AE DIL TU MAHOBAAT

by sandhaya on April 29, 2005, 11:31:21 AM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 37
ReplyPrint
Author  (Read 30537 times)
tushar_4u_im
Guest
«Reply #180 on: May 28, 2005, 01:22:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
kar raha hu gunah mai teri duniya mai
gunah mere, aur mai tera E Khuda..[NM]
................................................. ........

kar chuka hai na jane kitne gunah din me,....

naa ye tujhe pata na mujhe pata,...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai by shami in Shayri for Dard -e- Judai
~ ~ Ek mahobaat.... by thinkhattk in Share:Love Poetry « 1 2  All »
~ * MAHOBAAT * ~ I M BACK _DeV by thinkhattk in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~ * Tu bhi to MAHOBAAT karke dekh * ~_DeV by thinkhattk in Shayri-E-Dard
Mahobaat Ajnabi Si Ho Rahi Hai by FARE in Share Video
fakharenaveed
Guest
«Reply #181 on: May 28, 2005, 10:56:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
good tushar and faree..........

zindagi ek boj si lagne lagi hai mujhko
koi saath mera chod ke ja raha hai sayad..

Thanx
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005

View Profile WWW
«Reply #182 on: May 29, 2005, 08:21:33 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai
jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai

jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke
vo aankhon ke raste nikalta kyun hai
Ae dil tu..........................

main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo
tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai
Ae dil tu..........................

main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse
phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai
Ae dil tu..........................

vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi
kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai
Ae dil tu..........................

Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto
kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko
phir reh reh ke sambalta kyun hai
Ae dil tu..........................

hui kase mahobat hum samaz hi na paye
darkta hai dil us darkan ko hum samaz hi na paye
jub hua ehsas ijahare ishaq ka
muh pe aye alfazo ko hum kah hi na paye
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #183 on: May 29, 2005, 08:31:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "manjot"

ye aakhin sab kuch baya kerti hai,....

ye to andhero me ujala kerti hai,.....

hua hai jo ehhass ishq ka,......

muh se nahi dil se baya  kerta hai,.....
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #184 on: May 30, 2005, 05:36:14 AM »
Reply with quote
sukhriya manjot ji Tushar ji and faree............
good job all of u ................

talash main rahe hum bathakte kisi apne ki umarbhar
iss bari duniya main magar mujhko koi mera humdum na mila
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005

View Profile WWW
«Reply #185 on: May 30, 2005, 03:39:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "manjot"
Quote from: "sandhaya"
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai
jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai

jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke
vo aankhon ke raste nikalta kyun hai
Ae dil tu..........................

main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo
tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai
Ae dil tu..........................

main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse
phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai
Ae dil tu..........................

vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi
kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai
Ae dil tu..........................

Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto
kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko
phir reh reh ke sambalta kyun hai
Ae dil tu..........................

hui kase mahobat hum samaz hi na paye
darkta hai dil us darkan ko hum samaz hi na paye
jub hua ehsas ijahare ishaq ka
muh pe aye alfazo ko hum kah hi na paye

ye aakhin sab kuch baya kerti hai,....

ye to andhero me ujala kerti hai,.....

hua hai jo ehhass ishq ka,......

muh se nahi dil se baya  kerta hai,.....

lazawab

dil hi dil me chupye rakha
us eahsas ko raj banye rakha
na tum samaz seke ankhon ki zuban
na kar sake ahsas hamare ishq ka
is liye hamne ise sare jahan se chupaye rakha
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005

View Profile WWW
«Reply #186 on: May 30, 2005, 03:49:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
sukhriya manjot ji Tushar ji and faree............
good job all of you ................

talash main rahe hum bathakte kisi apne ki umarbhar
iss bari duniya main magar mujhko koi mera humdum na mila

humne diye aapko bahut ishare apni mahobat ke
aap hume jamane sa samaz bethe
deni thi jamane ko saza aap apno ko saza de bethe
Logged
ajnabiii
Guest
«Reply #187 on: May 30, 2005, 04:13:06 PM »
Reply with quote
Ye Maana Hamne Ke Mohobbat Khudaa Nahi,
Par Khudaase Judaa Bhi Nahi.. To Phir kyun....??
Gar Mohobbat Ibaadat hai..
To Mohobbat Me Dil Bekaharaar Kyun Hai..??
Gar Mohobbat Ibaadat Hai,,
To Mohobbat Me Gham Shumaar Kyun Hai...??
Mohobbate Khudaa Se Jab Milti Hai Jannat,,
Mohobbate Yaar Me Zindagi Dushawaar Kyun Hai...??
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #188 on: May 31, 2005, 04:40:22 AM »
Reply with quote
kya khoob likha hai aap sab ne ....................manjot ji aur ajnabi ji ....keep it up

mahobaat ko khuda banaya
zindagi par sanam ko pujte rahe hum

usne bewaffai ki humse
zindagi bar iski aag main jalte rahe hum

kyun khuda ne aisa likha mera nasib
zindagi bar ye swal uske aage karte rahe hum

boj ho jati hai zindagi dil tutne pe
zindagi bar tutte hue dil ke tukde samete rahe hum

kyun nahi aaya usko ek baar bhi khyal mera
kya reh gayi mahobaat main kami zindagi bar yahi sochte rahe hum
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005

View Profile WWW
«Reply #189 on: May 31, 2005, 02:30:38 PM »
Reply with quote
hame gusa aya unki bekadari pe
hume shikayat he unki bewafai pe
ek bar jo muskaraye hume dekh ke
hum pagal hue unki is ada pe
is ada ne mitaye sare shikwe
soch kar haste hai hum apni mazboori pe
Logged
chiraaaaaaaaag
Guest
«Reply #190 on: May 31, 2005, 03:05:03 PM »
Reply with quote
jo dil ne kahii lab pe kahaan ai hai dekho
ab mehfil-e-yaaran me bhi tanhai hai dekho

phulon se hava bhi kabhi ghabarai hai dekho
gunchon se bhi shabnam kabhi katarai hai dekho

ab zauq-e-talab vajah-e-junuun thair gayaa hai
aur arz-e-vafaa baais-e-rusvai hai dekho

Gam apane hi ashkon ka kharidar hua hai
dil apani hi halaat kaa tamaashai hai dekho
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #191 on: May 31, 2005, 03:25:15 PM »
Reply with quote
Quote from: "chiraaaaaaaaag"
jo dil ne kahii lab pe kahaan ai hai dekho
ab mehfil-e-yaaran me bhi tanhai hai dekho

phulon se hava bhi kabhi ghabarai hai dekho
gunchon se bhi shabnam kabhi katarai hai dekho

ab zauq-e-talab vajah-e-junuun thair gayaa hai
aur arz-e-vafaa baais-e-rusvai hai dekho

Gam apane hi ashkon ka kharidar hua hai
dil apani hi halaat kaa tamaashai hai dekho

mai nahi kehta k pyar na ker aa pyar k fariste ,...

magar ker to aaise ker k tujhe kabhi dhoha na mile,....

jo aagar kabhi mil bhi jaye dhoa ,....

to tu usse sah bhi sake,.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #192 on: May 31, 2005, 09:47:01 PM »
Reply with quote
dil apani hi halaat kaa tamaashai hai dekho
apna tu mehboobbhi hrjai hai dekhoo
Logged
ooohlala
Guest
«Reply #193 on: June 01, 2005, 10:55:42 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
dil apani hi halaat kaa tamaashai hai dekho
apna tu mehboobbhi hrjai hai dekhoo
harjayi mehboob ki yaaden rakhne wale,
zara yeh to bata ke tujhe gilla kya hai...
kehta hai jis rang o roop ko tu mohabbat,
kya maloom hai tujhe us ka silla kya hai....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #194 on: June 01, 2005, 10:08:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "ooohlala"
Quote from: "fakharenaveed"
dil apani hi halaat kaa tamaashai hai dekho
apna tu mehboobbhi hrjai hai dekhoo
harjayi mehboob ki yaaden rakhne wale,
zara yeh to bata ke tujhe gilla kya hai...
kehta hai jis rang o roop ko tu mohabbat,
kya maloom hai tujhe us ka silla kya hai....
buhat khoob ooolalah
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 37
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 07:42:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer