AE DIL TU MAHOBAAT

by sandhaya on April 29, 2005, 11:31:21 AM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 37
ReplyPrint
Author  (Read 29849 times)
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #195 on: June 02, 2005, 03:46:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "ooohlala"
Quote from: "fakharenaveed"
dil apani hi halaat kaa tamaashai hai dekho
apna tu mehboobbhi hrjai hai dekhoo
harjayi mehboob ki yaaden rakhne wale,
zara yeh to bata ke tujhe gilla kya hai...
kehta hai jis rang o roop ko tu mohabbat,
kya maloom hai tujhe us ka silla kya hai....
buhat khoob ooolalah
malum hame milega vo silla jo milta hai parwane ko
jalna hai sulgana hai rang roop mahobat ka jise dikhana hai hamne jamane ko
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai by shami in Shayri for Dard -e- Judai
~ ~ Ek mahobaat.... by thinkhattk in Share:Love Poetry « 1 2  All »
~ * MAHOBAAT * ~ I M BACK _DeV by thinkhattk in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~ * Tu bhi to MAHOBAAT karke dekh * ~_DeV by thinkhattk in Shayri-E-Dard
Mahobaat Ajnabi Si Ho Rahi Hai by FARE in Share Video
fakharenaveed
Guest
«Reply #196 on: June 02, 2005, 06:39:07 PM »
Reply with quote
Unki yaad aayi hai saanse jara dhere chalo..
dhadkano se bhi ibadat mein khalal padta hai..
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #197 on: June 03, 2005, 03:45:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Unki yaad aayi hai saanse jara dhere chalo..
dhadkano se bhi ibadat mein khalal padta hai..
fntastic  iska zawab nahi
dhadkano se bhi ibadat mein khalal padta hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #198 on: June 03, 2005, 07:38:02 PM »
Reply with quote
--------------------------------------------------------------------------------

Safar tanha nahin kartay
Suno! aisa nahin kartay
Jisay shaffaaf rakhna ho
Usay maila nahin kartay
Bouhat ujray howay ghar per
Bouhat soocha nahin kartay
Safar jis ka muqaddar ho
Usay rooka nahin kartay
Jo mil kar khud se kho jaiay
Usay ruswa nahin kartay
Chalo tum raaz ho apna
Tumhain afsha nahin kartay
Yeh oonchay pairr kaisay hain
Kahin saya nahin kartay
Jo dhun ho, kar guzarnay ki
Tou phir soocha nahin kartay
Kabhi hasnay se dartay hain
Kabhi rooya nahin kartay
Sehar se pooch lo mohsin
Keh hum sooya nahin kartay.
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #199 on: June 04, 2005, 03:52:21 PM »
Reply with quote
teri yadon ki ibadat ki hai badi mushkil se
sazde kiye hai duay ki badi mushkil se
jane wale ho sake to lot ke aana..
aap ke bina jee rahe hum badi mushkil se
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #200 on: June 04, 2005, 09:04:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "manjot"
teri yadon ki ibadat ki hai badi mushkil se
sazde kiye hai duay ki badi mushkil se
jane wale ho sake to lot ke aana..
aap ke bina jee rahe hum badi mushkil se
aap ke bina jee rahe hum badi mushkil se
aap k bina dil dhrak rha hai badi msuhikal s
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #201 on: June 06, 2005, 04:47:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "manjot"
teri yadon ki ibadat ki hai badi mushkil se
sazde kiye hai duay ki badi mushkil se
jane wale ho sake to lot ke aana..
aap ke bina jee rahe hum badi mushkil se
aap ke bina jee rahe hum badi mushkil se
aap k bina dil dhrak rha hai badi msuhikal s


aap sab ne bahut acha likha hai ..............keep it up all.........

bina aap ke jiye ja rahe hai
ye dard-e-mohobat piye ja rahe hai
sayad nahi hai vo kismat main humarai
phir unhe pane ki dua hum kiyeja rahe hai
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #202 on: June 06, 2005, 09:15:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "manjot"
teri yadon ki ibadat ki hai badi mushkil se
sazde kiye hai duay ki badi mushkil se
jane wale ho sake to lot ke aana..
aap ke bina jee rahe hum badi mushkil se
aap ke bina jee rahe hum badi mushkil se
aap k bina dil dhrak rha hai badi msuhikal s


aap sab ne bahut acha likha hai ..............keep it up all.........

bina aap ke jiye ja rahe hai
ye dard-e-mohobat piye ja rahe hai
sayad nahi hai vo kismat main humarai
phir unhe pane ki dua hum kiyeja rahe hai




teri yaadon ka asar jo chaya hai mere dil par..
yakinan yeh tadpayega mujhe ab zindgi bhar..
na to ab din rahe kaam ke aur na raaten..
chahta hun teri yaad mai hi kat jaye zindgi ka yeh safar..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #203 on: June 06, 2005, 10:29:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandeepparker"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "manjot"
teri yadon ki ibadat ki hai badi mushkil se
sazde kiye hai duay ki badi mushkil se
jane wale ho sake to lot ke aana..
aap ke bina jee rahe hum badi mushkil se
aap ke bina jee rahe hum badi mushkil se
aap k bina dil dhrak rha hai badi msuhikal s


aap sab ne bahut acha likha hai ..............keep it up all.........

bina aap ke jiye ja rahe hai
ye dard-e-mohobat piye ja rahe hai
sayad nahi hai vo kismat main humarai
phir unhe pane ki dua hum kiyeja rahe hai




teri yaadon ka asar jo chaya hai mere dil par..
yakinan yeh tadpayega mujhe ab zindgi bhar..
na to ab din rahe kaam ke aur na raaten..
chahta hun teri yaad mai hi kat jaye zindgi ka yeh safar..
buhat khoob sandhay and sandeepppppppppppppp
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #204 on: June 07, 2005, 10:34:06 AM »
Reply with quote
sukhriya Faree ji ............

nice every one ....

kaise kahe hum hale dil apna
kaise kahe vo saari baatein
kaise kate tere bin din mere
kaise kati vo kali raatein
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #205 on: June 07, 2005, 12:52:13 PM »
Reply with quote
na kakogi to bhi hum jaan jaaynge
tere pyar ko hum jaan jayenge
nibha ke dikhayenege pyar aisa
jise dunia wale bhi maan jayenge.
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #206 on: June 07, 2005, 03:16:46 PM »
Reply with quote
karte hai jo ishaq vo toofano se nahi darte
rehte hai gahrion mein vo samunder se nahi darte
peete hai jo sharab vo larkharane se nahi darte
katra katra nahi peete vo maikhana peene se nahi darte
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #207 on: June 08, 2005, 03:43:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Sandhaya  :thumb:

ajanabi mehsoos karogey, dhoondoge wajood aapna hi
intezaar ki aag mey “Sandhaya” jalkar to dekho tum
:o  :o  :o  :lol:
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #208 on: June 08, 2005, 07:00:09 PM »
Reply with quote
You com com
Mat Muskurao itna
ke phoolon ko khabar lag jaye,
Ke kare woh tumhari tareef,
Aur tumhe nazar lag jaye.
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #209 on: June 08, 2005, 09:32:48 PM »
Reply with quote
Nice Ones Sandhaya & All.....

Tum bhool kar tau dekho harr khushi rooth jaye gi
Jab akele baitho ge khud-ba-khud meri yaad aaye gi
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 37
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 04:10:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer