Ye Judai To Kismat Mein Thi

by Jaanasheen on March 03, 2006, 08:59:39 AM
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 5413 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Ye Judai To Kismat mein Thi,..
Tujhe Na Ilzaam Denge,..

Jo Hua Kismat ki Baat Hai,..
Tujhe Naa Bewafa Kahenge,..

Meri To Bas yahi Arzoo Hai,..
Jahan Bhi rahe tu Khush Rahe,..
Dil Se Hum Yahi Dua har pal Denge.,.

Har pal Tu Khush rahe,..
Teri Khushi ke Liye Hum Apni Jaan Bhi De Denge,..

Ye Judai To Kismat Mein thi,..
Tujhe Naa Ilzaam Denge,...

___________-Azeem-_________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kismat mein nahiin by zaara in Ghazals
JUDAI...APNI KISMAT THI by sagar_voski22@gmail.com in Shayeri for Dard -e- Bewafai
-Teri Judai mein- by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Tere naal judai sadi kismat di bhagi… by preet.shayari in Pain in Love : Punjabi poetry
gumnam
Guest
«Reply #1 on: March 14, 2006, 02:00:47 PM »
Reply with quote
BAHUT ACHHA LIKHA HAI AAPNE.


          "UNHI RAAHO NE JIN PAR TUM KABHI SAATH THE MERE,
           MUJHE ROK-ROK PUCHHA BATA TERA HUMSAFAR KAHA HAI."
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 15, 2006, 08:01:09 AM »
Reply with quote
Shukriya Gumnaam,.

Raste Khud Tabahi Ke Nikale Humne,..
Kar Diya Dil Kisi Pathar Ke Hawalw Humne,..
Hum Ko Maloom Hai Kya Cheez Hai Mohabbat,,.
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujale Humne,..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #3 on: March 16, 2006, 02:17:30 PM »
Reply with quote
BAHUT ACHHA LIKHA HAI AAPNE


              "WO IDHAR AAYE NA AAYE,MAGAR HAR ROJ EK DEEWANA,
               IN RAAHO PE KUCHH PHUL BICHHA JATA HAI."
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 17, 2006, 09:10:21 AM »
Reply with quote
Shukriya Gumnaam,..

Unhone Wada Kiya Tha Usi Raste Se Aane Ka,..
Humne To Apni Umar Kaat Di Usi Raah Par,.
Unke Intezaar Mein,.Magar Wo Na Aaye ,..Jaane Kya Majboori thi,..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #5 on: March 17, 2006, 12:58:14 PM »
Reply with quote
JABARDAST JAANASHEEN JI.AAPKE SHABDO MEIN BAHUT HI DARD HAI.

"MALUM THI MUJHKO TERI MAJBOORIYA MAGAR,
TERE BAGAIR NEEND NA AAYEE TAMAM RAAT."
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 18, 2006, 08:40:31 AM »
Reply with quote
Shukriya Gumnam Ji,..

App Ek Raat Ki Neend Ki Baat Karte hain,..
Humne To Apke Jaane Ke Baad Raatein Bhi Ro Ke Kaate,.
Ab To To Intezaar Hai Chain Se Sune Ka, Mout Ki Bahon Mein,.
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #7 on: March 18, 2006, 09:19:21 AM »
Reply with quote
bahut khoob jahnashen ji and gumnam ji!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: March 18, 2006, 09:23:43 AM »
Reply with quote
Shukriya Gesu Bhai,..

Humne To Raatein Kaati Hain,..
Apse Bichard Jaane Ke Baad,..
App Hume Har Pal Yaad Aati hai,..
Kya Batao Hum bhi App Ko Aate Hain Yaad
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: March 20, 2006, 03:49:54 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Gumnaam,.

Raste Khud Tabahi Ke Nikale Humne,..
Kar Diya Dil Kisi Pathar Ke Hawalw Humne,..
Hum Ko Maloom Hai Kya Cheez Hai Mohabbat,,.
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujale Humne,..


wah kaya baat hai!!!! bahoot khoob!!!

socha na tha, pathar dil se dil lag jayega
Phir socha, shayad wo ek din pighal jayega
kudrat ki itani si baat bhi, samjh na aa saki Pooja
pighla bhi agar thora sa pathar, tab bhi pathar hi kahlwayega!!!
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #10 on: March 21, 2006, 06:29:19 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Sabne Bohot Achcha Likha Hai!!!!!!!!

Akash me hai 1 chand taro ki kaha kami hai,
hum roye bhi toh kaise ankho me kaha nami hai,
jinhe khud se jyada chaha voh sath chod gaye,
aur ye bejan zindagi vahi ki vahi thami hai!!!!!!!!!!!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: March 21, 2006, 09:56:17 PM »
Reply with quote
good one!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: March 22, 2006, 08:06:34 AM »
Reply with quote
Agar Patharon Se Dil Lagana Tha,.
To Khud Bhi Pathar Ban Jaana Tha...
Ye Alag Baat Hai Ke Patharon Ko Mohabbat Nahi Hoti,.
Agar Pathar Pigal Nahi Sakta, To Toot Jaana Tha,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: March 22, 2006, 04:11:15 PM »
Reply with quote
jo toot jaye wo pathar nahi
jo payaar dard na de, uska koi arth nahi
payaar per rang atta hai, jakhmo ke sath
jo mil jaaye bina dard ke, us payaar mai nahi hoti koi baat!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: March 23, 2006, 08:24:26 AM »
Reply with quote
Patharon Ko Bhi Dard Hota Hai Kabhi Azmake Dekh,..
Wo Bhi Ansoon Bahate Hain Kisi Ki Pyaas Bujhaane Nadion Ke Shakal Mein,..
Logged
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:11:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer