WAQT .....(Jasbir SIngh)

by jasbirsingh on March 21, 2009, 02:09:37 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1597 times)
jasbirsingh
Guest
Reply with quote

WAQT KA HI INTEZAAR HO RAHA HAI
NA JANEY KAHA HAMARA WAQT KHO RAHA HAI
KISI PAL JOH MIL JAYE KAHI WAQT TOH KEHNA
KU WAQT HAMSEY ITNA DOOR HO RAHA HAI
WAQT KA HI INTEZAAR HO RAHA HAI



JASBIR SINGH

Logged
TOUSIFSHAIKHH
Guest
«Reply #1 on: March 21, 2009, 03:07:30 PM »
Reply with quote
Very nice jasbir.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: March 21, 2009, 03:08:28 PM »
Reply with quote
Very nice jasbir.

thanks Tousif

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #3 on: March 21, 2009, 05:40:18 PM »
Reply with quote



WAQT KEY AAGEY SAB JHUK JATEY HAI
WAQT KEY PEHLEY NA KUCH PATEY HAI
PADD JAYE JAB USS RABB NI NAZAR
WAQT KHUSHI KEY CHALEY AATEY HAI



JASBIR SINGH
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: March 21, 2009, 06:04:22 PM »
Reply with quote
 Applause Applause

Waah Bohat khoob Jasbir ji...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: March 21, 2009, 06:05:24 PM »
Reply with quote
Applause Applause

Waah Bohat khoob Jasbir ji...

Thanks Honey

Jasbir Singh
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: March 21, 2009, 06:18:45 PM »
Reply with quote
Jab waqt ke haathon mein khilona the
Tab waqt ke saath saath nibhaye the
Jeena bhi dushwaar hua zindagi se
Toh Zindagi ke haathon mein khilona the
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: March 21, 2009, 06:20:11 PM »
Reply with quote
Jab waqt ke haathon mein khilona the
Tab waqt ke saath saath nibhaye the
Jeena bhi dushwaar hua zindagi se
Toh Zindagi ke haathon mein khilona the


wah Honey, bahut khoob kaha


jasbir singh
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: March 21, 2009, 06:28:49 PM »
Reply with quote
wah Honey, bahut khoob kaha


jasbir singh


Bohat shukriya Jasbir ji...

Tumse milne ki aarzoo dil mein chahat jagayee
Tumse milte mein chain se soh na payee
Aage na jaane waqt ki marzee kya thee
Dil mein hasrath liye mein jee na payee
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #9 on: March 21, 2009, 06:40:01 PM »
Reply with quote

Bohat shukriya Jasbir ji...

Tumse milne ki aarzoo dil mein chahat jagayee
Tumse milte mein chain se soh na payee
Aage na jaane waqt ki marzee kya thee
Dil mein hasrath liye mein jee na payee



wah bahut khoob Honey



WAQT KEY AAGEY MAJBOOR HO GAYE HAI
ABB YO PAR HASNA HUM BHOOL GAYE HAI
LAB SI KAR ABB PADTEY JATEY HAI
HASI KEY RAASTEY ABB BHOOL GAYE HAI



JASBIR SINGH


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: March 21, 2009, 06:44:55 PM »
Reply with quote

wah bahut khoob Honey



WAQT KEY AAGEY MAJBOOR HO GAYE HAI
ABB YO PAR HASNA HUM BHOOL GAYE HAI
LAB SI KAR ABB PADTEY JATEY HAI
HASI KEY RAASTEY ABB BHOOL GAYE HAI



JASBIR SINGH




Bohat khoob jasbir ji...

Dukh ke khagaz mein lipti hue tanhai hai
Armano ke deep dil mein jalai hai
Roko na humen ke
Aaj kisi ne humen bohat rulai hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #11 on: March 21, 2009, 06:48:41 PM »
Reply with quote
Bohat khoob jasbir ji...

Dukh ke khagaz mein lipti hue tanhai hai
Armano ke deep dil mein jalai hai
Roko na humen ke
Aaj kisi ne humen bohat rulai hai



wah Honey


TANHAYI KA SATHI , DUKH HI HOTA HAI
SUKH TANHAYI SEY KAHA JUDA HOTA HAI
DOOR HO JAYE JAB JAAN SEY DHADKAN KOI
TANHAYI KEY GHAR SEY WOH FIR GHIRA HOTA HAI



JASBIR SINGH

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: March 21, 2009, 07:45:42 PM »
Reply with quote

WAQT KA HI INTEZAAR HO RAHA HAI
NA JANEY KAHA HAMARA WAQT KHO RAHA HAI
KISI PAL JOH MIL JAYE KAHI WAQT TOH KEHNA
KU WAQT HAMSEY ITNA DOOR HO RAHA HAI
WAQT KA HI INTEZAAR HO RAHA HAI



JASBIR SINGH





WAQT KEY AAGEY SAB JHUK JATEY HAI
WAQT KEY PEHLEY NA KUCH PATEY HAI
PADD JAYE JAB USS RABB NI NAZAR
WAQT KHUSHI KEY CHALEY AATEY HAI



JASBIR SINGH

Nice ones Jasbir Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #13 on: March 21, 2009, 08:09:04 PM »
Reply with quote
Waqt kabhi bhi kisi se duur hota nahi
Hum hi waqt ke saath chalte pate nahi
Na hi hum uska istemaal hai karte sahi
Jo chat waqt ke saaath sabkuch pata wahi
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: March 21, 2009, 08:38:32 PM »
Reply with quote
Nice ones Jasbir Ji

thanks Rajesh

Jasbir Singh
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:54:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer