Ye Judai To Kismat Mein Thi

by Jaanasheen on March 03, 2006, 08:59:39 AM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 5476 times)
*Anjum*
Guest
«Reply #30 on: April 30, 2006, 01:19:50 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Nahi Hai Teri Kismat Mein Judaai Jaanasheen,..
Gar Main Marr Bhi Gaya Tujhse Milne Se Pehle,..
To Kabar Mein Bhi Tera Intezaar karoonga,..


too gud..Azeem
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kismat mein nahiin by zaara in Ghazals
JUDAI...APNI KISMAT THI by sagar_voski22@gmail.com in Shayeri for Dard -e- Bewafai
-Teri Judai mein- by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Tere naal judai sadi kismat di bhagi… by preet.shayari in Pain in Love : Punjabi poetry
*Anjum*
Guest
«Reply #31 on: April 30, 2006, 01:20:34 PM »
Reply with quote
Juda kisi se kisi ko garz habeeb na ho
yeh woh daag hai jo dushman ko bhi naseeb na ho
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: May 03, 2006, 08:17:50 AM »
Reply with quote
Shukriya Anjum Ji,..

Judai Bhi Ek Ajeeb Nashaa Deti Hai,..
Jo Door Ho Zamaane Mein,..
Unhein Neendon Mein Milaa Deti Hai,..
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #33 on: May 05, 2006, 07:06:43 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"


Judai Bhi Ek Ajeeb Nashaa Deti Hai,..
Jo Door Ho Zamaane Mein,..
Unhein Neendon Mein Milaa Deti Hai,..


Waah...too gud
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: May 06, 2006, 07:14:14 AM »
Reply with quote
Shukriya Anjum Ji,..

Na Kar Tu Afsos ke Main Tujhse Judaa Hoon Aaj Is Zamaane Mein,..
Ye Bhi To Ek Mukhaam Hai Mohabbat Ke Afsaane Mein,..

Teri Yaad Mujhe Har Waqt Sataayegi Jaanasheen,..
Tu Koshish Na Kar Hume Teri Yaadon Se Bhoolaane Mein,..

Tu Pukaaregi Mujhe To Chalaa Aaoonga Maut Se Bhi Waqt Maang Ke,..
Tu Na Ro Meri Judai Mein Teri Muskurahat Badi Haseen Hain Tu Bas Lagi Reh Muskuraane Mein,..

_____________________-Azeem-_______________________
Logged
gumnam
Guest
«Reply #35 on: May 12, 2006, 02:49:18 PM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
BAHUT KHOOB GUMNAM JI......... BAHUT PYARA LIKHA HAI....ISI PAR EK AUR LIJIYE......

Yeh hoton par katil hansi, pairo me chamchamati payal....
"GUMNAM JI" to pahale hi the, aur kis kis ko karogi tum ghayal.......
KYA BAAT HAI.YE TO BATA DO MR.AKELA MUJHE GHAYAL KISNE KIYA.

MALOOM THI MUJHKO TERI MAJBOORIYA MAGAR,
TERE BAGAIR NEEND NA AAYEE TAMAAM RAAT.........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: May 13, 2006, 07:51:15 AM »
Reply with quote
Nice On Gumnam Bhai,..

Jis Din Se Tum Mujhse Judaa Hue,..
Meri Neendein Jaane Kahan Kho Gayi,.
Aaj Bhi Jagta Hoon Main Taaron Ko Dekh,..
Ke Jaane Kahan Apni Zindagi So Gayi,..























































Logged
gumnam
Guest
«Reply #37 on: May 13, 2006, 08:12:38 AM »
Reply with quote
bahut khub janasheen

HAZARO DUKH UTHA DAALE,NAHI SHIKVE KIYE MAINE,
BAHUT AAHO KO ROKA HAI,BAHUT AANSU PIYE MAINE.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: May 13, 2006, 08:29:28 AM »
Reply with quote
Nice one Bhai,..

Pee kar Jee Raha Hoon Judai ke Aansoon Main,..
Ke Log To Iska Gham Utha Te Hi Saansein Tord Dete Hain...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #39 on: May 13, 2006, 08:44:02 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Nice one Bhai,..

Pee kar Jee Raha Hoon Judai ke Aansoon Main,..
Ke Log To Iska Gham Utha Te Hi Saansein Tord Dete Hain...
BAHUT KHUB

HUMNE TAMAAM UMAR AKELE SAFAR KIYA,
HUM PAR KISI KHUDA KI INAYAT NAHI RAHI.........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: May 17, 2006, 09:19:48 AM »
Reply with quote
Nice one Bhai,..

Khuda Bhi Bure Waqt Pe Sab Ka Imtehaan Leta Hai,..
Faqat Ye Baat Hui Humse Ke Hum Har Imtehaan Ka Samna Karte Rahe,..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #41 on: May 26, 2006, 01:47:16 PM »
Reply with quote
BAHUT KHUB MERE DOST
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: May 27, 2006, 09:33:17 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhai Gar Tum Do Line Likhdete To Seekhne Ka Maukha Milta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: May 27, 2006, 09:36:02 AM »
Reply with quote
Judaai Bhi Hume Deti Hai Teri Chahat Ka Yakheen,..
Ke Tu Judaa Hoke Bhi Humse Hamara Intezaar Karti Hai,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #44 on: May 28, 2006, 02:32:38 PM »
Reply with quote
AAPKE LIYE JAANASHEEN

Aankho se behte ASHQ nahi,
                        Khun-e-Jigar rawani hai.
Kuchh teri bewafai ki,
                        Kuchh wafa ki meri KAHANI hai.
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:35:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer