Woh Mujhse Bicharne Ki Baat Karta Hai

by Kashifib on August 18, 2012, 09:34:38 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3271 times)
Kashifib
Guest
Reply with quote
Woh Mujh Se Bicharne Ki Baat Karta Hai
Meri Aankho Mein Rehne Ki Baat Karta Hai
 
Bina Iss Ke Nahi Ghuzarte Mere Shab- O- Roz
Shaam Hote Hi Woh Jane Ki Baat Karta Hai
 
Woh Aisa Aaina Hai Jis Mien Tasveer Meri Hai
Mujh Mein Samaye Bikharne Ki Baat Karta Hai
 
Sawal Kitne Hi Dhak Diye Iss Pal Meine
Mujhe Woh Laa Jawab Karne Ki Baat Karta Hai
 
Nahi Mila Tha Mujh Se To Be- Qarar Tha Har Dum
Jo Abb Mila To Jane Ki Baat Karta Hai
 
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: August 19, 2012, 01:51:53 AM »
Reply with quote
bahut hee khoobsoorat laajwaab
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #2 on: August 19, 2012, 01:59:23 AM »
Reply with quote
बहुत बढ़िया
Logged
soudagar
Guest
«Reply #3 on: August 19, 2012, 02:54:41 AM »
Reply with quote
bahut khub bahut hi umda aur lajawab rachna kahsif ji....


aapse guzarish hai aap yoindia par pura time diya kijiye... sirf apni rachna ke liye hi nahi auron ki rachna par bhi apni keemti salah dijiye..
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: August 19, 2012, 04:03:49 AM »
Reply with quote
Bahut khoob..
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #5 on: August 19, 2012, 04:12:39 AM »
Reply with quote
khub

jishe dekhne se nahi mera dil bharta hai
alag hone ka jis se nahi man karta hai
aaj kal wo hamne manoj bahut tang karta hai
muspe nahi ab wo kisi aur pe marta hai

Woh Mujh Se Bicharne Ki Baat Karta Hai
Meri Aankho Mein Rehne Ki Baat Karta Hai
 
Bina Iss Ke Nahi Ghuzarte Mere Shab- O- Roz
Shaam Hote Hi Woh Jane Ki Baat Karta Hai
 
Woh Aisa Aaina Hai Jis Mien Tasveer Meri Hai
Mujh Mein Samaye Bikharne Ki Baat Karta Hai
 
Sawal Kitne Hi Dhak Diye Iss Pal Meine
Mujhe Woh Laa Jawab Karne Ki Baat Karta Hai
 
Nahi Mila Tha Mujh Se To Be- Qarar Tha Har Dum
Jo Abb Mila To Jane Ki Baat Karta Hai
 

Logged
Sps
Guest
«Reply #6 on: August 19, 2012, 12:20:22 PM »
Reply with quote
nice
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #7 on: August 19, 2012, 01:32:58 PM »
Reply with quote
Woh Mujh Se Bicharne Ki Baat Karta Hai
Meri Aankho Mein Rehne Ki Baat Karta Hai ISS SHER KE DONO MISREY MEIN CONDRADICTION HAI NAZAR SAANI KAR LEIN HUZOOR.
 
Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Bina Iss Ke Nahi Ghuzarte Mere Shab- O- Roz
Shaam Hote Hi Woh Jane Ki Baat Karta Hai
 
Woh Aisa Aaina Hai Jis Mien Tasveer Meri Hai
Mujh Mein Samaye Bikharne Ki Baat Karta Hai
 
Sawal Kitne Hi Dhak Diye Iss Pal Meine
Mujhe Woh Laa Jawab Karne Ki Baat Karta Hai
 
Nahi Mila Tha Mujh Se To Be- Qarar Tha Har Dum
Jo Abb Mila To Jane Ki Baat Karta Hai
 



NAAAAAAAAAAAAAAAAICE
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: August 20, 2012, 11:32:56 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoob Kashif ji....!!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:15:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer