ahmad_rd
Guest
|
«Reply #30 on: February 28, 2006, 08:00:34 AM » |
|
sukriya Suraiyah, good anjani_si bohet khoob.
bekhud ker diya hai teri chahet ne ye kia jadu ker diya teri suNget ne
her ruNng beruNng lagta hai mujh ko aisa ruNng bher diya teri mohabet ne
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #31 on: February 28, 2006, 10:11:15 PM » |
|
teri mohabbat ne mujhe majboor kia hai teri isse deewanagi ne mujhe bi ghayal kia hai teri isse pagalpan ne mujhe yakeen dalaya hai tera isse kasam ne mera pyar ko mazboot kia hai!!!
ahmad again nice!!!keep writting
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ahmad_rd
Guest
|
|
«Reply #32 on: March 01, 2006, 08:27:06 AM » |
|
teri mohabbat ne mujhe majboor kia hai teri isse deewanagi ne mujhe bi ghayal kia hai teri isse pagalpan ne mujhe yakeen dalaya hai tera isse kasam ne mera pyar ko mazboot kia hai!!!
ahmad again nice!!!keep writting thanks anjani_si,bohet achha! anjani rahoN maiN pagli dewani si miltee hai akser ik larki anjani si khumar-e-ishq main woh ik rut suhani si ker jati hai baat paryoN ki kahani si
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #33 on: March 01, 2006, 10:28:43 PM » |
|
teri mohabbat ne mujhe majboor kia hai teri isse deewanagi ne mujhe bi ghayal kia hai teri isse pagalpan ne mujhe yakeen dalaya hai tera isse kasam ne mera pyar ko mazboot kia hai!!!
ahmad again nice!!!keep writting thanks anjani_si,bohet achha! anjani rahoN maiN pagli dewani si miltee hai akser ik larki anjani si khumar-e-ishq main woh ik rut suhani si ker jati hai baat paryoN ki kahani si wow rely nice... hai aik pagala sa kar deta hai sab ko ghayal sa uski shayari mein hai aik nasha sa jo kar jata hai sabko deewana sa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ahmad_rd
Guest
|
|
«Reply #34 on: March 07, 2006, 10:50:17 AM » |
|
shokh-o-chunchal ik haseeN shararet mahsoos ker raha hooN barf si hararet keh geya hooN teri chahet maiN sub suno muaaf ker dena laboN ki jesaret
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
|
«Reply #35 on: March 07, 2006, 10:52:36 AM » |
|
wow ahmed ji bahut khoob!!
woh apni rah par se laut chale aate magar humne unhe kabhi pukara hi nahi woh chehra hamara dekh ke rukh jaate lekin hum ne chehra apna dekhaya hi nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #36 on: March 07, 2006, 04:11:44 PM » |
|
shokh-o-chunchal ik haseeN shararet mahsoos ker raha hooN barf si hararet keh geya hooN teri chahet maiN sub suno muaaf ker dena laboN ki jesaret wah kaya baat hai, kaya shokhi hai, kaya andaaz hai... bahoot khoob!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #37 on: March 08, 2006, 12:20:13 AM » |
|
laboon ghustaki hai ki unhe saza tu mila gi hamara dil ne aik ghalati hai ki usse bi saza mila gi par ghalati dil ki itni he hai ke usne tumse pyar kia aur itni he ghustakhi laboon ne ki jo dil ke baat bayain ki
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ahmad_rd
Guest
|
|
«Reply #38 on: March 08, 2006, 11:04:48 AM » |
|
shokh-o-chunchal ik haseeN shararet mahsoos ker raha hooN barf si hararet keh geya hooN teri chahet maiN sub suno muaaf ker dena laboN ki jesaret wah kaya baat hai, kaya shokhi hai, kaya andaaz hai... bahoot khoob!!!! thanks pooja ji............... tu ne piyar se baat jo ki tu baat bani warna pehley tu aisi koee baat na thi shokh hai chand teri be-hajabi per warna pehley tu aisi haseeN raat na thi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ahmad_rd
Guest
|
|
«Reply #39 on: March 08, 2006, 11:22:46 AM » |
|
laboon ghustaki hai ki unhe saza tu mila gi hamara dil ne aik ghalati hai ki usse bi saza mila gi par ghalati dil ki itni he hai ke usne tumse pyar kia aur itni he ghustakhi laboon ne ki jo dil ke baat bayain ki hazir hooN her saza keliye dare na kijey khuda keliye qurbaan hai meri zindgani faqutt aap ki ik ada keliye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
|
«Reply #40 on: March 08, 2006, 01:48:54 PM » |
|
har ada khayal kare hume har lafz ghayal kare hume na jaane kya woh sonch baithe hai har guzarta lamha mayoos kare hume
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ahmad_rd
Guest
|
|
«Reply #41 on: March 11, 2006, 03:50:35 PM » |
|
sochtaiN haiN keh tum bin jiyeN hum kaise ye judai keh talkh ghont piyeN hum kaise oon guzre hooey lamhaat ke haseeN zakham tu he bata haal-e-preshaN siyeN hum kaise
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
|
«Reply #42 on: March 12, 2006, 01:13:50 PM » |
|
jaane kounsa woh lamha tha jab nazar nazar se mili dil hogaya paraya aur .........zindagi zindagi se mil
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ahmad_rd
Guest
|
|
«Reply #43 on: March 15, 2006, 12:19:55 PM » |
|
chahetoN ki jo barish hai mujh per teri nwazish hai
nazr mila ke dil churana mere qatel ki sazish hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
|
«Reply #44 on: March 16, 2006, 05:33:30 AM » |
|
are wah!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|