AE DIL TU MAHOBAAT

by sandhaya on April 29, 2005, 11:31:21 AM
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 37
ReplyPrint
Author  (Read 29856 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #210 on: June 08, 2005, 09:42:22 PM »
Reply with quote
door wadiyo me dhundhle badal chupkar,
parvat se milne ka intzaar karte hai....
dil me hasratein aur tamanna liye
hum apke aane ka intzaar kiya karte hai::::::::
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai by shami in Shayri for Dard -e- Judai
~ ~ Ek mahobaat.... by thinkhattk in Share:Love Poetry « 1 2  All »
~ * MAHOBAAT * ~ I M BACK _DeV by thinkhattk in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~ * Tu bhi to MAHOBAAT karke dekh * ~_DeV by thinkhattk in Shayri-E-Dard
Mahobaat Ajnabi Si Ho Rahi Hai by FARE in Share Video
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #211 on: June 09, 2005, 04:12:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "manjot"
teri yadon ki ibadat ki hai badi mushkil se
sazde kiye hai duay ki badi mushkil se
jane wale ho sake to lot ke aana..
aap ke bina jee rahe hum badi mushkil se
aap ke bina jee rahe hum badi mushkil se
aap k bina dil dhrak rha hai badi msuhikal s


aap sab ne bahut acha likha hai ..............keep it up all.........

bina aap ke jiye ja rahe hai
ye dard-e-mohobat piye ja rahe hai
sayad nahi hai vo kismat main humarai
phir unhe pane ki dua hum kiyeja rahe hai

chahe kar lo dua ya kar lo sazde khuda aage
hota nahi payar pura kabhi payar karne walo ka..
yahi dastoor hai chahe itihas ke panne rakhlo aage
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #212 on: June 09, 2005, 08:27:17 PM »
Reply with quote
yahi dastoor hai chahe itihas ke panne rakhlo aage
Yahan har door mein ashiq hi ruswa huwe hain
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #213 on: June 10, 2005, 08:22:08 AM »
Reply with quote
pyar pura hota hai pura khuda ki manjuri se
darte nahi hai ashiqh mout se par darte hai duri se
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #214 on: June 10, 2005, 08:24:59 AM »
Reply with quote
dil thodte hai jo mehbub ko saja dete hai
ruth jati hai kismat bhi unse jo mahobat main dagga dete hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #215 on: June 10, 2005, 08:56:02 PM »
Reply with quote
ye waqt ki kasi hava chali
na yaar raha na uski gali
bus itni khata thi ishq kiya
kyon ishq kiya ye saza mili......



song
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #216 on: June 11, 2005, 09:48:50 AM »
Reply with quote
Duaoun ki bheed mai ek dua hai hamari....
Jisme maangi humne har baar khushi aapki..
jab bhi muskayegi aap., to samjh lena ki..
ek aur dua kabool hue hamari....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #217 on: June 11, 2005, 09:56:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandeepparker"
Duaoun ki bheed mai ek dua hai hamari....
Jisme maangi humne har baar khushi aapki..
jab bhi muskayegi aap., to samjh lena ki..
ek aur dua kabool hue hamari....
sandeep yaar aap kahan rehte ho?Huh?Huh?Huh?Huh??

i miss u
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #218 on: June 15, 2005, 04:01:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
ye waqt ki kasi hava chali
na yaar raha na uski gali
bus itni khata thi ishq kiya
kyon ishq kiya ye saza mili......



song

Khai kasam kai bar na karenge mahobat kabi
Na jayenge un galiyon mein na rankhege khabar un rasto ki kabi
bikharti hai fizayon mein khshboo mehbob ki jab kabi
tut jate hai vade tut jati hai sab kasme
Jeet hoti hai mahobat ki phir vahi
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #219 on: June 16, 2005, 02:41:23 AM »
Reply with quote
Good Ones Sandhaya, Sandeep, Naveed & Manjot.....

Duniya kuch ek baraste paani si hai
Bheego tau jeene mein iska mazaa hai
Logged
myloveosho
Guest
«Reply #220 on: June 16, 2005, 06:13:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai
jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai

jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke
vo aankhon ke raste nikalta kyun hai
Ae dil tu..........................

main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo
tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai
Ae dil tu..........................

main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse
phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai
Ae dil tu..........................

vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi
kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai
Ae dil tu..........................

Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto
kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko
phir reh reh ke sambalta kyun hai
Ae dil tu..........................


Sandhaya  :thumb: :thumb: :thumb: :thumb:

Raham karna Muqaddar ki fitrat me nahi hai
Jaanta hun kushiya meri kismat me nahi hai
Ek bahraham zindagi hai, ek zakhmi ruhu hai
Ek haara hua shaks hun magar jeene ki aarzoo hai..
sukhriya humtum ji thanks acha laga aapko sabse pehle reply karte dekh bahut acha laga thank you very much

kisiki bewaffa ki yaad main khudko tum bhulate kyun ho
jo tum chahte ho jina humtum tuh dil ko lagate kyun ho



bahut khub sandhya ji,
peenewale kya kya peete hain,
hum to aye sanam,tere diye hue gam pee kar jeete hain
Logged
sky_web2005
Guest
«Reply #221 on: June 16, 2005, 07:05:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai
jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai

jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke
vo aankhon ke raste nikalta kyun hai
Ae dil tu..........................

main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo
tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai
Ae dil tu..........................

main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse
phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai
Ae dil tu..........................

vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi
kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai
Ae dil tu..........................

Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto
kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko
phir reh reh ke sambalta kyun hai
Ae dil tu..........................


Sandhaya  :thumb: :thumb: :thumb: :thumb:

Raham karna Muqaddar ki fitrat me nahi hai
Jaanta hun kushiya meri kismat me nahi hai
Ek bahraham zindagi hai, ek zakhmi ruhu hai
Ek haara hua shaks hun magar jeene ki aarzoo hai..
sukhriya humtum ji thanks acha laga aapko sabse pehle reply karte dekh bahut acha laga thank you very much

kisiki bewaffa ki yaad main khudko tum bhulate kyun ho
jo tum chahte ho jina humtum tuh dil ko lagate kyun ho




Wafa Ka Nam Na Le Wafa Dil Dukhati Hai...Wafa Ke Naam Pe Hume Ek Bewafa Ki Yaad Atee Hai. .......
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #222 on: June 16, 2005, 07:20:13 AM »
Reply with quote
zindagi bassat hai kabhi khusi ki tuh kabhi gumon ki
yahan tuh har seh main insaan ko jina hi padhta hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #223 on: June 16, 2005, 08:07:18 AM »
Reply with quote
thanks u evry body .........and nice work by all friends

zindagi meri thiki hai teri duaon par
tere pyar ki chamak nazar aati hai fizaon par
baharein aa jati hai aate hi tere khizano par
abh tuh koi bhi bas nahi raha mera dil ki chahon par
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #224 on: June 16, 2005, 07:38:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
pyar pura hota hai pura khuda ki manjuri se
darte nahi hai ashiqh mout se par darte hai duri se



Karte rahenge sazde khuda ke aage..
roshan rahe mahobat ki shama jha ke aage
na honge hum ab mazboor in fansloo ke aage
Pingel jayenge pathar bhi hamari dua ke aage
Logged
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 37
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 06:48:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer