WO BEWAFA NA THI.......

by pandit on May 20, 2009, 01:06:04 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2570 times)
pandit
Guest
Reply with quote

HAR SHAKSH KI TARAH HUMNE BHI MOHABBAT KI THI,
NA HO SAKE EK DUSARE K, PAR WO BEWAFA NA THI.

KHAAYI CHOT USNE DIL PE HAR JAKHAM HANS K SAHE,
KUCH APNO K LIYEA MERI NA HUI, PAR WO BEWAFA NA THI.

HAR KISI KO THA APNI KHUSHI KA EHSAAS,USS K GHAR ME,
LOGO NE USE WAFA KARNE NA DIYA, PAR WO BEWAFA NA THI.

ZINDAGI BHAR KA GUM KHUD K KADMO ME RAKH LIYA USNE,
KISI AUR SE WO KYA WAFA KAREGI, PAR WO BEWAFA NA THI.

CHAND DUNIYA KI KHOKHALI RIWAAZO KO NIBHATI RAHI,
KHUD K WAADO KO NA NIBHAYA USNE, PAR WO BEWAFA NA THE.



.....PANDIT..............



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bewafa by jassi_deewana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Bewafa by eternal in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
bewafa by shyama in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafa tum..... by Princess21 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Bewafa ko bewafa hi kahenge by sabreena in Shayeri for Dard -e- Bewafai
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: May 20, 2009, 05:14:58 AM »
Reply with quote

HAR SHAKSH KI TARAH HUMNE BHI MOHABBAT KI THI,
NA HO SAKE EK DUSARE K, PAR WO BEWAFA NA THI.

KHAAYI CHOT USNE DIL PE HAR JAKHAM HANS K SAHE,
KUCH APNO K LIYEA MERI NA HUI, PAR WO BEWAFA NA THI.

HAR KISI KO THA APNI KHUSHI KA EHSAAS,USS K GHAR ME,
LOGO NE USE WAFA KARNE NA DIYA, PAR WO BEWAFA NA THI.

ZINDAGI BHAR KA GUM KHUD K KADMO ME RAKH LIYA USNE,
KISI AUR SE WO KYA WAFA KAREGI, PAR WO BEWAFA NA THI.

CHAND DUNIYA KI KHOKHALI RIWAAZO KO NIBHATI RAHI,
KHUD K WAADO KO NA NIBHAYA USNE, PAR WO BEWAFA NA THE.



.....PANDIT..............






NICE COMPOSITION PANDIT JI
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: May 20, 2009, 05:24:46 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Pandit... kya baat hain kya safaiee pesh ki hain apne mehboob ki liye, ise kehte hain sachchi mohabbat.
Logged
pandit
Guest
«Reply #3 on: May 20, 2009, 05:36:36 AM »
Reply with quote

NICE COMPOSITION PANDIT JI

DHANYAWAAD KHAMOSH JEE...
Logged
pandit
Guest
«Reply #4 on: May 20, 2009, 05:37:14 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Pandit... kya baat hain kya safaiee pesh ki hain apne mehboob ki liye, ise kehte hain sachchi mohabbat.

SACH KAHA SAAJID JEE..

SHAYAD MOHABBAT KA DIL SE YEHI RISHTA HOTA HAI...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #5 on: May 20, 2009, 05:47:55 AM »
Reply with quote
bahut khoob Sanju javab nahi apka yaar.. too good yeo hi likhte rahow..

kuch to jite hai janant ki tamanna lekar
kuch tamanaye jina sikha deti hai
ham kiske sahare jiye
zindgi roj ek tamnna badha deti hai


HAR SHAKSH KI TARAH HUMNE BHI MOHABBAT KI THI,
NA HO SAKE EK DUSARE K, PAR WO BEWAFA NA THI.

KHAAYI CHOT USNE DIL PE HAR JAKHAM HANS K SAHE,
KUCH APNO K LIYEA MERI NA HUI, PAR WO BEWAFA NA THI.

HAR KISI KO THA APNI KHUSHI KA EHSAAS,USS K GHAR ME,
LOGO NE USE WAFA KARNE NA DIYA, PAR WO BEWAFA NA THI.

ZINDAGI BHAR KA GUM KHUD K KADMO ME RAKH LIYA USNE,
KISI AUR SE WO KYA WAFA KAREGI, PAR WO BEWAFA NA THI.

CHAND DUNIYA KI KHOKHALI RIWAAZO KO NIBHATI RAHI,
KHUD K WAADO KO NA NIBHAYA USNE, PAR WO BEWAFA NA THE.



.....PANDIT..............




Logged
pandit
Guest
«Reply #6 on: May 20, 2009, 05:49:31 AM »
Reply with quote
bahut khoob Sanju javab nahi apka yaar.. too good yeo hi likhte rahow..

kuch to jite hai janant ki tamanna lekar
kuch tamanaye jina sikha deti hai
ham kiske sahare jiye
zindgi roj ek tamnna badha deti hai


BAHUT KHOOB SONU.....

LAJAWAAB HAI,,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #7 on: May 20, 2009, 05:50:26 AM »
Reply with quote
Shukriya Sanju..

BAHUT KHOOB SONU.....

LAJAWAAB HAI,,..
Logged
pandit
Guest
«Reply #8 on: May 20, 2009, 06:00:37 AM »
Reply with quote
JITNI MUJHE USKI, UTNI USE MERI TAMANNA THI,
REH GAYI HAR AARZOO ADHURI, PAR WO BEWAFA NA THI.

BANAYE THE HUMNE HASEE AASHIYAANE MOHABBAT K,
REET KI TARAH BIKHAR GAYE, PAR WO BEFA NA THI.

ZAMANA KARTA WAFA TO SHAYAD HUM SAATH HOTE,
DUNIYA NE KI BEWAFAI, PAR WO BEWAFA NA THI.




...PANDIT...
Logged
vitasta
Guest
«Reply #9 on: May 20, 2009, 01:30:46 PM »
Reply with quote
bahut khoob sonu ji aur pandit ji Usual Smile  keep it up!
Logged
pandit
Guest
«Reply #10 on: May 20, 2009, 04:32:21 PM »
Reply with quote
bahut khoob sonu ji aur pandit ji Usual Smile  keep it up!

Thanks vitasta...
aap bhi kuch likhenge to hume accha lagega..
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #11 on: May 20, 2009, 05:29:28 PM »
Reply with quote
kya khub likha h aapne Pandit ji...."wo bewfa na thi" dil ko chu liya h in lines ne....bahut bahut khoob Clapping Smiley

         Khuch majburiyan hi thi,jo use bewfa kar gyi
         Sath  na nibha payi, pr wo bewfa na thi
         
Logged
pandit
Guest
«Reply #12 on: May 20, 2009, 06:34:42 PM »
Reply with quote
kya khub likha h aapne Pandit ji...."wo bewfa na thi" dil ko chu liya h in lines ne....bahut bahut khoob Clapping Smiley

         Khuch majburiyan hi thi,jo use bewfa kar gyi
         Sath  na nibha payi, pr wo bewfa na thi
        

Waah kya baat hai....
aapne bhi khoob likha................
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #13 on: May 20, 2009, 06:59:25 PM »
Reply with quote

HAR SHAKSH KI TARAH HUMNE BHI MOHABBAT KI THI,
NA HO SAKE EK DUSARE K, PAR WO BEWAFA NA THI.

KHAAYI CHOT USNE DIL PE HAR JAKHAM HANS K SAHE,
KUCH APNO K LIYEA MERI NA HUI, PAR WO BEWAFA NA THI.

HAR KISI KO THA APNI KHUSHI KA EHSAAS,USS K GHAR ME,
LOGO NE USE WAFA KARNE NA DIYA, PAR WO BEWAFA NA THI.

ZINDAGI BHAR KA GUM KHUD K KADMO ME RAKH LIYA USNE,
KISI AUR SE WO KYA WAFA KAREGI, PAR WO BEWAFA NA THI.

CHAND DUNIYA KI KHOKHALI RIWAAZO KO NIBHATI RAHI,
KHUD K WAADO KO NA NIBHAYA USNE, PAR WO BEWAFA NA THE.



.....PANDIT..............





wah wah PANDIT Ji, bahut hi khoob

jasbir singh
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: May 20, 2009, 09:31:53 PM »
Reply with quote

HAR SHAKSH KI TARAH HUMNE BHI MOHABBAT KI THI,
NA HO SAKE EK DUSARE K, PAR WO BEWAFA NA THI.

KHAAYI CHOT USNE DIL PE HAR JAKHAM HANS K SAHE,
KUCH APNO K LIYEA MERI NA HUI, PAR WO BEWAFA NA THI.

HAR KISI KO THA APNI KHUSHI KA EHSAAS,USS K GHAR ME,
LOGO NE USE WAFA KARNE NA DIYA, PAR WO BEWAFA NA THI.

ZINDAGI BHAR KA GUM KHUD K KADMO ME RAKH LIYA USNE,
KISI AUR SE WO KYA WAFA KAREGI, PAR WO BEWAFA NA THI.

CHAND DUNIYA KI KHOKHALI RIWAAZO KO NIBHATI RAHI,
KHUD K WAADO KO NA NIBHAYA USNE, PAR WO BEWAFA NA THE.

.....PANDIT..............

Isse khubsoorat safai na Rahim ne padi hai na dekhi hai...Wah Wah Pandit jee Wah...Applause Faraz saheb ka ek shaher yaad ata hai mujhe...
Woh bewaffa na tha bas yunhi badnaam hogaya Faraz,
Bahaut chahne wale the uskey kis kis sey wafa karta...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:24:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer