Zindagi ki Tanhaii....

by Ninaah on February 14, 2005, 07:35:33 AM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14
ReplyPrint
Author  (Read 13563 times)
Ninaah
Guest
«Reply #180 on: July 14, 2005, 08:25:06 AM »
Reply with quote
pyar ka mara har shaks,
iss jahan mein yun akela kyon hai,
hum veerano mein bhatak rahe hain,
pur uss bewafa ke liye laga yahan mela kyon hai....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tanhaii.. by mnajmi in Shayri-E-Dard
kabhi tanhaii mein. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~** YE MERI TANHAII ** ~~ by ALONE BAD in Shayri for Dard -e- Judai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #181 on: July 14, 2005, 08:36:54 AM »
Reply with quote
dil main aag lagi hui hai,ankhon main brsat hai
woh hai hrjayi ,bewafa,phir bhi yaar hai
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #182 on: July 14, 2005, 04:22:54 PM »
Reply with quote
Ninnah ji log apne pyaar main itna masroof hain...ki unhe maloom hi nahi ki woh kyuin veeraano ka intzaam ker rahein hain...aap bahoot gehri tehreer likh rahi hain....mujhey aapke ashaar main..........pehli line kutchh is tarah nazer aa rahi hai
Pyaar main dooba har shaks
jahaan main yun akela kyuin hai......waah...

ISHQ main dewaane ban woh shaks itna piye hain
ki khuda ne bhi unhe yahaan veerane diye hain

Ninah wrote...

Quote
pyar ka mara har shaks,
iss jahan mein yun akela kyon hai,
hum veerano mein bhatak rahe hain,
pur uss bewafa ke liye laga yahan mela kyon hai....
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #183 on: July 15, 2005, 09:55:44 AM »
Reply with quote
Mere dil ne tumhe chaha...tum samajh na paiye...
Mere dil ne tumhe maanga...tum samajh na paiye...
Mere dil ne tumhe puja...tum samajh na paiye...
Aap ki yeh na-samajh...kabhi...hum samajh na paiye...!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #184 on: July 15, 2005, 10:37:46 AM »
Reply with quote
apni wafa bhi aaj kaam na aayee,
aur wo hume rula gaya,
ek pal na laga usse hume chodne mein,
na jaane kyon wo hume bhula gaya.....

Quote from: "Yoindian Ghunda"
dil main aag lagi hui hai,ankhon main brsat hai
woh hai hrjayi ,bewafa,phir bhi yaar hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #185 on: July 15, 2005, 10:40:02 AM »
Reply with quote
HARSH THIS IS FOR YOU.......

ASHQON KO HUM CHUPA NA SAKE,
PUR DIL KA DARD BHI HUM DIKHA NA SAKE,
LAKH KOSHISH KI KISI KO BHULANE KI,
PUR CHAH KAR BHI USS BEWAFA KO BHULA NA SAKE........

Quote from: "harashmahajan"
Ninnah ji log apne pyaar main itna masroof hain...ki unhe maloom hi nahi ki woh kyuin veeraano ka intzaam ker rahein hain...aap bahoot gehri tehreer likh rahi hain....mujhey aapke ashaar main..........pehli line kutchh is tarah nazer aa rahi hai
Pyaar main dooba har shaks
jahaan main yun akela kyuin hai......waah...

ISHQ main dewaane ban woh shaks itna piye hain
ki khuda ne bhi unhe yahaan veerane diye hain

Ninah wrote...

Quote
pyar ka mara har shaks,
iss jahan mein yun akela kyon hai,
hum veerano mein bhatak rahe hain,
pur uss bewafa ke liye laga yahan mela kyon hai....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #186 on: July 15, 2005, 10:40:18 AM »

«Reply #187 on: July 15, 2005, 10:48:35 AM »
Reply with quote
chand lamahein jo tere sath guzar jatey hai..
vo zindagi ko or kareeb late hai...
tu sath de ya na de mera zindagi bhar..
hum to isi umeed pe jiye jate hai..!!!
Logged
Bharat
Guest
«Reply #188 on: July 15, 2005, 04:56:42 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
apni wafa bhi aaj kaam na aayee,
aur wo hume rula gaya,
ek pal na laga usse hume chodne mein,
na jaane kyon wo hume bhula gaya.....

Quote from: "Yoindian Ghunda"
dil main aag lagi hui hai,ankhon main brsat hai
woh hai hrjayi ,bewafa,phir bhi yaar hai

Hello Ninaah,

Aasman me aaj bin badal badlee chayee hai
Hamare liye yeh udasi ka paigaam layee hai
gurur tha hame ki humne unko bhula diya
Na jane qyon  barso baad unki yaad aayee hai
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #189 on: July 15, 2005, 05:13:30 PM »
Reply with quote
Ninaah ji.....waqt hi zakhmon ka merham hai....leejiye aapke naam....

bahoot baithe hain is bazm main unke deedaar ke liye
Ek-intaha ho gayee hai, shaayad bhula diya hai is beemaar ko.  

Ninaah wrote...

Quote
HARSH THIS IS FOR YOU.......

ASHQON KO HUM CHUPA NA SAKE,
PUR DIL KA DARD BHI HUM DIKHA NA SAKE,
LAKH KOSHISH KI KISI KO BHULANE KI,
PUR CHAH KAR BHI USS BEWAFA KO BHULA NA SAKE........
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #190 on: July 16, 2005, 02:57:05 AM »
Reply with quote
IF I COULD BUILD A MOUNTAIN
YOU COULD CALL YOUR VERY OWN
A PLACE TO FIND SERENITY
A PLACE TO BE ALONE
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #191 on: July 23, 2005, 07:49:59 AM »
Reply with quote
aajkal badi acchi acchi shayari ho rahi hai.... kya baat hai....

lagta hai aap bhi humari mehfil ke hain,
kya pyar mein aapne bhi chot khayee hai,
unki mehfil mein wafaon ka kaam nahi,
jahan sirf bewafayee he bewafayee hai.......

Quote from: "Yoindian Ghunda"
chand lamahein jo tere sath guzar jatey hai..
vo zindagi ko or kareeb late hai...
tu sath de ya na de mera zindagi bhar..
hum to isi umeed pe jiye jate hai..!!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #192 on: July 23, 2005, 07:52:30 AM »
Reply with quote
hi bharat, how are you.......

kisi ki yaad naye zakhm de jaati hai,
kisi ki yaad zindagi ka sukoon le jaati hai,
hum tatolte rehte hain apne dil ko,
jahan sirf veerani chaa jaati hai......

and this is life.......

Quote from: "Bharat_Desai"
Quote from: "Ninaah"
apni wafa bhi aaj kaam na aayee,
aur wo hume rula gaya,
ek pal na laga usse hume chodne mein,
na jaane kyon wo hume bhula gaya.....

Quote from: "Yoindian Ghunda"
dil main aag lagi hui hai,ankhon main brsat hai
woh hai hrjayi ,bewafa,phir bhi yaar hai

Hello Ninaah,

Aasman me aaj bin badal badlee chayee hai
Hamare liye yeh udasi ka paigaam layee hai
gurur tha hame ki humne unko bhula diya
Na jane qyon  barso baad unki yaad aayee hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #193 on: July 23, 2005, 07:54:58 AM »
Reply with quote
sahi kaha harsh......

pur waqt bhi humare zakhmo ko nahi bhar paaya,
har yaad ke saath unki, ek naya zakhm ubhar aaya,
tab ek shadeed dard ka ehsaas hua,
jab humne usse kisi aur ke saath paaya.......

Quote from: "harashmahajan"
Ninaah ji.....waqt hi zakhmon ka merham hai....leejiye aapke naam....

bahoot baithe hain is bazm main unke deedaar ke liye
Ek-intaha ho gayee hai, shaayad bhula diya hai is beemaar ko.  

Ninaah wrote...

Quote
HARSH THIS IS FOR YOU.......

ASHQON KO HUM CHUPA NA SAKE,
PUR DIL KA DARD BHI HUM DIKHA NA SAKE,
LAKH KOSHISH KI KISI KO BHULANE KI,
PUR CHAH KAR BHI USS BEWAFA KO BHULA NA SAKE........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #194 on: July 23, 2005, 07:57:01 AM »
Reply with quote
WOW......

Quote from: "Yoindian Ghunda"
IF I COULD BUILD A MOUNTAIN
YOU COULD CALL YOUR VERY OWN
A PLACE TO FIND SERENITY
A PLACE TO BE ALONE
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:10:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer