~~~Ab Jaan Ban Gaye Ho ~~~

by Pooja on April 08, 2009, 08:00:58 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2078 times)
Pooja
Guest
Reply with quote
Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho

Pata na chale waqat ka, meri Subah-O-Sham ban gaye ho
Kadakti dhoop thi zindagi, ek thundi chaw ban gaye ho

De gaye ansoo jo kabhi hua karte the apno main
Tham kar ajj hath mera, meri muskaan ban gaye ho

Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho….
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jaan by dunish in Shayri for Khumar -e- Ishq
jaan by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
DUR JAANE-JAAN HO GAYE by jannatjahan in Shayeri for Dard -e- Bewafai
jaan to pyare jado chad gaye by mandeepsingh in Pain in Love : Punjabi poetry
Mohabbat Ki Jaan Ban Gaye Hum...!!..Miru by Miru;;;; in Shayri for Khumar -e- Ishq
Roja
Guest
«Reply #1 on: April 09, 2009, 02:56:43 AM »
Reply with quote
Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho

Pata na chale waqat ka, meri Subah-O-Sham ban gaye ho
Kadakti dhoop thi zindagi, ek thundi chaw ban gaye ho

De gaye ansoo jo kabhi hua karte the apno main
Tham kar ajj hath mera, meri muskaan ban gaye ho

Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho….


Aaahaaa... pehla do line padkar aap meri Jaan ban gayi ho...  Usual Smile reply karne ko dil kar raha hai.. but waqt ki kami hai...



Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: April 09, 2009, 04:08:32 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Pooja..
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #3 on: April 09, 2009, 06:14:59 AM »
Reply with quote
Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho

Pata na chale waqat ka, meri Subah-O-Sham ban gaye ho
Kadakti dhoop thi zindagi, ek thundi chaw ban gaye ho

De gaye ansoo jo kabhi hua karte the apno main
Tham kar ajj hath mera, meri muskaan ban gaye ho

Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho….


So sweet Pooja di.. bahoot hi pyara likha hai aapne.
Logged
karndhar
Guest
«Reply #4 on: April 09, 2009, 07:27:22 AM »
Reply with quote
Very sweet poem, Pooja Ji !!!!!!!
Logged
k.shael
Guest
«Reply #5 on: April 09, 2009, 08:21:03 AM »
Reply with quote
 Applause  Applause  Applause
Bahut Hi Pyaar Se Aur Bahut Hi Pyara Likha hai Didi icon_flower,

Shally.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 09, 2009, 02:21:10 PM »
Reply with quote
Nice One Pooja Sis,. Har baar Ki taraah,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: April 09, 2009, 03:41:28 PM »
Reply with quote
Aaahaaa... pehla do line padkar aap meri Jaan ban gayi ho...  Usual Smile reply karne ko dil kar raha hai.. but waqt ki kami hai...





Thanks Roja!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: April 09, 2009, 03:43:13 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Pooja..

Thanks Sajid!!!

So sweet Pooja di.. bahoot hi pyara likha hai aapne.

Thanks you so much Sophi!!

Very sweet poem, Pooja Ji !!!!!!!

Shukaria karndhar ji!!

Applause  Applause  Applause
Bahut Hi Pyaar Se Aur Bahut Hi Pyara Likha hai Didi icon_flower,

Shally.




Thanks Shally!!


Nice One Pooja Sis,. Har baar Ki taraah,.


Thanks Lil bro!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: April 09, 2009, 03:57:37 PM »
Reply with quote
Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho

Pata na chale waqat ka, meri Subah-O-Sham ban gaye ho
Kadakti dhoop thi zindagi, ek thundi chaw ban gaye ho

De gaye ansoo jo kabhi hua karte the apno main
Tham kar ajj hath mera, meri muskaan ban gaye ho

Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho….


Kya baat hai Pooja Applause Applause Applause

Aajkal aapko Khumar-e-Ishq main padhna achcha lagta hai... !
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: April 09, 2009, 04:04:09 PM »
Reply with quote
Thanks Celmira.... jahan acha sath mil jaaye likhne ko... waha kalam chal padti hai!!!
Logged
angel4u
Guest
«Reply #11 on: April 09, 2009, 04:50:28 PM »
Reply with quote
Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho

Pata na chale waqat ka, meri Subah-O-Sham ban gaye ho
Kadakti dhoop thi zindagi, ek thundi chaw ban gaye ho

De gaye ansoo jo kabhi hua karte the apno main
Tham kar ajj hath mera, meri muskaan ban gaye ho

Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho….


Bahut hi khoobsurat Pooja Di..

Ek chhoti si koshish kar rahi hoon..


Meri zindagi mein rahe hamesha shaamil se hi ajnabiyon ki tarah,
pata na tha ke itne kareeb aaoge, ke mujhme hi sama gaye ho tum,

kuch dardki badliyaan kuch ashqonki barsaat kuch dinose hai lapata,
dilke aasman pe chha ke mere mausamon ki jaan ban gaye ho tum...
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #12 on: April 09, 2009, 05:19:54 PM »
Reply with quote
Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho

Pata na chale waqat ka, meri Subah-O-Sham ban gaye ho
Kadakti dhoop thi zindagi, ek thundi chaw ban gaye ho

De gaye ansoo jo kabhi hua karte the apno main
Tham kar ajj hath mera, meri muskaan ban gaye ho

Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho….


Oye Hoye.. Kya Kya Bana diya aapne Apne Dilbar Ko.. Hahahahaha
Bahut Accha Likha Hai Humesha Ki Tarah..!! Applause Applause


Kis Tarah Aaun Tu Bata, Tujhse Milne Main Sanam,
Dil Hai Mera Pareshan Behad, Teri Jaan Ki Qasam...

Aankhen Bhi ab To, Tere Deedar Ki Tamannaai Hain,
Intzaar Nahi Ab Hota Zaalim, Teri Jaan Ki Qasam....

Ho Kuch Aisa, Tu Mujhme Aur Main Tujhme Sama Jaun,
Bas Main Aur Tu Ban Jayen Hum, Teri Jaan Ki Qasam..!!


**~** Mann **~**


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: April 10, 2009, 10:54:40 AM »
Reply with quote
Nice One Huzaina Sis, And Mann Ji,.
Logged
diya786
Guest
«Reply #14 on: April 10, 2009, 11:25:51 AM »
Reply with quote
Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho

Pata na chale waqat ka, meri Subah-O-Sham ban gaye ho
Kadakti dhoop thi zindagi, ek thundi chaw ban gaye ho

De gaye ansoo jo kabhi hua karte the apno main
Tham kar ajj hath mera, meri muskaan ban gaye ho

Ruki hue zindagi ki patwaar ban gaye ho
Pahle bane hum, phir humdum, ab jaan ban gaye ho….


Bahut khoob Pooja di
kamaal likha hai aapne
Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:31:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer