Abhi woh hain, Dil ki aarzoo to kya,-----Ek din.....

by KaMaL on December 06, 2004, 05:24:29 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2365 times)
lovebites
Guest
«Reply #15 on: December 15, 2004, 11:28:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "KaMaL"
*****
Kehta hai mera mann, tum nere ho
Kehti hai meri dhadkan, tum mere ho

Kehta hai ambar, kehta hai kaala baadal
Tum ho sabse sundar,  tum ho sabse chanchal
Kehta hai ye sama, tum mere ho

Kehti hai chaai ghata, kehti hai behti nadiyan
Tum ho thandi hawa, tum ho chamakta chandrma
Kehta hai ye gagan, tum mere ho

Kehta hai chalakta samundar, Kehto hai koyal kookti
Tum ho mere dilbar, tum ho meri har khushi
Kehta hai khilta "KaMaL", tum mere ho
*****


bohat achey............!
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #16 on: December 15, 2004, 02:47:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "lovebites"
Quote from: "KaMaL"
*****
Kehta hai mera mann, tum nere ho
Kehti hai meri dhadkan, tum mere ho

Kehta hai ambar, kehta hai kaala baadal
Tum ho sabse sundar,  tum ho sabse chanchal
Kehta hai ye sama, tum mere ho

Kehti hai chaai ghata, kehti hai behti nadiyan
Tum ho thandi hawa, tum ho chamakta chandrma
Kehta hai ye gagan, tum mere ho

Kehta hai chalakta samundar, Kehto hai koyal kookti
Tum ho mere dilbar, tum ho meri har khushi
Kehta hai khilta "KaMaL", tum mere ho
*****






bohat achey............!


Thanks  Might......U tooo......
Logged
lovebites
Guest
«Reply #17 on: December 15, 2004, 03:00:06 PM »
Reply with quote
ur welcomw Kamal.................!


kisi ko dekhon to mathey pe mah-o-saal milein
kahen bikharti hoi dhool mein sawal milein
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #18 on: December 16, 2004, 10:16:25 AM »
Reply with quote
Very Nice kamal ji!
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #19 on: December 16, 2004, 10:59:46 AM »
Reply with quote
Thanks Arun ji
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #20 on: December 16, 2004, 11:26:57 AM »
Reply with quote
Usual Smile
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #21 on: December 17, 2004, 02:02:09 AM »
Reply with quote
Quote from: "myheart_ursonly"
kamal ye muskan kaun hai  :?:


****************
Ha ha...

Well ab tum sab mere dost ho, To main bata hi deta hoon...


Log jise KHUDA kehte hain, hum MUSKAAN kehte hain
MUSKAAN humaari AARZOO hai, hum use apni JAAN kehte hain
TAAREEF karoon to woh aise hai, jaisa ki uska NAAM hai
Aur bole to kewal HUM nahin, Mr. CHAAND bhi usko CHAAND kehte hain

***************
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #22 on: December 17, 2004, 04:59:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "KaMaL"
Quote from: "myheart_ursonly"
kamal ye muskan kaun hai  :?:


****************
Ha ha...

Well ab tum sab mere dost ho, To main bata hi deta hoon...


Log jise KHUDA kehte hain, hum MUSKAAN kehte hain
MUSKAAN humaari AARZOO hai, hum use apni JAAN kehte hain
TAAREEF karoon to woh aise hai, jaisa ki uska NAAM hai
Aur bole to kewal HUM nahin, Mr. CHAND bhi usko CHAND kehte hain

***************



ab ye mr. chand kaun hain?  :?:
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #23 on: December 17, 2004, 09:15:56 AM »
Reply with quote
:D  Usual Smile  :lol:
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #24 on: December 17, 2004, 02:15:39 PM »
Reply with quote
Quote from: "myheart_ursonly"
Quote from: "KaMaL"
Quote from: "myheart_ursonly"
kamal ye muskan kaun hai  :?:


****************
Ha ha...

Well ab tum sab mere dost ho, To main bata hi deta hoon...


Log jise KHUDA kehte hain, hum MUSKAAN kehte hain
MUSKAAN humaari AARZOO hai, hum use apni JAAN kehte hain
TAAREEF karoon to woh aise hai, jaisa ki uska NAAM hai
Aur bole to kewal HUM nahin, Mr. CHAAND bhi usko CHAAND kehte hain

***************






ab ye mr. chand kaun hain?  :?:


Arre bhai...Mr. CHAAAAAAAND ko nahin jaante..
Hello suno,,,arre sab suno....ye Heart ji Mr. CHAAND ko nahin jaante...


Mr. CHAAND yaar wpne CHANDRMA ji..jiski khoobsurti se sab tulna  karte hain.......
CHAAND jo humein chaandni deta hai...

Ab to jaan gaye na....

He he...
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #25 on: December 17, 2004, 04:27:25 PM »
Reply with quote
:D
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #26 on: December 23, 2004, 01:14:42 AM »
Reply with quote
********************************
Ho na ho tum woh hi ho
Jiska dhundla sa chehra, main
Ab tak, dekhta aaya hoon, jaagte sote

Ho na ho tum woh hi ho
Jo bulaati hai mujhko, aawaaj de kar
Apne paas, Humesha ke liye

Ho na ho tum woh hi ho
Jiski khushboo se, mehak jata hai
Saara aalam, saari ghata

Ho na ho tum woh hi ho
Jiski aankhon se, behta hai
Dariya mai ka

Ho na ho tum woh hi ho
Jo MUSKURAATI hai to, Jeewan ka
Ahsaas hota hai

Ho na ho tum woh hi ho
Jiske honth hain, bilkul "KaMaL"
Ki pattiyon ke jaise

********************************
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #27 on: December 23, 2004, 06:32:33 PM »
Reply with quote
Very Nice!! Waaaah!
Logged
Namkeen
Guest
«Reply #28 on: December 23, 2004, 07:12:20 PM »
Reply with quote
Lehron mein Dubte rahe dariya na mila.....
usase bichad kar bhi dekha per koi vesa na mila.....
kuch log thodi der ke liye acche lage....
magar jisse bichad ke dekha koi vesa na mila...
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #29 on: December 23, 2004, 07:26:49 PM »
Reply with quote
Wah Ji !! Khoob!!!Nice!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 06:35:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer