Zindagi ki Tanhaii....

by Ninaah on February 14, 2005, 07:35:33 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 14
ReplyPrint
Author  (Read 13564 times)
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #15 on: February 26, 2005, 08:32:21 AM »
Reply with quote
"Mayray naam pe apni tanhai abaad karay,
Kaun ho ga jo mujh ko is tarah yaad karay.
 
nm
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tanhaii.. by mnajmi in Shayri-E-Dard
kabhi tanhaii mein. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~** YE MERI TANHAII ** ~~ by ALONE BAD in Shayri for Dard -e- Judai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ninaah
Guest
«Reply #16 on: February 26, 2005, 11:46:39 AM »
Reply with quote
sandhaya...

jitni khushi mujhe tumhare lafzon se mili,
utna rashk mujhe apni kismat pe hai,
mujhe pata hai ke tum bewafa na hoge,
itna aitbaar mujhe apni ibadat pe hai...

 :D ninah :D


Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Ninaah"
sandhaya,

na chahen to bhi ye afsana aakhein bayaan kar deti hai,
dil pe kiska jor hai, uska aks ye nazarein kubool kar leti hai,
chaha maine ki palkein na uthaaoon jamane ke aage,
pur jamana bhi to zalim thehra to har ilzaam mere dil ko deti hai.....

 :cry: ninah :cry:


Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Ninaah"
thanks meena & arifa...

pyar mein apni jindagi daav pe lagaye bethe hain,
hum uske vaade pe jamane ko bhulaye bethe hain,
phir bhi woh laut kar kyon nahi aata,
jiss bewafa pe hum apna sab kuch lutaye bethe hain...

 :cry: ninah :cry:


Quote from: "Meena"
thank you dostooooo!!!!

well done arifa sis and ninaah!

 :D


very nice work by all frnds

pyar pe davvnahi lagaye jaate
yeh tuh ek dil ka ehsaahs hai
jise khamoshi se nibana padta hai hai
ye mahabat ke afsane sare aam nahi sunaye jate


ninah

iss zalim zamane se nahi darenge abh hum
tujhe hi chahenge tujhpe hi marnge abh hum
khomoosh rakhenge labhoo ko akhir tak
aur aankhon se izhaar karenge abh hum
aaj kahte hai zamane ke samane tujhse
ki tujhi se bas tujhi se pyaar karenge abh hum
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #17 on: February 26, 2005, 11:57:04 AM »
Reply with quote
amit ji for you.....

tere naam pe apni tanhayee aabaad karti hoon,
ab to tujhe he subah shaam yaad karti hoon,
tere jaisa dost mil jaaye zindagi mein,
ab to khuda se yahi fariyaad karti hoon....

 :D ninah :D



Quote from: "amit_is_always_cool"
"Mayray naam pe apni tanhai abaad karay,
Kaun ho ga jo mujh ko is tarah yaad karay.
 
nm
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #18 on: February 26, 2005, 11:58:00 AM »
Reply with quote
thanks amit ji......


Quote from: "amit_is_always_cool"
Quote from: "Ninaah"
:cry:  :cry:  :cry:  :cry:

PYAR MEIN NAKAAM HONE KI YE SAZAA PAYEE HAI,
BHEED BHARI DUNIYA MEIN HOTE HUVE BHI DIL MEIN TANHAYEE HAI,
JISKO BHULNE KI KOSHISH MEIN LAGE RAHE RAAT DIN,
USI KI YAAD EK BAAR PHIR ATEET KE KHANDHAR MEIN KHEENCH LAAYEE HAI....


 :cry:  :cry:  :cry:  :cry:



wah ninaah ji bohut khoob
Logged
Princess21
Guest
«Reply #19 on: February 27, 2005, 06:43:52 AM »
Reply with quote
WOw NICe..WOrk...Ninaah...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #20 on: February 27, 2005, 08:52:16 AM »
Reply with quote
thanks neha......

Quote from: "Princess21"
WOw NICe..WOrk...Ninaah...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #21 on: March 01, 2005, 03:49:43 AM »
Reply with quote
ZINDGI MEIN ABHI TNHAI TUNEY KAB DEKHI HAI
YHAAN TU SAAL GUZR GAYE HAIN PYAROON K BINA
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #22 on: March 02, 2005, 05:38:50 AM »
Reply with quote
TANHAYEE KE LIYE LAMBI ZINDAGI KI ZAROORAT NAHI HOTI,
PYAR MEIN DARD MILTA HAI, YE KHAWABON KI HAQEEQAT NAHI HOTI....


Quote from: "fakharenaveed"
ZINDGI MEIN ABHI TNHAI TUNEY KAB DEKHI HAI
YHAAN TU SAAL GUZR GAYE HAIN PYAROON K BINA
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #23 on: March 02, 2005, 05:41:42 AM »
Reply with quote
KHWAB JO NAHIN DEKHTE HAIN
WOH BAS YUNHI REHTE HAIN
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #24 on: March 02, 2005, 09:12:18 AM »
Reply with quote
KHAWABON MEIN TO HUM DUNIYA KI SER KARTE HAIN,
KHAWABON MEIN HUM TOM CRUZE SE PYAAR KA IZHAAR KARTE HAIN,
KHAWABON SE HEE HAQEEQAT KO TAKKAT MILTI HAI,
AUR HAQEEQAT MEIN HUM USS BEWAFA SE PYAAR KARTE HAIN...

Quote from: "fakharenaveed"
KHWAB JO NAHIN DEKHTE HAIN
WOH BAS YUNHI REHTE HAIN
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #25 on: March 04, 2005, 11:03:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
KHAWABON MEIN TO HUM DUNIYA KI SER KARTE HAIN,
KHAWABON MEIN HUM TOM CRUZE SE PYAAR KA IZHAAR KARTE HAIN,
KHAWABON SE HEE HAQEEQAT KO TAKKAT MILTI HAI,
AUR HAQEEQAT MEIN HUM USS BEWAFA SE PYAAR KARTE HAIN...

Quote from: "fakharenaveed"
KHWAB JO NAHIN DEKHTE HAIN
WOH BAS YUNHI REHTE HAIN
BEWAFA S PAYR BHI AJAB CHEEZ HAI
BIN PIYE KHUMAR BHI AJAB CHEEZ HAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #26 on: March 05, 2005, 08:38:29 AM »
Reply with quote
PYAR MEIN JAAM KI NAHI,
ANKHON KI JAROORAT HOTI HAI,
KHAWABON KI MEHFIL KE SAATH,
HAQEEQAT KI JAROORAT HOTI HAI...



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
KHAWABON MEIN TO HUM DUNIYA KI SER KARTE HAIN,
KHAWABON MEIN HUM TOM CRUZE SE PYAAR KA IZHAAR KARTE HAIN,
KHAWABON SE HEE HAQEEQAT KO TAKKAT MILTI HAI,
AUR HAQEEQAT MEIN HUM USS BEWAFA SE PYAAR KARTE HAIN...

Quote from: "fakharenaveed"
KHWAB JO NAHIN DEKHTE HAIN
WOH BAS YUNHI REHTE HAIN
BEWAFA S PAYR BHI AJAB CHEEZ HAI
BIN PIYE KHUMAR BHI AJAB CHEEZ HAI
Logged
Meena
Guest
«Reply #27 on: March 05, 2005, 05:37:08 PM »
Reply with quote
bohot ache dosto!!

 :D
Logged
pandit
Guest
«Reply #28 on: March 05, 2005, 05:40:25 PM »
Reply with quote
wah ninah.................
kya khaak maza tha jeene me,
jab dard nahi tha seene me.
Logged
Meena
Guest
«Reply #29 on: March 05, 2005, 05:46:58 PM »
Reply with quote
Quote from: "pandit"
wah ninah.................
kya khaak maza tha jeene me,
jab dard nahi tha seene me.


yuh na tadpe dard ke liye,
ke kushi tumse ruth kar chali jaye!!
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 14
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:19:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer