Zindagi ki Tanhaii....

by Ninaah on February 14, 2005, 07:35:33 AM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14
ReplyPrint
Author  (Read 13530 times)
Ninaah
Guest
«Reply #165 on: July 05, 2005, 12:02:09 PM »
Reply with quote
ujalon ka daman pakadne chale the,
ke daman haath se choot gaya,
jiss sitare pe hume guroor tha,
wohi sitara toot gaya....

Quote from: "harashmahajan"
bahoot shikwe hain..
bahoot shikaayetein hain
unhone daman hi toh hai chhoda
toh apne ujalon se kyuin shikaayatein hain.

Ninnah wrote....

Quote
AAP LOGON KI BAAT KARTE HAIN,
YAHAN TO GUMON MEIN SAAYE NE SAATH CHODA HAI,
ANDHERON SE KAISE KAREIN SHIKWA,
UNHONE TO UJALON MEIN HUMSE MOOH MODA HAI....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tanhaii.. by mnajmi in Shayri-E-Dard
kabhi tanhaii mein. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~** YE MERI TANHAII ** ~~ by ALONE BAD in Shayri for Dard -e- Judai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ninaah
Guest
«Reply #166 on: July 05, 2005, 12:04:19 PM »
Reply with quote
chahton se ab hum bachte hain,
chahtein dukhon ka paigam laati hain,
jitna hum chahton se pyar karte hain,
wo utna gumo ka tohfa de jaati hain....

Quote from: "fakharenaveed"
Tumhari chahat ka sila harhal me denge
Khuda bhi mange yeh dil to use bhi tall denge
Agar dil bhi kahe ki tum bewafa ho
To janam ise bhi seene se nikaal denge.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #167 on: July 06, 2005, 07:22:14 AM »
Reply with quote
bala ki bheed hai,
pur dil mein tanhayee hai,
khushiyon ka namo-nishaan nahi,
zindagi mein sirf udaasi chayee hai....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #168 on: July 06, 2005, 10:42:01 PM »
Reply with quote

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8

Dekh kay tumhain nigahon ko yakeen nahi aata
Hai husn tera bikhra hua, daman main simat nahi pata
Darr hai na ho jaoon marz-e-ishq main mubtala
Tere hi khyalon main dooba hoon kuch aur nazar nahi aata
Tham sa gaya hoon unhi lamhon main jab dekha tha tujh ko
Dilkush nazara woh nigahon say ab bhi bhoola nahi pata

Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #169 on: July 07, 2005, 08:00:25 AM »
Reply with quote
wah Ninnah ji wah...kya khoob kahaa...kabhie kabhie ninnah ji...hum sochtey hain....out lagta hai...aap hamare saath shayaron ki mehfil main baithein hain...kya Gazab kehti ho....

Kahoon kya mere dil ka armaan kya hai
Umeedon ke phoolon se daman bhara hai
Nazer doondati hai yuin pal-pal unhi ko
Ik Umra se yahi hum ko gam kha raha hai.

Quote from: "Ninnah"

ujalon ka daman pakadne chale the,
ke daman haath se choot gaya,
jiss sitare pe hume guroor tha,
wohi sitara toot gaya....

harashmahajan wrote:
bahoot shikwe hain..
bahoot shikaayetein hain
unhone daman hi toh hai chhoda
toh apne ujalon se kyuin shikaayatein hain.

Ninnah wrote....

Quote:
AAP LOGON KI BAAT KARTE HAIN,
YAHAN TO GUMON MEIN SAAYE NE SAATH CHODA HAI,
ANDHERON SE KAISE KAREIN SHIKWA,
UNHONE TO UJALON MEIN HUMSE MOOH MODA HAI....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #170 on: July 08, 2005, 01:58:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
bala ki bheed hai,
pur dil mein tanhayee hai,
khushiyon ka namo-nishaan nahi,
zindagi mein sirf udaasi chayee hai....

Mana K Itni bheed main Bhi Tanhai hai Tere Liye
Koi Aaj Bhi Khada Hai Yahan Bas Nini Tere Liye

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #171 on: July 08, 2005, 06:10:42 AM »
Reply with quote
thanks harsh....... aapke quote ka bada gehra meaning hai.... bahot gehrayee hai aapki shayari mein...........

umeedein dhumeeel huyeen,
aur sapne dhool ho gaye,
armaan humare iss kadar,
kisi bewafa ki raah ke phool ho gaye......

Quote from: "harashmahajan"
wah Ninnah ji wah...kya khoob kahaa...kabhie kabhie ninnah ji...hum sochtey hain....out lagta hai...aap hamare saath shayaron ki mehfil main baithein hain...kya Gazab kehti ho....

Kahoon kya mere dil ka armaan kya hai
Umeedon ke phoolon se daman bhara hai
Nazer doondati hai yuin pal-pal unhi ko
Ik Umra se yahi hum ko gam kha raha hai.

Quote from: "Ninnah"

ujalon ka daman pakadne chale the,
ke daman haath se choot gaya,
jiss sitare pe hume guroor tha,
wohi sitara toot gaya....

harashmahajan wrote:
bahoot shikwe hain..
bahoot shikaayetein hain
unhone daman hi toh hai chhoda
toh apne ujalon se kyuin shikaayatein hain.

Ninnah wrote....

Quote:
AAP LOGON KI BAAT KARTE HAIN,
YAHAN TO GUMON MEIN SAAYE NE SAATH CHODA HAI,
ANDHERON SE KAISE KAREIN SHIKWA,
UNHONE TO UJALON MEIN HUMSE MOOH MODA HAI....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #172 on: July 08, 2005, 06:12:41 AM »
Reply with quote
faree for you.....

hume pata hai jahan pyar haar jaata hai,
wohin dosti humari kaam aati hai,
bewfayee ashq deti hai,
aur dosti dil se har gum le jaati hai....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
bala ki bheed hai,
pur dil mein tanhayee hai,
khushiyon ka namo-nishaan nahi,
zindagi mein sirf udaasi chayee hai....

Mana K Itni bheed main Bhi Tanhai hai Tere Liye
Koi Aaj Bhi Khada Hai Yahan Bas Nini Tere Liye

Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #173 on: July 08, 2005, 06:42:55 AM »
Reply with quote
Bahoot bahoot shukriya ninnahji aapki zarranwaazi ka....aapkay behte lafzon ne bahaar ko amantrit kiya hai...surkh ho jaati hain hamaari ankhay jab ham bewafa ki bewafaayee ke taraane sunte hain...gazab sa aakrosh umad parta hai..hamaari larzati jubaan per....kaash koi hota jo hamaari un Garzati ,umadti dil ki lehron ko sunta our samajata...phir unko koi anjaam deta.....Aapkay shabd...hamay un kshano ki yaad kerwa de hain...jahaan nafratoon ka agaaz hota hai...aaj toh bewafaaon ki paribhaasha hi badal chuki hai...lekin aaj ki asliat ye hai...sachha pyaar kerne waala hai hi nahi....agar pyaar kerne waala hi nahi..toh bewafa naam toh pyaar thukraane waalon ka hai....is tarah bewafa bhi ek pavitra lafaz hua....kam se kam...bewafa ne kabhi pyaar toh kiya tha...Lekin Aaj...toh..Pyaar ka dong kertein hain..apne Ginone maksad ki Khatir....woh toh Aasteen kay saanp = disguised person hue na. toh ye yahaan batana bada jaroori tha...kyuiki..adiktar logon ko...bewafa our aasteen kay saanp main koi farak nahie nazer nahi ata.....bewafa person is a loving person..but aasteen ka saanp makkaar our hatred person hota hai....mujhe umeed hai..main samjaane main safal hua hoon...

toh unhi pe maine ek Gazal ko anjaam diya hai.....zara Gour keejiyega

Aasteen mein saanp chhipe na jaane kitney,
Hum rahe be-khauff yun begaane kitney.

Apne hi hamraaj hame samjhaane nikley,
Khaaya kiye yun chote rahe anjaane kitney.

Nafrato.n ke saaye mein, ham Tanha-Tanha,
Rishte lagte ho gaye, veeraane kitney.

Saajisho.n ko haadsa tha samjha kiye ham,
Yun Bane anjaane mein anjaane kitney.

Sarak gaya jab parda aankh se harsoo.n jaanib,
Toote sab rishte, bane fasaane kitney.

Maanga kiye chiraago.n se jab roshani toh,
Hamse yun karte rahe bahaane kitne.

*HARASH MAHAJAN ‘HARSH’* ©~
 
Ninnah ji wrote....

Quote
thanks harsh....... aapke quote ka bada gehra meaning hai.... bahot gehrayee hai aapki shayari mein...........

umeedein dhumeeel huyeen,
aur sapne dhool ho gaye,
armaan humare iss kadar,
kisi bewafa ki raah ke phool ho gaye......
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #174 on: July 08, 2005, 11:13:27 AM »
Reply with quote
thanks alot for inspiring me.... you are such a nice person and sweet natured human being. thanks alot for being with me.....

hume iska dukh nahi,
ki hum ne pyar na paaya hai,
unn khawabon ko hum tod chuke,
wo apna nahi balki paraya hai....

«Reply #175 on: July 08, 2005, 07:58:34 PM »
Reply with quote
Ninnah ji...thanks for the captioned post....and the faith you quoted in your lovely write...per khuda ki niyaamat ko hum apni wah waahi kaise samjhein...hamaiun nahi maloom hamaari kalam kab kya kahey...shaayad yahi kissa aapkay sang bhi ho...hum kabhi kutchh nahi liktey..ye toh aapki wah wahi hai..jo mere ashaaon ne paayee hai....

parayon ki mehfil main sab tanha-tanha
rishte lagte ho gaye veerane kitne
khwaab suhaane gard hue ab har suun zaanib
apne bhi kerney lage bahaane kitne.

Quote from: "Ninaah"
thanks alot for inspiring me.... you are such a nice person and sweet natured human being. thanks alot for being with me.....

hume iska dukh nahi,
ki hum ne pyar na paaya hai,
unn khawabon ko hum tod chuke,
wo apna nahi balki paraya hai....

Quote from: "harashmahajan"
Bahoot bahoot shukriya ninnahji aapki zarranwaazi ka....aapkay behte lafzon ne bahaar ko amantrit kiya hai...surkh ho jaati hain hamaari ankhay jab ham bewafa ki bewafaayee ke taraane sunte hain...gazab sa aakrosh umad parta hai..hamaari larzati jubaan per....kaash koi hota jo hamaari un Garzati ,umadti dil ki lehron ko sunta our samajata...phir unko koi anjaam deta.....Aapkay shabd...hamay un kshano ki yaad kerwa de hain...jahaan nafratoon ka agaaz hota hai...aaj toh bewafaaon ki paribhaasha hi badal chuki hai...lekin aaj ki asliat ye hai...sachha pyaar kerne waala hai hi nahi....agar pyaar kerne waala hi nahi..toh bewafa naam toh pyaar thukraane waalon ka hai....is tarah bewafa bhi ek pavitra lafaz hua....kam se kam...bewafa ne kabhi pyaar toh kiya tha...Lekin Aaj...toh..Pyaar ka dong kertein hain..apne Ginone maksad ki Khatir....woh toh Aasteen kay saanp = disguised person hue na. toh ye yahaan batana bada jaroori tha...kyuiki..adiktar logon ko...bewafa our aasteen kay saanp main koi farak nahie nazer nahi ata.....bewafa person is a loving person..but aasteen ka saanp makkaar our hatred person hota hai....mujhe umeed hai..main samjaane main safal hua hoon...

toh unhi pe maine ek Gazal ko anjaam diya hai.....zara Gour keejiyega

Aasteen mein saanp chhipe na jaane kitney,
Hum rahe be-khauff yun begaane kitney.

Apne hi hamraaj hame samjhaane nikley,
Khaaya kiye yun chote rahe anjaane kitney.

Nafrato.n ke saaye mein, ham Tanha-Tanha,
Rishte lagte ho gaye, veeraane kitney.

Saajisho.n ko haadsa tha samjha kiye ham,
Yun Bane anjaane mein anjaane kitney.

Sarak gaya jab parda aankh se harsoo.n jaanib,
Toote sab rishte, bane fasaane kitney.

Maanga kiye chiraago.n se jab roshani toh,
Hamse yun karte rahe bahaane kitne.

*HARASH MAHAJAN ‘HARSH’* ©~
 
Ninnah ji wrote....

Quote
thanks harsh....... aapke quote ka bada gehra meaning hai.... bahot gehrayee hai aapki shayari mein...........

umeedein dhumeeel huyeen,
aur sapne dhool ho gaye,
armaan humare iss kadar,
kisi bewafa ki raah ke phool ho gaye......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #176 on: July 08, 2005, 11:32:46 PM »
Reply with quote

Aap Ki Dosti Ka Rishta Jo Hum Ko Mil Gya Hai
Zindgi main Jeene ka Hum Ko Maqsad Mil Gya Hai

Quote from: "Ninaah"
faree for you.....

hume pata hai jahan pyar haar jaata hai,
wohin dosti humari kaam aati hai,
bewfayee ashq deti hai,
aur dosti dil se har gum le jaati hai....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
bala ki bheed hai,
pur dil mein tanhayee hai,
khushiyon ka namo-nishaan nahi,
zindagi mein sirf udaasi chayee hai....

Mana K Itni bheed main Bhi Tanhai hai Tere Liye
Koi Aaj Bhi Khada Hai Yahan Bas Nini Tere Liye

Logged
bhambra
Guest
«Reply #177 on: July 09, 2005, 09:56:03 AM »
Reply with quote
Nice works by all of u friends...

Yun to bahut tha baatane ko,
zamaane se chup ke chaha tha
apne chahne wale ko,
kya khabar thi yun tanha chod deega woh,
acha hua ki mere dukh ki khabar bhi
na mil paaye zamaane ko. .......
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #178 on: July 09, 2005, 11:36:28 AM »
Reply with quote
Ninaah u r too good dear.......

All of you Excellent ......... keep it up

Mere paas lafz nahi ke is mehfil me shamil hoti....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #179 on: July 09, 2005, 10:56:10 PM »
Reply with quote

Thanx Saba_Saba........

From: Faree & Ninaah
.............. Aap Shamil tu Hon Lafz Khud Hi Ajayein gay

Jaan kahatey bi hoo
Aur jaan le bhi leythe hoo
 
[/size]

Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:26:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer