manjum
Guest
|
aa jao..
so rahe hoge.. gum hoge kisi ke khwabon main... khabar bhi na hogi tumhe.. koi baitha hai palke bichhaye tumheri rahon main... ki jago... aao aajao... ab to aa hi jao.. baki jo hain.. kuchh sanse.. thodi dhadkane.. pata nahin kb.. sath chhod degi... is raste par shayad.. fir tumhe meri khaq bhi na milegi... aa jao... ab to aa jao...
manju "mann"
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #1 on: April 19, 2011, 04:27:35 AM » |
|
wah ji… likha to acha hai aapne… lekin… khumaar e ishq me dard ko milaana thk nai… judai me dard jamta hai… khumaar me to srf masti aur mohbt honi chahiye… daad dil se aur dua ki aapki palken jhapakne se pahle aapka intzaar khatam ho jaaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #2 on: April 19, 2011, 04:30:58 AM » |
|
kisi sach ka ehsas jo boht khoob pesh kiya aPni si lagi yeh sachai very good
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #3 on: April 19, 2011, 04:40:26 AM » |
|
bahut bahut shukriya kbji....
aapne thik kaha... ki isme bhi judai ka dard hai.. par khumare ishq main islie dia ki ishq ka khumar hai tabhi intzar hai..... par shayad aap thik kahte hain...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 19, 2011, 04:41:57 AM » |
|
bahut ahut shukriya saahilji...
sath rahie....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #5 on: April 19, 2011, 07:02:03 AM » |
|
aa jao..
so rahe hoge.. gum hoge kisi ke khwabon main... khabar bhi na hogi tumhe.. koi baitha hai palke bichhaye tumheri rahon main... ki jago... aao aajao... ab to aa hi jao.. baki jo hain.. kuchh sanse.. thodi dhadkane.. pata nahin kb.. sath chhod degi... is raste par shayad.. fir tumhe meri khaq bhi na milegi... aa jao... ab to aa jao...
manju "mann"
WAH WAH WAH KYA AJIZI HAI , KYA DARD HAI. BAHUT KHOOB
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #6 on: April 19, 2011, 07:58:39 AM » |
|
bahut bahut shukriya khamoshji..... yun hi sath rahie.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #8 on: April 19, 2011, 08:39:03 AM » |
|
bahut bahut shukriya khwaishji....
sath rahieyega sada...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #9 on: April 19, 2011, 09:14:44 AM » |
|
lo aa gaye… soye the palke moonde gum the tumhare hi khabo me ke ab jaag gaye haseen tumare chehre ke deedaar ko aa gaye…
ke ab kyn roothi ho… kuch der hui manta hu sanam ke maan bhi jaao ab tum bhi to aa jao aa hi jao ab thoda aur…… etbaar kar lo bas ek baar hi apni baaho me fir se bhar lo na jaa saku kahi ab ke mujhe tum sanam dil me apne tum qaid kar ko…… tere deed ko ab palken bichaye tars rahe hum ab tumhari in raaho me…… ke jaan ab tum bhi aa jao aa hi jao… lo hum to aa gaye snam ab tum b to aa jao…
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #10 on: April 19, 2011, 09:23:49 AM » |
|
kbji.... jaisi rachna hamne likhi wesi har rachna esa hi jawab chahti hai.... shukriya aapka....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #11 on: April 19, 2011, 09:26:58 AM » |
|
thanq thanq ji… aapse seekh rhe hain bas… wese hum to esa reply bht pehle dia karte the… ab to bhul chuke hain ab fir se seekh rhe hain sukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #12 on: April 19, 2011, 10:34:06 AM » |
|
lo aa gaye… soye the palke moonde gum the tumhare hi khabo me ke ab jaag gaye haseen tumare chehre ke deedaar ko aa gaye…
ke ab kyn roothi ho… kuch der hui manta hu sanam ke maan bhi jaao ab tum bhi to aa jao aa hi jao ab thoda aur…… etbaar kar lo bas ek baar hi apni baaho me fir se bhar lo na jaa saku kahi ab ke mujhe tum sanam dil me apne tum qaid kar ko…… tere deed ko ab palken bichaye tars rahe hum ab tumhari in raaho me…… ke jaan ab tum bhi aa jao aa hi jao… lo hum to aa gaye snam ab tum b to aa jao…
kya jaawab hai ustaad puraa kill kar diya dost
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #13 on: April 19, 2011, 10:34:58 AM » |
|
aa jao..
so rahe hoge.. gum hoge kisi ke khwabon main... khabar bhi na hogi tumhe.. koi baitha hai palke bichhaye tumheri rahon main... ki jago... aao aajao... ab to aa hi jao.. baki jo hain.. kuchh sanse.. thodi dhadkane.. pata nahin kb.. sath chhod degi... is raste par shayad.. fir tumhe meri khaq bhi na milegi... aa jao... ab to aa jao...
manju "mann"
bahut umdaaaaaaaaa manjum ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #14 on: April 19, 2011, 11:55:33 AM » |
|
bahut bahut shukriya adilji.........
sath rahie.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|