam
Mat poocho humen ke kis kader hum hue badnaam
Raat aur din hum sirf karte rahe aapne khushiyan unke naam

Bahut hi khoobsoorat tasawwur kaa izhaar kiyaa hai aapney honeyrose ji! Applause Clapping Smiley

Jo mazah, dey key mileygaa, wahee leyney mein naheen!
Jo mazah bahr-e-zeyhn mein hai, safeeney mein naheen!
Jo mazah, bin piye, aataa hai us key pahloo mein;
Wo mazah, sharwat-e-angoor key peeney mein naheen!!

                              - abd bundeli
 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: February 21, 2009, 05:21:00 PM »
Reply with quote
BOhat Achche Abd Bhai Kamal Ka Likha Hai Aapne,.

And Nice One Roja sis,.
Logged
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:51:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.169 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer