Yad aata raha zulfon ka hi saya mujh ko

by Kashifib on August 02, 2012, 08:37:38 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 852 times)
Kashifib
Guest
Reply with quote
Phir kisi yad ne shab bhar hai jagaya mujh ko
Kiya saza di hai mohabbat ne khudaya mujh ko

Din ko aaram hai na rat ko hai chain kabhi
Janay kis khaak se qudrat ne banaya mujh ko

Dukh to yeh hai ke zamanay mein milay ghair sabhi
Jo mila hai woh mila ban ke paraya mujh ko

Jab koi bhi na raha kandha mere ronay ko
Ghar ki deewaron ne seenay se lagaya mujh ko

Youn to umeed-e-wafa tum sae nahein hai koi
Phir charaghon ki tarah kis ne jalaya mujh ko

Bewafa zindagi ne jab chorh diya hai tanha
Maut ne payar se pehloo mein bithaya mujh ko

Woh diya hoon jo mohabat ne jalaya tha kabhi
Gham ki andhi ne sar-e-shaam bujhaya mujh ko

Kaisay bhoolon ga wohi judai kay lamhay
Yaad aata raha zulfon ka hi saya mujh ko
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mujh ko paana hai to phir mujh main utar kar dekho by Dewana_Badal in Shayri-E-Dard
Zulfon by bobby.soni in Shairi - E - Zindagi
Teri Zulfon Ki Mehak by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Woh Loot Kar Aya Tu Maang Raha Tha Mujh Se Apne Kaye Ki Mafi.. by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
zulfon ke tale mujhe by saahill in Miscellaneous Shayri
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: August 02, 2012, 08:57:23 PM »
Reply with quote
Phir kisi yad ne shab bhar hai jagaya mujh ko
Kiya saza di hai mohabbat ne khudaya mujh ko

Din ko aaram hai na rat ko hai chain kabhi
Janay kis khaak se qudrat ne banaya mujh ko

Dukh to yeh hai ke zamanay mein milay ghair sabhi
Jo mila hai woh mila ban ke paraya mujh ko

Jab koi bhi na raha kandha mere ronay ko
Ghar ki deewaron ne seenay se lagaya mujh ko Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Youn to umeed-e-wafa tum sae nahein hai koi
Phir charaghon ki tarah kis ne jalaya mujh ko

Bewafa zindagi ne jab chorh diya hai tanha
Maut ne payar se pehloo mein bithaya mujh ko

Woh diya hoon jo mohabat ne jalaya tha kabhi
Gham ki andhi ne sar-e-shaam bujhaya mujh ko

Kaisay bhoolon ga wohi judai kay lamhay
Yaad aata raha zulfon ka hi saya mujh ko



VERIIIIIIIIIII NAAAAAAAAAAAAICE
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #2 on: August 02, 2012, 10:46:04 PM »
Reply with quote
achha hai
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #3 on: August 03, 2012, 02:35:32 AM »
Reply with quote
Good Kashifib Ji
Logged
suman59
Guest
«Reply #4 on: August 03, 2012, 02:51:37 AM »
Reply with quote
bahut khoob  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: August 03, 2012, 04:28:08 AM »
Reply with quote
bahut khoobsoorat
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: August 03, 2012, 10:44:35 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob likha hai aapne Kashif ji.. ek ek shadb dard me dooba huwa .. bahut khoobsurat andaaz me aapne dar-e-dil ko pesh kiya hai... chhoo gayi mere dil ko.... bahut khoob likha hai aapne....!!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:41:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer