Uski Fitrat,.

by Jaanasheen on February 05, 2009, 11:40:09 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2237 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Milegi Yun Bhi Sazza Dil Lagayi Ki, Maloom Na Tha,.
Lambi Hoti Hain Raatein Tanhai Ki, Maloom Na Tha,.

Wo Humse Door Hain Na Jaane Kya Baat Hai,.
Na Tootegi Ye Deewar Judai Ki, Maloom Na Tha..

Hum To Nadan The Jo Na Samjhe Unka Dilon Ka Khel,.
Unki To Adat Hi Thi Bewaafai Ki, Maloom Na Tha,.

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
uski jafaaein uski ataa hum say poochhyie by ibrahim777 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
fitrat e hewaan(GUL) by gulzargul in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri Fitrat by pankshivam in Shayri-E-Dard
Fitrat by Neharika in English
Fitrat by hina ki talsah in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
SairaKhan
Guest
«Reply #1 on: February 05, 2009, 11:46:31 PM »
Reply with quote
stunning! keep posting such beautiful poetry.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 05, 2009, 11:49:39 PM »
Reply with quote
stunning! keep posting such beautiful poetry.
Thank U, Saira Ji,.
Logged
Asghr
Guest
«Reply #3 on: February 06, 2009, 12:18:03 AM »
Reply with quote
kamal karte ho chote bahi miri duaain aap k saath hain.asghr
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: February 06, 2009, 12:24:52 AM »
Reply with quote
kamal karte ho chote bahi miri duaain aap k saath hain.asghr

Shukriya Bhai, Allah Aapko Bhi Khush Rakhe,.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #5 on: February 08, 2009, 03:54:56 AM »
Reply with quote
bahoth ache Chute bhai kya howa sub qairiyath to hai shayari  me dard kyoon achanak fir se !! allah tumhe khush rakhe !!

Aur shihab sahab kya ghazal pesh ki hai apne kasam khuda bahoth bahoth umda hai mere bhai sambhal ke rakhna isko !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: February 09, 2009, 05:30:42 PM »
Reply with quote
Wah Wah Azeem Bhai Kya Kehne
Bohat Hi Umda Mere Bhai Keep It Up...


Aasman Se Koi Tara Chamak Ke Phir Toot Gaya
Nam Aankhon Se Ek Qatra Aanshu Aur Chhoot Gaya.

Ek Dhundle Se Lafz Mein Likha Hua Tha Jo Kahin
Woh Benaam Bematlab Sa Rishta Aakhir Toot Gaya.

Kaash Ki Dil Ki Waadi Mein Ek Sehar Koi Khilta
Lekin Khilne Se Pahle Hi Koi Khwaab Toot Gaya.

Kya Karu Mein Us Bewafaa Se Koi Shiqwa Gila Azeem
Bas Ek Nazuk Dil Hi To Tha Toot Gaya So Toot Gaya


waah Mere Bhai Kya Khoob Kaha Hai Tumne,
Subhan Allah,.
Kamaal Ki GHazal Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: February 09, 2009, 05:31:33 PM »
Reply with quote
bahoth ache Chute bhai kya howa sub qairiyath to hai shayari  me dard kyoon achanak fir se !! allah tumhe khush rakhe !!

Aur shihab sahab kya ghazal pesh ki hai apne kasam khuda bahoth bahoth umda hai mere bhai sambhal ke rakhna isko !!

Qadeer Toopchi

Rab Ka Karam Hai Qadeer Bhaiya, Sab Khairiya Hai, Bas Yunhi LIkh Diya,.
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #8 on: February 10, 2009, 03:07:42 AM »
Reply with quote
Milegi Yun Bhi Sazza Dil Lagayi Ki, Maloom Na Tha,.
Lambi Hoti Hain Raatein Tanhai Ki, Maloom Na Tha,.

Wo Humse Door Hain Na Jaane Kya Baat Hai,.
Na Tootegi Ye Deewar Judai Ki, Maloom Na Tha..

Hum To Nadan The Jo Na Samjhe Unka Dilon Ka Khel,.
Unki To Adat Hi Thi Bewaafai Ki, Maloom Na Tha,.

_____________________________-Jaanasheen-


waah azeem ji...bahut khoob... Clapping Smiley  Clapping Smiley
Logged
deewaani
Guest
«Reply #9 on: February 10, 2009, 10:26:38 AM »
Reply with quote
really nice azeem bhai

aisay hi likhtay rehiyay ga
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #10 on: February 10, 2009, 01:00:44 PM »
Reply with quote
wow! wow! and wow! simply stunning azeem ji!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: February 10, 2009, 04:15:11 PM »
Reply with quote
Shukriya Fairy Ji,.
Deewaani Ji,.

Thank U And May Allah Bless You,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: February 10, 2009, 04:15:54 PM »
Reply with quote
wow! wow! and wow! simply stunning azeem ji!!!!!

Thank U Ji,.
Sidraah Ji,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #13 on: February 11, 2009, 08:04:22 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Azeem, Gud One

Tujhe paakar bahut garoor hua apni kismat pe,
Par milega sadiyoo ka intzaar maloom na tha,

Khushi ka mahool dekh kar laga ki sab theek hai,
Par chaayenge gamm ke baadal phir maloom na tha,

Tere saath chal kar manjil ko paane ki zidd thi,
Chod jaoge u sare-raah maloom na tha...

Shally.


Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #14 on: February 11, 2009, 08:10:24 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Azeem, Gud One

Tujhe paakar bahut garoor hua apni kismat pe,
Par milega sadiyoo ka intzaar maloom na tha,

Khushi ka mahool dekh kar laga ki sab theek hai,
Par chaayenge gamm ke baadal phir maloom na tha,

Tere saath chal kar manjil ko paane ki zidd thi,
Chod jaoge u sare-raah maloom na tha...

Shally.




Wah Wah bhai wah pahele ashar ko karodo dad dil se qubool karen shally kya wazan diya hai yaar !!

Qadeer Toopchi
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:18:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer