Zindagi ki Tanhaii....

by Ninaah on February 14, 2005, 07:35:33 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 14
ReplyPrint
Author  (Read 13585 times)
Ninaah
Guest
«Reply #45 on: March 08, 2005, 07:49:28 AM »
Reply with quote
HUM AAJ BHI TERI RAH MEIN,
NAZAREIN BICHAYE BETHE HAIN,
DEKH JARA HUMKO JO TERE INTZAAR MEIN,
KHUD KO JALAYE BETHE HAIN....


Quote from: "Meena"
bohot ache dosto!!

 :D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tanhaii.. by mnajmi in Shayri-E-Dard
kabhi tanhaii mein. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~** YE MERI TANHAII ** ~~ by ALONE BAD in Shayri for Dard -e- Judai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ninaah
Guest
«Reply #46 on: March 08, 2005, 07:51:19 AM »
Reply with quote
WELL SAID PANDIT.....

DARD HOTA HAI,
TABHI JEEYA JAATA HAI,
PYAR KO BHI,
ZEHAR KI TARAH PIYA JAATA HAI.....



Quote from: "pandit"
wah ninah.................
kya khaak maza tha jeene me,
jab dard nahi tha seene me.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #47 on: March 08, 2005, 07:53:05 AM »
Reply with quote
PYAR KE DARD MEIN,
TADAPNE MEIN KYA MAZA HAI,
YE TO EK BANDISH HAI,
AUR INTZAAR KI SAZA HAI....



Quote from: "Meena"
Quote from: "pandit"
wah ninah.................
kya khaak maza tha jeene me,
jab dard nahi tha seene me.


yuh na tadpe dard ke liye,
ke kushi tumse ruth kar chali jaye!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #48 on: March 08, 2005, 07:56:13 AM »
Reply with quote
PANDIT JI,

PYAR KI UMEED MEIN WAFA KO BHULAYA HAI,
ISSI BEWAFAYEE NE HUME JEENA SIKHAYA HAI....



Quote from: "pandit"
meenaji,
dard ne hi diya hai saath abtak,
khushi ne kiya nahi wafa abtak.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #49 on: March 08, 2005, 07:58:23 AM »
Reply with quote
YAH ARIFA YOU ARE RIGHT,

BEWAFAYEE KI AAG MEIN HUMNE,
RISHTON KO JALTE DEKHA HAI,
JO PYAR KA DAM BHARATE THE,
UNHE PAL MEIN BADALTE DEKHA HAI.....




Quote from: "Arifa"
wah wha ninaah ............ meena bilkul sahi kha


dard ki aag jab dil mein lagti hai
ye woh shola hai jo bhujaye na banti hai
jin ko hote hain khushi ke pal hasil
woh kiya jane is dard mein kitni aag hoti hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #50 on: March 08, 2005, 08:43:25 AM »
Reply with quote
GAR BEWAFAYEE NA HO ZINDAGI MEIN,
TO KAISE PATA CHALE KI PYAAR KYA HAI,
HAR TARAF SE IKRAAR MILE,
TO KAISE PATA CHALE KI INKAAR KYA HAI...




Quote from: "pandit"
nice arifa...............
dard wo shola hai jo bujhane se dhadhakta hai,
judai me jaise dil milne ko machalta hai,
zindagi bhar rahe wo hamare paas,
yahi to dua karta hai khuda se.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #51 on: March 08, 2005, 08:45:33 AM »
Reply with quote
HAQEEQAT BHALE HEE KADAWI HO,
PUR TAALON MEIN NAHI RAKHI JAATI,
AAP BHALE HEE LAKH CHUPANA CHAHO,
PUR SAAT PARDON SE BHI WO HAI DIKH JAATI....



Quote from: "tanzeela"
Quote from: "Ninaah"
PYAR MEIN JAAM KI NAHI,
ANKHON KI JAROORAT HOTI HAI,
KHAWABON KI MEHFIL KE SAATH,
HAQEEQAT KI JAROORAT HOTI HAI...



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
KHAWABON MEIN TO HUM DUNIYA KI SER KARTE HAIN,
KHAWABON MEIN HUM TOM CRUZE SE PYAAR KA IZHAAR KARTE HAIN,
KHAWABON SE HEE HAQEEQAT KO TAKKAT MILTI HAI,
AUR HAQEEQAT MEIN HUM USS BEWAFA SE PYAAR KARTE HAIN...

Quote from: "fakharenaveed"
KHWAB JO NAHIN DEKHTE HAIN
WOH BAS YUNHI REHTE HAIN
BEWAFA S PAYR BHI AJAB CHEEZ HAI
BIN PIYE KHUMAR BHI AJAB CHEEZ HAI



HAQIQTAIN JAB KADWAI HO JATI HAIN TU
ZINDGI S PHIR PRDA KRNA HI PADTA HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #52 on: March 09, 2005, 12:32:09 AM »
Reply with quote
PYAR KA PHOOL AJB KHILTA HAI DIL MEIN
TU USKI KHUSHBOO DOOR TAK JATI HAI



Quote from: "Ninaah"
HAQEEQAT BHALE HEE KADAWI HO,
PUR TAALON MEIN NAHI RAKHI JAATI,
AAP BHALE HEE LAKH CHUPANA CHAHO,
PUR SAAT PARDON SE BHI WO HAI DIKH JAATI....



Quote from: "tanzeela"
Quote from: "Ninaah"
PYAR MEIN JAAM KI NAHI,
ANKHON KI JAROORAT HOTI HAI,
KHAWABON KI MEHFIL KE SAATH,
HAQEEQAT KI JAROORAT HOTI HAI...



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
KHAWABON MEIN TO HUM DUNIYA KI SER KARTE HAIN,
KHAWABON MEIN HUM TOM CRUZE SE PYAAR KA IZHAAR KARTE HAIN,
KHAWABON SE HEE HAQEEQAT KO TAKKAT MILTI HAI,
AUR HAQEEQAT MEIN HUM USS BEWAFA SE PYAAR KARTE HAIN...

Quote from: "fakharenaveed"
KHWAB JO NAHIN DEKHTE HAIN
WOH BAS YUNHI REHTE HAIN
BEWAFA S PAYR BHI AJAB CHEEZ HAI
BIN PIYE KHUMAR BHI AJAB CHEEZ HAI



HAQIQTAIN JAB KADWAI HO JATI HAIN TU
ZINDGI S PHIR PRDA KRNA HI PADTA HAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #53 on: March 09, 2005, 05:44:16 AM »
Reply with quote
BEWAFAYEE MEIN TO KHUDA BHI SAATH NAHI DETA HAI,
WO BHI BEWAFAON KE SAATH MIL KAR HUMARA IMTIHAAN LETA HAI...



Quote from: "Meena"
Quote from: "pandit"
nice arifa...............
dard wo shola hai jo bujhane se dhadhakta hai,
judai me jaise dil milne ko machalta hai,
zindagi bhar rahe wo hamare paas,
yahi to dua karta hai khuda se.


tum dua kar lo Khuda se,
ke woh sada rahe tumare pas,
agar dua na kabul hui tumari,
bewafai ke kisse sunnane chale ana mere pas!  :D
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #54 on: March 09, 2005, 05:52:30 AM »
Reply with quote
IMTIHAAN TU WAFA MEIN BHI HZAR HOTEY HAIN
KUCH DIL IS MEIN HNSTE HAIN TU KUCH ROTEY HAIN


Quote from: "Ninaah"
BEWAFAYEE MEIN TO KHUDA BHI SAATH NAHI DETA HAI,
WO BHI BEWAFAON KE SAATH MIL KAR HUMARA IMTIHAAN LETA HAI...



Quote from: "Meena"
Quote from: "pandit"
nice arifa...............
dard wo shola hai jo bujhane se dhadhakta hai,
judai me jaise dil milne ko machalta hai,
zindagi bhar rahe wo hamare paas,
yahi to dua karta hai khuda se.


tum dua kar lo Khuda se,
ke woh sada rahe tumare pas,
agar dua na kabul hui tumari,
bewafai ke kisse sunnane chale ana mere pas!  :D
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #55 on: March 09, 2005, 06:04:46 AM »
Reply with quote

BHALE HE KISSON SE ZINDAGI NA GUJRE,
BHALE HE KISI KI JAROORAT HO ZINDAGI MEIN,
GAR APNE PE BHAROSA HAI INSAAN KO TO,
ROSHAN SI KISMAT HO ZINDAGI MEIN....



Quote from: "pandit"
kissse sunane se zindagi to nahi gugaregi,
is k liye to kisi ki jarurat to jaroor hogi,
kya wo apne hisse ka pyaar pa sakege,
jisk liye wo sapney sazaye hogi.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #56 on: March 09, 2005, 06:07:45 AM »
Reply with quote
KISMAT NEY KAB HAMESHA SAATH DIYA HAI ZINDGI KA
GAR SAATHD ETI TU 4 PAL HUM BHI KHUSHI S GUZAR LETE


**************************************************
YOU ARE SUPERB NINI


Quote from: "Ninaah"

BHALE HE KISSON SE ZINDAGI NA GUJRE,
BHALE HE KISI KI JAROORAT HO ZINDAGI MEIN,
GAR APNE PE BHAROSA HAI INSAAN KO TO,
ROSHAN SI KISMAT HO ZINDAGI MEIN....



Quote from: "pandit"
kissse sunane se zindagi to nahi gugaregi,
is k liye to kisi ki jarurat to jaroor hogi,
kya wo apne hisse ka pyaar pa sakege,
jisk liye wo sapney sazaye hogi.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #57 on: March 09, 2005, 06:09:00 AM »
Reply with quote
DUAON KE ASAR SE ZINDAGI KHILTI HAI,
ISILIYE USS KHUDA SE HUME BHI KHUSHIYAN MILTI HAI,
BHALE HE HUME WO NA MILE ZINDAGI MEIN,
PUR UNN YAADON SE SAPNON KO HAWA MILTI HAI....




Quote from: "Arifa"
Quote from: "pandit"
nice arifa...............
dard wo shola hai jo bujhane se dhadhakta hai,
judai me jaise dil milne ko machalta hai,
zindagi bhar rahe wo hamare paas,
yahi to dua karta hai khuda se.


thanks pandit ji

jo paas rahe kar bhi humara na ho saka
dil ke dard ki dawa na bun saka
khuda se karte hain bas yehi dua
use woh mile jo hume na mil saka
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #58 on: March 09, 2005, 06:12:27 AM »
Reply with quote
SAPNOON MEIN TU KOI ROZ AJATA HAI
WOH TU DUAON PE BHI CHA JATA HAI
NA JANE KYUN US KO BHULA NAHIN PATA
WOH MERI ZINDGI HI BAN K AJATA HAI


Quote from: "Ninaah"
DUAON KE ASAR SE ZINDAGI KHILTI HAI,
ISILIYE USS KHUDA SE HUME BHI KHUSHIYAN MILTI HAI,
BHALE HE HUME WO NA MILE ZINDAGI MEIN,
PUR UNN YAADON SE SAPNON KO HAWA MILTI HAI....




Quote from: "Arifa"
Quote from: "pandit"
nice arifa...............
dard wo shola hai jo bujhane se dhadhakta hai,
judai me jaise dil milne ko machalta hai,
zindagi bhar rahe wo hamare paas,
yahi to dua karta hai khuda se.


thanks pandit ji

jo paas rahe kar bhi humara na ho saka
dil ke dard ki dawa na bun saka
khuda se karte hain bas yehi dua
use woh mile jo hume na mil saka
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #59 on: March 09, 2005, 06:20:27 AM »
Reply with quote
PYAR KA PHOOL HAR JAGAH NAHI KHILTA,
AISA PHOOL HAR JAGAH NAHI MILTA...


Quote from: "fakharenaveed"
PYAR KA PHOOL AJB KHILTA HAI DIL MEIN
TU USKI KHUSHBOO DOOR TAK JATI HAI



Quote from: "Ninaah"
HAQEEQAT BHALE HEE KADAWI HO,
PUR TAALON MEIN NAHI RAKHI JAATI,
AAP BHALE HEE LAKH CHUPANA CHAHO,
PUR SAAT PARDON SE BHI WO HAI DIKH JAATI....



Quote from: "tanzeela"
Quote from: "Ninaah"
PYAR MEIN JAAM KI NAHI,
ANKHON KI JAROORAT HOTI HAI,
KHAWABON KI MEHFIL KE SAATH,
HAQEEQAT KI JAROORAT HOTI HAI...



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
KHAWABON MEIN TO HUM DUNIYA KI SER KARTE HAIN,
KHAWABON MEIN HUM TOM CRUZE SE PYAAR KA IZHAAR KARTE HAIN,
KHAWABON SE HEE HAQEEQAT KO TAKKAT MILTI HAI,
AUR HAQEEQAT MEIN HUM USS BEWAFA SE PYAAR KARTE HAIN...

Quote from: "fakharenaveed"
KHWAB JO NAHIN DEKHTE HAIN
WOH BAS YUNHI REHTE HAIN
BEWAFA S PAYR BHI AJAB CHEEZ HAI
BIN PIYE KHUMAR BHI AJAB CHEEZ HAI



HAQIQTAIN JAB KADWAI HO JATI HAIN TU
ZINDGI S PHIR PRDA KRNA HI PADTA HAI
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 14
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:47:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer