Zindagi ki Tanhaii....

by Ninaah on February 14, 2005, 07:35:33 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 14
ReplyPrint
Author  (Read 13582 times)
pandit
Guest
«Reply #30 on: March 05, 2005, 05:56:00 PM »
Reply with quote
meenaji,
dard ne hi diya hai saath abtak,
khushi ne kiya nahi wafa abtak.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tanhaii.. by mnajmi in Shayri-E-Dard
kabhi tanhaii mein. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~** YE MERI TANHAII ** ~~ by ALONE BAD in Shayri for Dard -e- Judai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Arifa
Guest
«Reply #31 on: March 05, 2005, 06:04:40 PM »
Reply with quote
wah wha ninaah ............ meena bilkul sahi kha


dard ki aag jab dil mein lagti hai
ye woh shola hai jo bhujaye na banti hai
jin ko hote hain khushi ke pal hasil
woh kiya jane is dard mein kitni aag hoti hai
Logged
pandit
Guest
«Reply #32 on: March 05, 2005, 06:13:52 PM »
Reply with quote
nice arifa...............
dard wo shola hai jo bujhane se dhadhakta hai,
judai me jaise dil milne ko machalta hai,
zindagi bhar rahe wo hamare paas,
yahi to dua karta hai khuda se.
Logged
tanzeela
Guest
«Reply #33 on: March 05, 2005, 09:52:25 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
PYAR MEIN JAAM KI NAHI,
ANKHON KI JAROORAT HOTI HAI,
KHAWABON KI MEHFIL KE SAATH,
HAQEEQAT KI JAROORAT HOTI HAI...



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
KHAWABON MEIN TO HUM DUNIYA KI SER KARTE HAIN,
KHAWABON MEIN HUM TOM CRUZE SE PYAAR KA IZHAAR KARTE HAIN,
KHAWABON SE HEE HAQEEQAT KO TAKKAT MILTI HAI,
AUR HAQEEQAT MEIN HUM USS BEWAFA SE PYAAR KARTE HAIN...

Quote from: "fakharenaveed"
KHWAB JO NAHIN DEKHTE HAIN
WOH BAS YUNHI REHTE HAIN
BEWAFA S PAYR BHI AJAB CHEEZ HAI
BIN PIYE KHUMAR BHI AJAB CHEEZ HAI



HAQIQTAIN JAB KADWAI HO JATI HAIN TU
ZINDGI S PHIR PRDA KRNA HI PADTA HAI
Logged
Meena
Guest
«Reply #34 on: March 06, 2005, 03:30:39 PM »
Reply with quote
Quote from: "pandit"
nice arifa...............
dard wo shola hai jo bujhane se dhadhakta hai,
judai me jaise dil milne ko machalta hai,
zindagi bhar rahe wo hamare paas,
yahi to dua karta hai khuda se.


tum dua kar lo Khuda se,
ke woh sada rahe tumare pas,
agar dua na kabul hui tumari,
bewafai ke kisse sunnane chale ana mere pas!  :D
Logged
pandit
Guest
«Reply #35 on: March 06, 2005, 03:33:07 PM »
Reply with quote
kissse sunane se zindagi to nahi gugaregi,
is k liye to kisi ki jarurat to jaroor hogi,
kya wo apne hisse ka pyaar pa sakege,
jisk liye wo sapney sazaye hogi.
Logged
Meena
Guest
«Reply #36 on: March 06, 2005, 03:36:46 PM »
Reply with quote
samajh hi nahin ayi  :?
Logged
pandit
Guest
«Reply #37 on: March 06, 2005, 03:37:49 PM »
Reply with quote
phir se padhiyea na..............
aise koi khaas cheez hi nahi hai aap k liye..........
Logged
Meena
Guest
«Reply #38 on: March 06, 2005, 03:52:55 PM »
Reply with quote
mujhe poora sher hi samajh me nahi naya ke kya kehna chahate ho usse  sad5  zara samjhayenge pls  sad5
Logged
Arifa
Guest
«Reply #39 on: March 06, 2005, 05:29:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "pandit"
nice arifa...............
dard wo shola hai jo bujhane se dhadhakta hai,
judai me jaise dil milne ko machalta hai,
zindagi bhar rahe wo hamare paas,
yahi to dua karta hai khuda se.


thanks pandit ji

jo paas rahe kar bhi humara na ho saka
dil ke dard ki dawa na bun saka
khuda se karte hain bas yehi dua
use woh mile jo hume na mil saka
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #40 on: March 07, 2005, 08:27:04 AM »
Reply with quote
THANKS NEHA.....

RAAHEIN HAI KAANTON BHARI,
PHIR BHI EK AASHA HAI,
WO JEEVAN BHI KYA JEEVAN HAI,
JISME NIRASHA HE NIRASHA HAI.....



Quote from: "Princess21"
WOw NICe..WOrk...Ninaah...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #41 on: March 07, 2005, 08:39:56 AM »
Reply with quote
THANKS FROM ALL OF US!!!!!!

REH REH KE SAPNE TERE,
APNI PALKON PE SAJAYA HAI,
SAARI SAARI RAAT BETHE TANHAYEEON MEIN,
WO TU HE HAI JISNE MUJHE JAGAYA HAI.......




Quote from: "Meena"
bohot ache dosto!!

 :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #42 on: March 07, 2005, 06:03:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "Arifa"
Quote from: "pandit"
nice arifa...............
dard wo shola hai jo bujhane se dhadhakta hai,
judai me jaise dil milne ko machalta hai,
zindagi bhar rahe wo hamare paas,
yahi to dua karta hai khuda se.


thanks pandit ji

jo paas rahe kar bhi humara na ho saka
dil ke dard ki dawa na bun saka
khuda se karte hain bas yehi dua
use woh mile jo hume na mil saka


duayen huemsha yuh karti raho,
Khuda ke aage sajda karti raho,
sunega woh teri bhi kabhi mere dost,
kabhi na toote aise aas karti raho!  :D
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #43 on: March 08, 2005, 12:00:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
THANKS NEHA.....

RAAHEIN HAI KAANTON BHARI,
PHIR BHI EK AASHA HAI,
WO JEEVAN BHI KYA JEEVAN HAI,
JISME NIRASHA HE NIRASHA HAI.....



Quote from: "Princess21"
WOw NICe..WOrk...Ninaah...


JEVAN TU AIK KHULI KITAAB HAI AAB AAP K SAMNEY
AAB TU KUCH CHUPA NAHIN HAI DOSTO AAP S
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #44 on: March 08, 2005, 12:02:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
THANKS FROM ALL OF US!!!!!!

REH REH KE SAPNE TERE,
APNI PALKON PE SAJAYA HAI,
SAARI SAARI RAAT BETHE TANHAYEEON MEIN,
WO TU HE HAI JISNE MUJHE JAGAYA HAI.......






TERE SAPNOON NEY TU SARI SARI RAAT JAGYA HAI
AAB TU MEIN NEY TUMHEIN HI BAS DIL MEIN BSYA HAI
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 14
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:09:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer