Ye Judai To Kismat Mein Thi

by Jaanasheen on March 03, 2006, 08:59:39 AM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 5414 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: March 24, 2006, 07:06:41 PM »
Reply with quote
pathar ko bhi dard hota hai kabhi azmaa ke dekh
nikalty hai jo paharo se yah nadiyan, kabhi unke pass baith kar dekh
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kismat mein nahiin by zaara in Ghazals
JUDAI...APNI KISMAT THI by sagar_voski22@gmail.com in Shayeri for Dard -e- Bewafai
-Teri Judai mein- by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Tere naal judai sadi kismat di bhagi… by preet.shayari in Pain in Love : Punjabi poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: March 26, 2006, 08:30:55 AM »
Reply with quote
Meri Barbadion Par Patharon Ne Bhi Aansoon Bahaye,.
Wo To Phir Bhi Insaan Hai Kyun Mera Dard Samajh Na Paaye,.
Logged
gumnam
Guest
«Reply #17 on: March 30, 2006, 02:37:25 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Gumnaam,.

Raste Khud Tabahi Ke Nikale Humne,..
Kar Diya Dil Kisi Pathar Ke Hawalw Humne,..
Hum Ko Maloom Hai Kya Cheez Hai Mohabbat,,.
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujale Humne,..


wah kaya baat hai!!!! bahoot khoob!!!

socha na tha, pathar dil se dil lag jayega
Phir socha, shayad wo ek din pighal jayega
kudrat ki itani si baat bhi, samjh na aa saki Pooja
pighla bhi agar thora sa pathar, tab bhi pathar hi kahlwayega!!!
SACH KAHA POOJA JI.

JINKE HOTHO PE HANSI PAIRO MEIN CHHALE HOGE,
SIRF WAHI 'GUMNAM'KE CHAHNE WALE HONGE.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #18 on: March 31, 2006, 06:51:56 AM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB GUMNAM JI......... BAHUT PYARA LIKHA HAI....ISI PAR EK AUR LIJIYE......

Yeh hoton par katil hansi, pairo me chamchamati payal....
"GUMNAM JI" to pahale hi the, aur kis kis ko karogi tum ghayal.......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: April 01, 2006, 12:32:29 PM »
Reply with quote
Nice Gumnaam Bhai And Vicky,..

Hum Bhi Chalte Rahe Un Rahon Par.
Jabke Humare Pairon Ke Tale Bhi Chale The,..

Aur Jab Humne Thokar Khayi Thi,..
Mere Apne Hi Mujhpar Pathar Ujhale The,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: April 20, 2006, 07:52:05 AM »
Reply with quote
Judai Bhi Ek Mazaa Deti Hai Jeene ke Liye,..
Na Hoti Judai To Kisi Ko Intezaar Karne Ka Mazaa Na Milta,..
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #21 on: April 26, 2006, 10:14:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Judai Bhi Ek Mazaa Deti Hai Jeene ke Liye,..
Na Hoti Judai To Kisi Ko Intezaar Karne Ka Mazaa Na Milta,..


Bahut Khoob...Azeem
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #22 on: April 26, 2006, 10:15:46 AM »
Reply with quote
Koi sawaal jo pooche to kya kahu us se
bicharnewale....sabab to bata judai ka
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: April 26, 2006, 10:25:55 AM »
Reply with quote
Shukriya anjum Ji,.

Sawal Karte Hain Wo Humse Ke Kyun Juda Ho,,..
Unhe Kya Maloom ke Hum Juda Isliye Hain Ke Unhe Khush Dekh Sake,..
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #24 on: April 26, 2006, 07:58:29 PM »
Reply with quote
Very nice janasheen...

Kash yeh zalim judai na hoti...
rab tu ne yeh cheez banai na hoti...
na hum unse milte na yeh pyar hota...
zindagi jo apni thi parai na hoti...



Quote from: "Jaanasheen"
Ye Judai To Kismat mein Thi,..
Tujhe Na Ilzaam Denge,..
Jo Hua Kismat ki Baat Hai,..
Tujhe Naa Bewafa Kahenge,..
Meri To Bas yahi Arzoo Hai,..
Jahan Bhi rahe tu Khush Rahe,..
Dil Se Hum Yahi Dua har pal Denge.,.
Har pal Tu Khush rahe,..
Teri Khushi ke Liye Hum Apni Jaan Bhi De Denge,..
Ye Judai To Kismat Mein thi,..
Tujhe Naa Ilzaam Denge,...

_______-Azeem-_________[/b]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: April 27, 2006, 08:42:48 AM »
Reply with quote
Nice One Bhai,,..
Aur Shukriya,..

Judai Har Kisi Ko Tardpaati hai,..
Aasmaan Bhi Is Judai Ka Sheekar Hai,..
Jo Apni Zameen ke Liye Aansoon Bahata hai,..
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #26 on: April 28, 2006, 07:46:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya anjum Ji,.

Sawal Karte Hain Wo Humse Ke Kyun Juda Ho,,..
Unhe Kya Maloom ke Hum Juda Isliye Hain Ke Unhe Khush Dekh Sake,..


Wonderfull reply..Azeem
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #27 on: April 28, 2006, 07:47:49 PM »
Reply with quote
main to samjhi thi ke laut aate hai jaanewale
tune jaakar to judia meri kismat kar di
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: April 29, 2006, 12:11:14 PM »
Reply with quote
shukriya Anjum Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: April 29, 2006, 12:13:07 PM »
Reply with quote
Nahi Hai Teri Kismat Mein Judaai Jaanasheen,..
Gar Main Marr Bhi Gaya Tujhse Milne Se Pehle,..
To Kabar Mein Bhi Tera Intezaar karoonga,..
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:12:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer