AE DIL TU MAHOBAAT

by sandhaya on April 29, 2005, 11:31:21 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 37
ReplyPrint
Author  (Read 29822 times)
sandhaya
Guest
Reply with quote
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai
jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai

jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke
vo aankhon ke raste nikalta kyun hai
Ae dil tu..........................

main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo
tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai
Ae dil tu..........................

main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse
phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai
Ae dil tu..........................

vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi
kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai
Ae dil tu..........................

Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto
kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko
phir reh reh ke sambalta kyun hai
Ae dil tu..........................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai by shami in Shayri for Dard -e- Judai
~ ~ Ek mahobaat.... by thinkhattk in Share:Love Poetry « 1 2  All »
~ * MAHOBAAT * ~ I M BACK _DeV by thinkhattk in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~ * Tu bhi to MAHOBAAT karke dekh * ~_DeV by thinkhattk in Shayri-E-Dard
Mahobaat Ajnabi Si Ho Rahi Hai by FARE in Share Video
HumTum
Guest
«Reply #1 on: April 29, 2005, 11:32:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai
jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai

jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke
vo aankhon ke raste nikalta kyun hai
Ae dil tu..........................

main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo
tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai
Ae dil tu..........................

main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse
phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai
Ae dil tu..........................

vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi
kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai
Ae dil tu..........................

Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto
kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko
phir reh reh ke sambalta kyun hai
Ae dil tu..........................

Sandhaya  :thumb: :thumb: :thumb: :thumb:

Raham karna Muqaddar ki fitrat me nahi hai
Jaanta hun kushiya meri kismat me nahi hai
Ek bahraham zindagi hai, ek zakhmi ruhu hai
Ek haara hua shaks hun magar jeene ki aarzoo hai..
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #2 on: April 29, 2005, 11:40:32 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"

sukhriya humtum ji thanks acha laga aapko sabse pehle reply karte dekh bahut acha laga thank u very much

kisiki bewaffa ki yaad main khudko tum bhulate kyun ho
jo tum chahte ho jina humtum tuh dil ko lagate kyun ho
Logged
HumTum
Guest
«Reply #3 on: April 29, 2005, 11:43:57 AM »
Reply with quote
bahot khoob !!! Sandhaya ji....

kabhi dil lgaye nhi jatey kuchcha-e-jhaaN mein "HumTum"
yeh to woh nidamat hai kudha ki jo milti hai bin mangey
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #4 on: April 29, 2005, 11:53:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
bahot khoob !!! Sandhaya ji....

kabhi dil lgaye nhi jatey kuchcha-e-jhaaN mein "HumTum"
yeh to woh nidamat hai kudha ki jo milti hai bin mangey
sukariya HumTum............

bina mange tuh yahan mout bhi nahi mila karti
tumne jaarur kwaaish ki hogi khusi ki jo tume gum mila HUmTum
Logged
HumTum
Guest
«Reply #5 on: April 29, 2005, 12:06:45 PM »
Reply with quote
Sandhaya  :thumb:

ajanabi mehsoos karogey, dhoondoge wajood aapna hi
intezaar ki aag mey “Sandhaya” jalkar to dekho tum
Logged
ankit20
Guest
«Reply #6 on: April 29, 2005, 12:10:44 PM »
Reply with quote
bahut hi aacha likha hai!!bahut gaharaayi hai..............
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #7 on: April 29, 2005, 12:14:15 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai
jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai

jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke
vo aankhon ke raste nikalta kyun hai
Ae dil tu..........................

main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo
tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai
Ae dil tu..........................

main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse
phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai
Ae dil tu..........................

vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi
kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai
Ae dil tu..........................

Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto
kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko
phir reh reh ke sambalta kyun hai
Ae dil tu..........................

Sandhaya  :thumb: :thumb: :thumb: :thumb:

Raham karna Muqaddar ki fitrat me nahi hai
Jaanta hun kushiya meri kismat me nahi hai
Ek bahraham zindagi hai, ek zakhmi ruhu hai
Ek haara hua shaks hun magar jeene ki aarzoo hai..

bahut acche HT... tumhari baat badi pyaari hai tumne mere dil ki keh di great yaar...kya baat hai sandhya jee .. kaise

yeh dil bana hi isliye hai, mohabbat karne ke liye..
kuch to khona padta hai kuch paane ke liye..

hasna rona to zeewan ke do pehlu hai..
raat bhi to dhalti hai, subah hone ke liye..

khushiyon mai kabhi yaad nahi kiya..
aansu aaye to ilzaam hamare liye..

har raah mai sath hi the tere hum to..
bas aage nikal gaye mukaam paane ke liye..

aaj bhi dhadkan mai hai tu meri shaamil..
ab kya kare hum tujhe samjhane ke liye...

hum to tere hi the hamesha se..
mout ki saza le lenge hum kisi ko dil dene ke liye..

dil ki baat hi aisi hai soniye
jo reh reh ke machalata uthta hai hume paane ke liye..

har din , din badalte hai, gum jaate hai khushiyaa aati hai..
raat bhi to kat ti hai, subah hone ke liye........
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #8 on: April 29, 2005, 01:05:51 PM »
Reply with quote
dil tu mohabbat karta kyun ha
tu kisi pa aata kyon hai
tera to kuch nahi tadap kar rah jata hai
annkhee tak tak rahe.n thaktee nahi hai

kisi ko ro ro yaad karta kyon hai
tu kisi ko khud se zayada chahat kyon hai
tera to khuch nahi tadap kar rah jata hai
aankhee ro ro thaktee nahi hai

kisi ko khud main basata kyn hai
kisi se payar karta kyon hai
kisi ko ro ro yaad karta kyon hai
Logged
Meena
Guest
«Reply #9 on: April 29, 2005, 05:05:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai
jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai

jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke
vo aankhon ke raste nikalta kyun hai
Ae dil tu..........................

main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo
tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai
Ae dil tu..........................

main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse
phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai
Ae dil tu..........................

vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi
kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai
Ae dil tu..........................

Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto
kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko
phir reh reh ke sambalta kyun hai
Ae dil tu..........................

such a lovelyyyyyyy poem sandhaya sis!!!! brillientttttt!!!!!!!!!

mat bahao ansoon unke liye jo bewafa hi to hai,
mat yaad karo unki baaton ko jo jhoote wade hi to hai,
phir bhi nazar nahin hatti uski raha par se,
woh kab laut ke aa jaye umeed hi to hai!!!!!!!!!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #10 on: April 30, 2005, 04:24:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandeepparker"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai
jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai

jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke
vo aankhon ke raste nikalta kyun hai
Ae dil tu..........................

main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo
tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai
Ae dil tu..........................

main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse
phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai
Ae dil tu..........................

vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi
kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai
Ae dil tu..........................

Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto
kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko
phir reh reh ke sambalta kyun hai
Ae dil tu..........................

Sandhaya  :thumb: :thumb: :thumb: :thumb:

Raham karna Muqaddar ki fitrat me nahi hai
Jaanta hun kushiya meri kismat me nahi hai
Ek bahraham zindagi hai, ek zakhmi ruhu hai
Ek haara hua shaks hun magar jeene ki aarzoo hai..

bahut acche HT... tumhari baat badi pyaari hai tumne mere dil ki keh di great yaar...kya baat hai sandhya jee .. kaise

yeh dil bana hi isliye hai, mohabbat karne ke liye..
kuch to khona padta hai kuch paane ke liye..

hasna rona to zeewan ke do pehlu hai..
raat bhi to dhalti hai, subah hone ke liye..

bahut acche HT... tumhari baat badi pyaari hai tumne mere dil ki keh di great yaar...kya baat hai sandhya jee .. kaise

yeh dil bana hi isliye hai, mohabbat karne ke liye..
kuch to khona padta hai kuch paane ke liye..

khushiyon mai kabhi yaad nahi kiya..
aansu aaye to ilzaam hamare liye..

har raah mai sath hi the tere hum to..
bas aage nikal gaye mukaam paane ke liye..

aaj bhi dhadkan mai hai tu meri shaamil..
ab kya kare hum tujhe samjhane ke liye...

hum to tere hi the hamesha se..
mout ki saza le lenge hum kisi ko dil dene ke liye..

dil ki baat hi aisi hai soniye
jo reh reh ke machalata uthta hai hume paane ke liye..

har din , din badalte hai, gum jaate hai khushiyaa aati hai..
raat bhi to kat ti hai, subah hone ke liye........

thank u very much Sandeep bac aise hi likha tuh bahut dino pehle tha par post abh kiya hai

tu samaja ke tuh dekh hum samajenge bhi
aakhir hum bhi tuh dil rakhte hai seene main
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #11 on: April 30, 2005, 04:32:00 AM »
Reply with quote
hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm

aap k pas bhi dil hai buhat khoob............sandhya dear..........................................
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #12 on: April 30, 2005, 04:32:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Sandhaya  :thumb:

ajanabi mehsoos karogey, dhoondoge wajood aapna hi
intezaar ki aag mey “Sandhaya” jalkar to dekho tum

sukhriya ji sukhriya ......

vo dundte rahe apne wajood ko yahan vahan
miljata wahood unko par kabhi hume unhone teek se dekha hi nahi
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #13 on: April 30, 2005, 04:34:40 AM »
Reply with quote
vo dundte rahe apne wajood ko yahan vahan

Jo bhool gaye thay khud ko kisi k pyar mein
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #14 on: April 30, 2005, 04:36:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "ankit20"
bahut hi aacha likha hai!!bahut gaharaayi hai..............

meri shayari pasand karne ke liye sukhriya ankit ji ..............thanks u very much
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 37
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:53:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer