ye qissa..!

by nishita on January 04, 2005, 10:07:10 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 10988 times)
Arifa
Guest
«Reply #45 on: January 20, 2005, 08:37:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
wah wah meenu..

Dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam se
kaise kahe ki khudse sharamdaar hum nahi
pehchante hai wo hume "bewafa" ke naam se
lekin is patjhar ke haqdaar hum nahi

nm



apna aap louta kar hum yue teri gali mein bathay hain
jesa koi patjhar mein bhi dekhe khuwab bharoo ka
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Qissa Koi Jaise Purana Ho Gaya Hoon by ishu_singh10 in Shayri for Khumar -e- Ishq
QISSA PURANA MUJHE AAJ BHI YAAD HAI.....soudagar by soudagar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Qissa Khalil ka by ayyubsalamat in Occassion Specific Poetry
Qissa–e-gham……”Sahal”. by sahal in Ghazals « 1 2  All »
nishita
Guest
«Reply #46 on: January 21, 2005, 01:41:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "Arifa"
Quote from: "nishita"
wah wah meenu..

Dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam se
kaise kahe ki khudse sharamdaar hum nahi
pehchante hai wo hume "bewafa" ke naam se
lekin is patjhar ke haqdaar hum nahi

nm



apna aap louta kar hum yue teri gali mein bathay hain
jesa koi patjhar mein bhi dekhe khuwab bharoo ka


Dard aankho me ubharta hai khwaab aane se
Khauf khate hai hum yadoon me utar jane se
Kya mohabbat hai kya hai dosti ? Ek lamhe me
toot jata hai har rishta .. aazmane se..

nm
Logged
Arifa
Guest
«Reply #47 on: January 21, 2005, 07:17:35 PM »
Reply with quote
nice nishita


apnoo ki chahatoo nay kiya kiya diye fareb
rotay rahe lipat kar har ajnabi se hum

*EDITED
By yoindia moderators..
Comment : Pls mention Not mine if its not ur creation
Logged
nishita
Guest
«Reply #48 on: January 22, 2005, 11:14:24 AM »
Reply with quote
nice arifa

Khile they phul gulshan mein sawarne aur mehakne ko
Kise malum tha wo ashk se palke bigho denge

nm
Logged
bond
Guest
«Reply #49 on: January 22, 2005, 07:43:37 PM »
Reply with quote
bahut khoob arifa and nish
Logged
Arifa
Guest
«Reply #50 on: January 22, 2005, 08:05:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
nice arifa

Khile they phul gulshan mein sawarne aur mehakne ko
Kise malum tha wo ashk se palke bigho denge

nm



gr88888888 nishita

dil aanso bhata rah sari raat taak
aankh se royea na gayea subha honay par bhi
Logged
bond
Guest
«Reply #51 on: January 22, 2005, 08:20:21 PM »
Reply with quote
grrrr888 ....gr8 lines arifa.....
Logged
nishita
Guest
«Reply #52 on: January 23, 2005, 12:58:49 PM »
Reply with quote
wah arifa... thanks bond Usual Smile

ye shabnam to meri aankhon ki jaan hai.
ab anjaam-e-zindagi bhi ek imtehaan hai
Logged
pandit
Guest
«Reply #53 on: January 23, 2005, 01:38:53 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
wah arifa... thanks bond Usual Smile

ye shabnam to meri aankhon ki jaan hai.
ab anjaam-e-zindagi bhi ek imtehaan hai


gr888 nishitaji... Usual Smile
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #54 on: January 25, 2005, 01:42:37 PM »
Reply with quote
nishita wrote

Dard aankho me ubharta hai khwaab aane se
Khauf khate hai hum yadoon me utar jane se
Kya mohabbat hai kya hai dosti ? Ek lamhe me
toot jata hai har rishta .. aazmane se..

nm[/quote]

very beautiful nishita.........salaam
Logged
nishita
Guest
«Reply #55 on: January 26, 2005, 07:25:04 AM »
Reply with quote
thnkss salaam
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #56 on: January 26, 2005, 07:42:47 AM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Mere saamne bhi unse parda uthaya na gaya,
faasla kam tha magar mitaya na gaya,
Unki aankhon se na tapakne lage mere aansu
Is darr se unko haale dil sunaya na gaya..!!

nm


TERE SAMNE JO PARDA UTATE TUH TUM ROO DETE
FAASLA KAM THA PHIR HUMNE MITAYA NAHI
TERE KARIB BHI JO HUM AATE TUH TUM ROO DETE
DEKHTE ZAMANEE KE SITAM KO JO TUM
MERE CHEHRE MERI AANKHON MEIN TUH
HAALE DIL SUNAATE BHI NAHI AUR ROO DETE
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #57 on: January 26, 2005, 07:47:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "salaam2all"
nishita wrote

Dard aankho me ubharta hai khwaab aane se
Khauf khate hai hum yadoon me utar jane se
Kya mohabbat hai kya hai dosti ? Ek lamhe me
toot jata hai har rishta .. aazmane se..

nm


very beautiful nishita.........salaam[/quote]

BAHUT ACHE DOSTO

kahe ankahe riston ki panna hai dosti
kaise main samjaun tujhe gum hai mahoobat
jahan tuh khushi hai doston ki dosti
zameen par kami hai pooja karne waalon ki
verna iss zameen par KHUDA hai dosti
Logged
bond
Guest
«Reply #58 on: January 26, 2005, 08:17:53 AM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Quote from: "Arifa"
Quote from: "nishita"
wah wah meenu..

Dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam se
kaise kahe ki khudse sharamdaar hum nahi
pehchante hai wo hume "bewafa" ke naam se
lekin is patjhar ke haqdaar hum nahi

nm



apna aap louta kar hum yue teri gali mein bathay hain
jesa koi patjhar mein bhi dekhe khuwab bharoo ka


Dard aankho me ubharta hai khwaab aane se
Khauf khate hai hum yadoon me utar jane se
Kya mohabbat hai kya hai dosti ? Ek lamhe me
toot jata hai har rishta .. aazmane se..

nm


bahut achhe arifa  aur nishi...........

rokna chaha tha  bahut , par  tumhe chah kar bhi  rok na saka meiin......
tanhai ka aalam ye hai ke akela rehta hoon mein yadoon ke sahar mein.....
bitaye they jo saath tere,khoya rahta hoon un pal ki yadoon mein....
band ho ya khuli,bas uska hi thikana hai inn aankhoon mein........
Logged
pandit
Guest
«Reply #59 on: January 26, 2005, 10:07:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "salaam2all"
nishita wrote

Dard aankho me ubharta hai khwaab aane se
Khauf khate hai hum yadoon me utar jane se
Kya mohabbat hai kya hai dosti ? Ek lamhe me
toot jata hai har rishta .. aazmane se..

nm


very beautiful nishita.........salaam


BAHUT ACHE DOSTO

kahe ankahe riston ki panna hai dosti
kaise main samjaun tujhe gum hai mahoobat
jahan tuh khushi hai doston ki dosti
zameen par kami hai pooja karne waalon ki
verna iss zameen par KHUDA hai dosti[/quote]

beautiful sandhyaaji..
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:26:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer