AAPKE CHEHRE KO DIN RAAT PADHA KARTE HAIN

by waquif ansari on March 22, 2010, 10:24:01 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2585 times)
waquif ansari
Guest
«Reply #15 on: March 23, 2010, 10:05:13 AM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Bahut bahut shukriya Mr Suresh Sangwan Ji! Isi tarah hausla-afzaayee karte rahiye.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Raat din ghar me raha karte the by Dewana_Badal in Shayri-E-Dard
Darte hain kyunki tujhe pyar karte hain by Ricky in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
*@*Tere haseeN chehre meiN aesa rubaab haiN..."Ek Nazm& by Paigam_A_Ishq in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aaj Hain Hum, Kal Naye Chehre Honge...(Shihab) by majid in Miscellaneous Shayri
Usi Chehre Ko Har Chehre MeiN Dhundhe HaiN.... by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals
waquif ansari
Guest
«Reply #16 on: March 23, 2010, 10:07:01 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley  Applause  icon_thumleft
Shukriya thinkhattk ji! Is andaaz-e-takallum ka bhi jawaab nahiN. Thanks a lot for your nice gesture.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #17 on: March 23, 2010, 10:08:32 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob wah wah
limra ji! aapka bahut bahut shukriya. Isi tarah khaaksaar ko yaad karte raha kijiye.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #18 on: March 23, 2010, 10:09:55 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Waquif Ji
Thank you very much Celmira Ji. Isi tarah apni nawazisoN se nawaazte rahiye.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #19 on: March 23, 2010, 10:13:04 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause


Aapke kalaam ko hum baar baar padha karte hain
Koi likhe hamare liye,Man-he-man socha karte  hain

Bahut bahut shukriya KOYAL 46 JI! Jis andaaz se aapne ghazal ki tareef ki hai woh bahut qaabil-e-qadr hai aur saath saath apni khoobsurat tahreer se bhi nawaaza, is k liye maiN aikbaar phir se aapka shukriya ada karta hooN.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #20 on: March 23, 2010, 10:16:57 AM »
Reply with quote
Wah..Wah..bahut hi umda ghazal Ansari Sahab..aur kuchh nahin apni tamanna ko haqeer se alfazon mein aapko samarpit karta hun..

Toottey falak ke taaroN se kaha kartey haiN
Aapke bazm mein Aane ki duva kartey haiN..

Wah wah wah kin alfaazoN meiN aapka shukriya ada karooN. Aapne apni tahreeroN se jis andaaz se paziraayee ki hai use paDhkar dil josh se bhar gaya. Aapne ghazal ki munaasibat se jo sher likha hai woh to aur bhi qaabil-e-qadr hai. Isi tarah duaaoN meiN yaad rakhiye aur apni khoobsurat tahreeroN se nawaazte rahiye.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #21 on: March 23, 2010, 10:19:05 AM »
Reply with quote
Bahut Khub Waquif Sahab
Bahut Hi Shandar Ghazal Nazar Ki Hai Aapne.
Aagaz Se Anjaam Tak Behtarin Ashaar Rahe...
Waqaiy Me3n Tabiyat Mast Ho Gayi Parhke...

Bahut Khub Janab.... Applause Applause Applause

Khush Rahiye...

~Shihab`

Shihab Ji! Aapne jis andaaz se ghazal ki tareef ki hai, ye tarze-tahreer mere liye bahut anmol hai. Isi tarah apni nawaazisoN se nawaazte rahiye.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #22 on: March 23, 2010, 10:20:41 AM »
Reply with quote
Wah wah Ansari ji,bahut khoobsurat gazal likha aapne.great work.bahut achi lagi aapke ye gazal.excellent Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut bahut shukriya madhuwesh ji! Isi tarah hausla-afzaai karte rahiye.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #23 on: March 23, 2010, 10:21:43 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Ansari Ji
Bahut bahut shukriya Rajesh Harish Ji! Isi tarah hausla dete rahiye.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #24 on: March 25, 2010, 03:59:41 PM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai aapne Ansari ji... bahut khoob likha hai...!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #25 on: March 26, 2010, 11:51:54 AM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai aapne Ansari ji... bahut khoob likha hai...!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
klaskar ji, aapka bahut bahut shukriya aapne apne khoobsurat alfaazoN se ghazal ki taareef ki. Thanks again.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #26 on: March 29, 2010, 10:39:37 AM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai aapne Ansari ji... bahut khoob likha hai...!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Thank you for your valuation comments.
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #27 on: March 29, 2010, 10:47:29 AM »
Reply with quote
Thanks a lot WA-ji....

Bahut bahut shukriya KOYAL 46 JI! Jis andaaz se aapne ghazal ki tareef ki hai woh bahut qaabil-e-qadr hai aur saath saath apni khoobsurat tahreer se bhi nawaaza, is k liye maiN aikbaar phir se aapka shukriya ada karta hooN.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #28 on: July 15, 2010, 12:02:23 PM »
Reply with quote
Mohtarma KOYAL Sahiba! Aadaab!

Is meiN thanks ki koi baat nahiN hai. Aap se darkhwast hai k aap apni nawaazisoN se hameiN nawaazti raheNgi.

(Waquif Ansari)

Thanks a lot WA-ji....

Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #29 on: July 15, 2010, 12:09:29 PM »
Reply with quote
your creations are always welcome.....so are our comments...

Mohtarma KOYAL Sahiba! Aadaab!

Is meiN thanks ki koi baat nahiN hai. Aap se darkhwast hai k aap apni nawaazisoN se hameiN nawaazti raheNgi.

(Waquif Ansari)

Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:54:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer