Us kaa kaheen patah naheen, jis kaa thaa intizaar!

by abdbundeli on February 18, 2009, 06:06:14 PM
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 3473 times)
abdbundeli
Guest
«Reply #30 on: February 24, 2009, 12:47:14 PM »
Reply with quote

Applause ApplauseWonderfull lines Abd ji... 


Iss aag mein jalne mein humen dar nahi lagti
Iss barf mein phigalane mein humen khushi nahi lagti
Chaahe woh hume samjhe ya na samjhe iss duniya mein
Kahin door na ho jaye aapse humen khushi nahi lagti

*HR*

honeyrose ji! Thanks a lot!

Woh khush rahain, to, ham ko khushee hai, sukoon hai!
Kaantaa bhi lagaa un ko, to, ham qasb khaayengey!!
Woh ham ko bulaayen, na bulaayen, ki, bhool jaayen;
Par ham ko, woh zaroor roz yaad aayengey!!

                     - abd bundeli


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #31 on: February 24, 2009, 12:53:57 PM »
Reply with quote
honeyrose ji! Thanks a lot!

Woh khush rahain, to, ham ko khushee hai, sukoon hai!
Kaantaa bhi lagaa un ko, to, ham qasb khaayengey!!
Woh ham ko bulaayen, na bulaayen, ki, bhool jaayen;
Par ham ko, woh zaroor roz yaad aayengey!!

                     - abd bundeli




Shukriya Abd ji bohat sundar likha aapne... Clapping Smiley


Aab koi raasta nahi iss aag mein kudh jal jaaon mein
Aapse door rahkar aur kya sukoon paaon mein
Aankhen band karte hai dekhun chaand se chehra aapka
Aapse milkar aur zindagi se kya umeed kar paaon mein

*HR*
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #32 on: February 24, 2009, 01:38:03 PM »
Reply with quote
Shukriya Abd ji bohat sundar likha aapne... Clapping Smiley


Aab koi raasta nahi iss aag mein kudh jal jaaon mein
Aapse door rahkar aur kya sukoon paaon mein
Aankhen band karte hai dekhun chaand se chehra aapka
Aapse milkar aur zindagi se kya umeed kar paaon mein

*HR*


honeyrose ji! Thanks you a lot again!

Ummeed pai qaayam hai yeh duniyaa, yeh kaayinaat!
Ham hain yahaan, to, dooriyaan bhi hain naheen bahut!
Duniya hai gol, raastey miltey hain yahaan sab;
Yuun jaaniye, majbooriyaan bhi hain naheen bahut!!

                                   - abd bundeli

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: February 24, 2009, 01:44:11 PM »
Reply with quote
Nice One And Bhaiya, And Jaya Didi,.
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #34 on: February 24, 2009, 02:00:57 PM »
Reply with quote
Nice One And Bhaiya, And Jaya Didi,.
Thanks bhai Jaanasheen ji!
               - abd bunde;li
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #35 on: February 26, 2009, 07:46:34 AM »
Reply with quote

honeyrose ji! Thanks you a lot again!

Ummeed pai qaayam hai yeh duniyaa, yeh kaayinaat!
Ham hain yahaan, to, dooriyaan bhi hain naheen bahut!
Duniya hai gol, raastey miltey hain yahaan sab;
Yuun jaaniye, majbooriyaan bhi hain naheen bahut!!

                                   - abd bundeli



Bohat khoob Abd ji ,, Clapping Smiley

Shukriya Azeem bhai...

Manzil bhool gaye hai aab umeed bhi tut gaye
Unke ishq mein aankhen sukee padh gaye
Saath chalne ka joh waada kiya tha humne
Woh khwabh aab iss dil mein feekee padh gaye
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #36 on: February 26, 2009, 08:35:26 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Abd ji ,, Clapping Smiley
Shukriya Azeem bhai...

Manzil bhool gaye hai aab umeed bhi tut gaye
Unke ishq mein aankhen sukee padh gaye
Saath chalne ka joh waada kiya tha humne
Woh khwabh aab iss dil mein feekee padh gaye


Shukriyah honeyrose ji!

Apney khwaaboun ko fir jagaaiye, khwaaboun sey naye!
Zindagee hai wo safar, hai jahaan thhahraawa naheen!
Eik din, yuun to, muqammil hai, fanaa aayegee;
Parhaawa hai wo jahaan sey, 'abd',  bachaawa naheen!!

                                     - abd bundeli
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #37 on: February 26, 2009, 09:32:49 AM »
Reply with quote

Shukriyah honeyrose ji!

Apney khwaaboun ko fir jagaaiye, khwaaboun sey naye!
Zindagee hai wo safar, hai jahaan thhahraawa naheen!
Eik din, yuun to, muqammil hai, fanaa aayegee;
Parhaawa hai wo jahaan sey, 'abd',  bachaawa naheen!!

                                     - abd bundeli



Bohat khoob bohat sunder Abd ji... Clapping Smiley

Kyun koi meri saath pareshaan rahe
Meri duniya viraan hai viraan rahegi
Iss safar mein tumare saath khushiyaan rahe
Meri duniya mein uljaane hai uljaan rahegi



Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #38 on: February 26, 2009, 11:46:53 AM »
Reply with quote

Bohat khoob bohat sunder Abd ji... Clapping Smiley

Kyun koi meri saath pareshaan rahe
Meri duniya viraan hai viraan rahegi
Iss safar mein tumare saath khushiyaan rahe
Meri duniya mein uljaane hai uljaan rahegi

honeyrose ji, bahut-bahut shukriyah!

Woh pareysaan kabhi bhi nahin hota dil sey!
Koyi yuun hi naheen jaataa hai bharee mahfil sey?
Galtfahmee mein uub had sey guzar jaatee hai;
Toot jaataa hai bashar, beyhisaab 'kilkil' sey!

                         - abd bundeli

                       


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #39 on: February 26, 2009, 01:08:11 PM »
Reply with quote
honeyrose ji, bahut-bahut shukriyah!

Woh pareysaan kabhi bhi nahin hota dil sey!
Koyi yuun hi naheen jaataa hai bharee mahfil sey?
Galtfahmee mein uub had sey guzar jaatee hai;
Toot jaataa hai bashar, beyhisaab 'kilkil' sey!

                         - abd bundeli

                       





Bohat khoob Abd ji... Clapping Smiley

Aaj to be-sabab dil kyun udaas hai
Ishq ki raahon mein bikar gaye dil ke tukde
Phir bhi unko kuch ehsaas na hua
Hamesha ke liye woh rishta humse tohd chuke

*HR*

 
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #40 on: February 26, 2009, 01:25:34 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Abd ji... Clapping Smiley
Aaj to be-sabab dil kyun udaas hai
Ishq ki raahon mein bikar gaye dil ke tukde
Phir bhi unko kuch ehsaas na hua
Hamesha ke liye woh rishta humse tohd chuke
*HR*

Shukriyah honeyrose ji!

Khushk aahoun sey bach kar kahaan jaayengey?
Maaniye, eik din lout kar aayengey!
Hijra key din museebat key darmyaan bhee;
Raftah-raftah guzartey , guzar jaayengey!!
             
                         - abd bundeli
Logged
jochahohojayein
Guest
«Reply #41 on: July 29, 2009, 12:43:33 PM »
Reply with quote

Us kaa kaheen patah naheen, jis kaa thaa intizaar!
Kaisey kateygee raat? Ho rahaa hoon beyqaraar!
Us dour-e-nisf shab kaa nazaarah hi tha kuchh aur;
Jab thaa uyoon-e-zeyhn key pahloo mein meyraa yaar!!

                                     - abd bundeli





HI
HEY DUDE REALLY SOUNDS GREAT BUT WILL BE BEAUTY IF I UNDERSTAND THE MENAING OF LAST TWO LINES


 
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #42 on: July 29, 2009, 01:55:27 PM »
Reply with quote
HI
HEY DUDE REALLY SOUNDS GREAT BUT WILL BE BEAUTY IF I UNDERSTAND THE MENAING OF LAST TWO LINES 

Hello Mr jochahohojayein!

Un do lainoun kaa matlab yuun hai:
"The scenic beauty of that period, of that mid-night, was exceptionally different, when my beloved was present in close vicinity of the eyes of my mind!"
                  - abd bundeli
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #43 on: April 02, 2013, 02:30:50 AM »
Reply with quote
Waaah Waah.
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #44 on: April 02, 2013, 01:53:05 PM »
Reply with quote
Waaah Waah.

Bahut-bahut shukriyah!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:41:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer