sandhaya
Guest
|
«Reply #15 on: April 30, 2005, 04:38:59 AM » |
|
dil tu mohabbat karta kyun ha tu kisi pa aata kyon hai tera to kuch nahi tadap kar rah jata hai annkhee tak tak rahe.n thaktee nahi hai
kisi ko ro ro yaad karta kyon hai tu kisi ko khud se zayada chahat kyon hai tera to khuch nahi tadap kar rah jata hai aankhee ro ro thaktee nahi hai
kisi ko khud main basata kyn hai kisi se payar karta kyon hai kisi ko ro ro yaad karta kyon hai agar jor chalta iss dil pe koi bhi humara tuh hoth bas muskurate aur aankho main aansuon ki jagah masti hoti
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #16 on: April 30, 2005, 04:43:12 AM » |
|
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai
jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke vo aankhon ke raste nikalta kyun hai Ae dil tu..........................
main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai Ae dil tu..........................
main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai Ae dil tu..........................
vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai Ae dil tu..........................
Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko phir reh reh ke sambalta kyun hai Ae dil tu..........................
such a lovelyyyyyyy poem sandhaya sis!!!! brillientttttt!!!!!!!!! mat bahao ansoon unke liye jo bewafa hi to hai, mat yaad karo unki baaton ko jo jhoote wade hi to hai, phir bhi nazar nahin hatti uski raha par se, woh kab laut ke aa jaye umeed hi to hai!!!!!!!!!! thanks Meena ji bahut sukhriya maine tuh bas badi sis se hi sab sikha hai isssiliye credit goes to u all friends Umeed pe aasiqh zindagi gujar lete hai jis tarah hum bhi tere hi intzaar main khuda ko bhi bulayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #17 on: April 30, 2005, 04:44:50 AM » |
|
hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
aap k pas bhi dil hai buhat khoob............sandhya dear.......................................... thanks u faree .........aur janab hum bhi ek najuk sa dil rakhte .........jo darta hai tutne se
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #18 on: April 30, 2005, 07:56:50 AM » |
|
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai
jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke vo aankhon ke raste nikalta kyun hai Ae dil tu..........................
main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai Ae dil tu..........................
main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai Ae dil tu..........................
vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai Ae dil tu..........................
Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko phir reh reh ke sambalta kyun hai Ae dil tu..........................
such a lovelyyyyyyy poem sandhaya sis!!!! brillientttttt!!!!!!!!! mat bahao ansoon unke liye jo bewafa hi to hai, mat yaad karo unki baaton ko jo jhoote wade hi to hai, phir bhi nazar nahin hatti uski raha par se, woh kab laut ke aa jaye umeed hi to hai!!!!!!!!!! thanks Meena ji bahut sukhriya maine tuh bas badi sis se hi sab sikha hai isssiliye credit goes to you all friends Umeed pe aasiqh zindagi gujar lete hai jis tarah hum bhi tere hi intzaar main khuda ko bhi bulayenge ur welcome kuddiye!!!!! Khuda ko bhula kar aaj Khuda ko kafa kar denge, aaj phir ek bewafa se wafa kar denge!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #19 on: April 30, 2005, 08:05:07 AM » |
|
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai
jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke vo aankhon ke raste nikalta kyun hai Ae dil tu..........................
main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai Ae dil tu..........................
main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai Ae dil tu..........................
vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai Ae dil tu..........................
Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko phir reh reh ke sambalta kyun hai Ae dil tu..........................
such a lovelyyyyyyy poem sandhaya sis!!!! brillientttttt!!!!!!!!! mat bahao ansoon unke liye jo bewafa hi to hai, mat yaad karo unki baaton ko jo jhoote wade hi to hai, phir bhi nazar nahin hatti uski raha par se, woh kab laut ke aa jaye umeed hi to hai!!!!!!!!!! thanks Meena ji bahut sukhriya maine tuh bas badi sis se hi sab sikha hai isssiliye credit goes to you all friends Umeed pe aasiqh zindagi gujar lete hai jis tarah hum bhi tere hi intzaar main khuda ko bhi bulayenge ur welcome kuddiye!!!!! Khuda ko bhula kar aaj Khuda ko kafa kar denge, aaj phir ek bewafa se wafa kar denge!!!!!! bewafa tuh aansuon ki tarah hote hai jo aate hai aankhon main aur dard sine main dete hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thelostworld
Guest
|
|
«Reply #20 on: April 30, 2005, 08:30:10 AM » |
|
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai
jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke vo aankhon ke raste nikalta kyun hai Ae dil tu..........................
main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai Ae dil tu..........................
main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai Ae dil tu..........................
vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai Ae dil tu..........................
Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko phir reh reh ke sambalta kyun hai Ae dil tu..........................
nice sandhyaa ji good job!! Mohhabat karna hai toe ..... Zamane se Mohhabbat pane ke liye Ladne ki himat rakho... Warna Mohhabbat Mein Darne Walon ke liye is Zamane mein koi Ahmiyat nahi hai.... [/b]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #21 on: April 30, 2005, 08:57:24 AM » |
|
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai
jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke vo aankhon ke raste nikalta kyun hai Ae dil tu..........................
main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai Ae dil tu..........................
main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai Ae dil tu..........................
vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai Ae dil tu..........................
Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko phir reh reh ke sambalta kyun hai Ae dil tu..........................
nice sandhyaa ji good job!! Mohhabat karna hai toe ..... Zamane se Mohhabbat pane ke liye Ladne ki himat rakho... Warna Mohhabbat Mein Darne Walon ke liye is Zamane mein koi Ahmiyat nahi hai.... [/b] sukhriya Lost worl ji ........... hum tuh dard leke dete hai muskurahte sabko jaise samma jal ke karti hai mehfil ko roshan
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandeepparker
Guest
|
|
«Reply #22 on: April 30, 2005, 09:23:29 AM » |
|
dil ki jo baatein hai, dil main chupate hai.. aur hume buddu banake, khush hote hai.. aur kehte hai dard leke dete hai muskaan.. yeh nahi yaad kitni baat li hai tumne meri jaan..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #23 on: April 30, 2005, 09:39:20 AM » |
|
dil ki jo baatein hai, dil main chupate hai.. aur hume buddu banake, khush hote hai.. aur kehte hai dard leke dete hai muskaan.. yeh nahi yaad kitni baat li hai tumne meri jaan.. sandeep ji hum kuch samaje nahi ......... kya samaja rahe hai aap hume khull ke byan karo tum apne jajbaat ko humne kab lii hai teri jaan batao hume bade itminaan se
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #24 on: April 30, 2005, 03:03:11 PM » |
|
kya samaja rahe hai aap hume khull ke byan karo tum apne jajbaat ko humne kab lii hai teri jaan batao hume bade itminaan se
Sandhaya :thumb: ye gum hum se sambhalta hi nahi kaise usko dil se nikale ye to nikalta hi nahi kiya bura kiya tha main ne jo aaj ayesi halat hai payi wafa ke badle main mujhko mili ye kaisi bewafayi.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #25 on: May 01, 2005, 05:21:12 AM » |
|
kya samaja rahe hai aap hume khull ke byan karo tum apne jajbaat ko humne kab lii hai teri jaan batao hume bade itminaan se
Sandhaya :thumb: ye gum hum se sambhalta hi nahi kaise usko dil se nikale ye to nikalta hi nahi kiya bura kiya tha main ne jo aaj ayesi halat hai payi wafa ke badle main mujhko mili ye kaisi bewafayi. mahobaat main kya mila tuh iska hisab na rakh bas deta jaa apni mahobaat ko khusion ki baharein ki mahobaat tuh naam hai sirf dene ka Humtum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #26 on: May 01, 2005, 12:56:30 PM » |
|
Khuda ko bhula kar aaj Khuda ko kafa kar denge, aaj phir ek bewafa se wafa kar denge!!!!!!
Meena :shame: koi bhi ho ham-safar 'HumTum' na ho Khush is qadar ab ke logon mein vafaa hai kam zaraa aahistaa chal
HumTum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #27 on: May 01, 2005, 01:00:05 PM » |
|
mahobaat main kya mila tuh iska hisab na rakh bas deta jaa apni mahobaat ko khusion ki baharein ki mahobaat tuh naam hai sirf dene ka Humtum Sandhaya :thumb: rah ke duniyaa mein yuuN tark-e-havas ki koshish jis tarah apane hi saaye se gurezaaN honaa
HumTum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #28 on: May 02, 2005, 04:38:16 AM » |
|
mahobaat main kya mila tuh iska hisab na rakh bas deta jaa apni mahobaat ko khusion ki baharein ki mahobaat tuh naam hai sirf dene ka Humtum Sandhaya :thumb: rah ke duniyaa mein yuuN tark-e-havas ki koshish jis tarah apane hi saaye se gurezaaN honaa
HumTum bahut khub HumTum ji .................. saaye ki tarah tuh sada uske saath raha jaise ki dil ke saath dhadkan hamesa rehti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #29 on: May 02, 2005, 04:40:52 AM » |
|
Khuda ko bhula kar aaj Khuda ko kafa kar denge, aaj phir ek bewafa se wafa kar denge!!!!!!
Meena :shame: koi bhi ho ham-safar 'HumTum' na ho Khush is qadar ab ke logon mein vafaa hai kam zaraa aahistaa chal
HumTum again good one................ khush hona humari kismat main hi nahi hai ki hume tuh khuda ne banayas hi hai gum uthane ke liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|