<>*Waqt hum par meharbaan nahin tha*<>

by *KasaK*....Dil Ki on March 02, 2011, 03:42:33 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2028 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
Reply with quote
<>*Waqt hum par meharbaan nahin tha*<>


Bht mile sanam yunhi mujhe raahon me magar
Koi bhi humsafar ….aapsa gabru jawan nahin tha

Khokar tujhe kya kuch kho diya hai maine
Janti to thi magar…. Aisa hoga ye gumaan nahin tha

Bichhde the jab pehli bar wo dard bhulta nahin
Dil me utra tha khanjar….par uska nishaan nahin tha

Tanha tu bhi tha aur tanha yahan main bhi hun
Sab the aas pas magar…koi bhi apna yahan  nahin tha

Bewafa na  tu hai na main ye janti hun main sanam
Lakeeron ka tha khel….waqt hum par meharbaan nahin tha…!!!






Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
waqt kay saath na badlay to wo mausam nahiN hota by jugnu in Ghazals
Waqt (Jo kisi ke sath nahin chalta) by javedarshad in Shayri for Dard -e- Judai
waqt nahin.... by sunny_bunny in Miscellaneous Shayri
waqt bhi ab nahin hai..... by Tamnna in Shayri-E-Dard
Waqt Nahin Miltha by tamanna1 in Miscellaneous Shayri
Matrix Guy
Guest
«Reply #1 on: March 02, 2011, 03:51:28 PM »
Reply with quote
Na raho gumsum, Tuta jo khilona fir jod denge
Tum Ishara kar do, hum hawao ka rukh mod denge

U to hum nahi karte badi badi bate, per tu kahe to
 falak me tere naam ka ek chand aur jod denge

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: March 02, 2011, 06:20:41 PM »
Reply with quote
Kasak Jee Aadaab!

Kia baat hai kasak jee waaH mohtarmaa aapne to kamaal ki tehreer kahi hai... Usual Smile

Aapke pahele sher se aisa laga ke aap roomaniyat bhari kalaam kahne wali hai par aapne shayari ka achcha johar dikhaya ..

behad khoob kalaam kahi hai ...

Hume yeH ashaar behad umdaa lage jee Usual Smile
Dil se daad kabool kijiye Usual Smile         



<>*Waqt hum par meharbaan nahin tha*<>





Bichhde the jab pehli bar wo dard bhulta nahin
Dil me utra tha khanjar….par uska nishaan nahin tha


Bewafa na  tu hai na main ye janti hun main sanam
Lakeeron ka tha khel….waqt hum par meharbaan nahin tha…!!!




Mindblowing ashaar jee keep it up...
Bahut umda likh rahi hai aap aise hi likhte rahiye...

Aapki is kalaam par aapke andaaz meiN aakar kuch kaheNge
tab tak ke liye mazarrat ... Usual Smile
Khush O aabaad rahiye....
Khuda Hafez.. Usual Smile         





Logged
nirala
Guest
«Reply #3 on: March 03, 2011, 10:24:36 AM »
Reply with quote
achha laga aapka post Kasak ji
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #4 on: March 03, 2011, 12:14:18 PM »
Reply with quote
Good Kasak JI
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #5 on: March 03, 2011, 07:29:12 PM »
Reply with quote
Ajeeb se jajbaat jagaati hui aapki ess rachna ne dil ko moh liya AnAmikA ji........ Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 icon_flower icon_flower icon_flower

Hushn ki pariyein hazaar mili rahon mai,
Par koi bhee tujh si laajawaab nahi thee

Chaha tha ussi pal tujhe bahoon mai Lena
Waqt ka wo lamhaa meharbaan nahi thaa

Har taraf mujhe tu-he-tu nazar aatee thee
Par paas tere naa aane ki laachaari thee






quote author=*KasaK*....Dil Ki link=topic=62301.msg1119583#msg1119583 date=1299080553]
<>*Waqt hum par meharbaan nahin tha*<>


Bht mile sanam yunhi mujhe raahon me magar
Koi bhi humsafar ….aapsa gabru jawan nahin tha

Khokar tujhe kya kuch kho diya hai maine
Janti to thi magar…. Aisa hoga ye gumaan nahin tha

Bichhde the jab pehli bar wo dard bhulta nahin
Dil me utra tha khanjar….par uska nishaan nahin tha

Tanha tu bhi tha aur tanha yahan main bhi hun
Sab the aas pas magar…koi bhi apna yahan  nahin tha

Bewafa na  tu hai na main ye janti hun main sanam
Lakeeron ka tha khel….waqt hum par meharbaan nahin tha…!!!







[/quote][/b][/color]
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #6 on: March 04, 2011, 10:41:35 PM »
Reply with quote
Wah Kasak ji.bahut khoob likhti hai aap.dil ko chu jaati aapke peshkash,great work.keep it up.hats off icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #7 on: March 07, 2011, 06:39:35 PM »
Reply with quote
<>*Waqt hum par meharbaan nahin tha*<>


Bht mile sanam yunhi mujhe raahon me magar
Koi bhi humsafar ….aapsa gabru jawan nahin tha

Khokar tujhe kya kuch kho diya hai maine
Janti to thi magar…. Aisa hoga ye gumaan nahin tha

Bichhde the jab pehli bar wo dard bhulta nahin
Dil me utra tha khanjar….par uska nishaan nahin tha

Tanha tu bhi tha aur tanha yahan main bhi hun
Sab the aas pas magar…koi bhi apna yahan  nahin tha

Bewafa na  tu hai na main ye janti hun main sanam
Lakeeron ka tha khel….waqt hum par meharbaan nahin tha…!!!








NAAAAAAAAAAAICE ONE KDK
Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #8 on: March 11, 2011, 06:24:08 PM »
Reply with quote
Too Good ....... Kasak Ji ! Applause Applause Applause Applause
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #9 on: April 07, 2011, 10:31:22 AM »
Reply with quote
Na raho gumsum, Tuta jo khilona fir jod denge
Tum Ishara kar do, hum hawao ka rukh mod denge

U to hum nahi karte badi badi bate, per tu kahe to
 falak me tere naam ka ek chand aur jod denge


rajaji aapne ye reply dekhar waise bhi iss post me chaarchand laga diye.....thnx ji.....
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #10 on: April 07, 2011, 10:33:04 AM »
Reply with quote
parwaz ji aap meri poem ka postmartum karen ye ichaha har poem pe rehti hai..lekin bht kum post ko ye khush kismati naseeb hoti hai......thnx alot ji k aapne ise iss kabil samjha.....aapke comments mere liye bht value rakhte hain ji...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #11 on: April 07, 2011, 10:35:48 AM »
Reply with quote
achha laga aapka post Kasak ji
Wah Kasak ji.bahut khoob likhti hai aap.dil ko chu jaati aapke peshkash,great work.keep it up.hats off icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause

Good Kasak JI
Too Good ....... Kasak Ji ! Applause Applause Applause Applause

NIRALA JI RISHIJI MADHU JI AUR RADHIKA JI THNX ALOT FOR APPRECIATING JI....
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #12 on: April 07, 2011, 10:37:13 AM »
Reply with quote
Ajeeb se jajbaat jagaati hui aapki ess rachna ne dil ko moh liya AnAmikA ji........ Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 icon_flower icon_flower icon_flower

Hushn ki pariyein hazaar mili rahon mai,
Par koi bhee tujh si laajawaab nahi thee

Chaha tha ussi pal tujhe bahoon mai Lena
Waqt ka wo lamhaa meharbaan nahi thaa

Har taraf mujhe tu-he-tu nazar aatee thee
Par paas tere naa aane ki laachaari thee






quote author=*KasaK*....Dil Ki link=topic=62301.msg1119583#msg1119583 date=1299080553]
<>*Waqt hum par meharbaan nahin tha*<>


Bht mile sanam yunhi mujhe raahon me magar
Koi bhi humsafar ….aapsa gabru jawan nahin tha

Khokar tujhe kya kuch kho diya hai maine
Janti to thi magar…. Aisa hoga ye gumaan nahin tha

Bichhde the jab pehli bar wo dard bhulta nahin
Dil me utra tha khanjar….par uska nishaan nahin tha

Tanha tu bhi tha aur tanha yahan main bhi hun
Sab the aas pas magar…koi bhi apna yahan  nahin tha

Bewafa na  tu hai na main ye janti hun main sanam
Lakeeron ka tha khel….waqt hum par meharbaan nahin tha…!!!







[/b][/color]
ANAAAMMMMMMMMM MASTAM MAST REPLY RE...KEEP REPLYING THIS WAY....
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #13 on: April 07, 2011, 10:38:04 AM »
Reply with quote
KHAMOSH AWAAZ JI BHT BHT SHUKRIYA AAPKA JO AAPNE MERE LIKHE KO PASAND KIYA...
Logged
SkykiTears
Guest
«Reply #14 on: April 07, 2011, 11:34:53 AM »
Reply with quote
<>*Waqt hum par meharbaan nahin tha*<>


Bht mile sanam yunhi mujhe raahon me magar
Koi bhi humsafar ….aapsa gabru jawan nahin tha

Khokar tujhe kya kuch kho diya hai maine
Janti to thi magar…. Aisa hoga ye gumaan nahin tha

Bichhde the jab pehli bar wo dard bhulta nahin
Dil me utra tha khanjar….par uska nishaan nahin tha

Tanha tu bhi tha aur tanha yahan main bhi hun
Sab the aas pas magar…koi bhi apna yahan  nahin tha

Bewafa na  tu hai na main ye janti hun main sanam
Lakeeron ka tha khel….waqt hum par meharbaan nahin tha…!!!








Kasak Ji.. Wah Kya likha aap ne bohout khoob.. aap ki lines toe humari Dil ki FEELINGS koe.. Ujaadh hi deta hai.. : Applause Applause

Khokar tujhe kya kuch kho diya maine,
Jaanti toe thi magar...Aeisa hoga yeh gumaan nahi tha.
Tanha Tu Bhi tha aur Tanha yahaan main bhi huun,
Sab the aas paas magar...Koi bhi apna yahaan nahi tha.   tearyeyed tearyeyed


-SKY-
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:11:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer