AE DIL TU MAHOBAAT

by sandhaya on April 29, 2005, 11:31:21 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 37
ReplyPrint
Author  (Read 30486 times)
HumTum
Guest
«Reply #30 on: May 02, 2005, 09:56:05 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"

bahut khub HumTum ji ..................

saaye ki tarah tuh sada uske saath raha
jaise ki dil ke saath dhadkan hamesa rehti hai

Sandhaya ..  :thumb:

Unka pyar is kadar satta raha hai,
Ki raaton ki neend aur,
Din ka aaram ja raha hai,
Aj hosh mein rahene wale bhi behosh hain,
Shayad isi ko mera pyar kehte hain….

HumTum
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai by shami in Shayri for Dard -e- Judai
~ ~ Ek mahobaat.... by thinkhattk in Share:Love Poetry « 1 2  All »
~ * MAHOBAAT * ~ I M BACK _DeV by thinkhattk in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~ * Tu bhi to MAHOBAAT karke dekh * ~_DeV by thinkhattk in Shayri-E-Dard
Mahobaat Ajnabi Si Ho Rahi Hai by FARE in Share Video
HumTum
Guest
«Reply #31 on: May 02, 2005, 09:58:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"

Khuda ko bhula kar aaj Khuda ko kafa kar denge,
aaj phir ek bewafa se wafa kar denge!!!!!!

Meena  :shame:

koi bhi ho ham-safar 'HumTum' na ho Khush is qadar
ab ke logon mein vafaa hai kam zaraa aahistaa chal

HumTum

again good one................

khush hona humari kismat main hi nahi hai
ki hume tuh khuda  ne banayas hi hai gum uthane ke liye

Nice....

unake bin ji ke dikhaa denge chalo yuuN hi sahi
baat itani si hai ke zid aan padii hai yaaro...
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #32 on: May 02, 2005, 10:10:54 AM »

sukhriya HUmtum ji ............kya likha hai janab aapne good.

Acha hai ki tu ji lega uske bina
Sukun uhsse jyada kise hoga ki tu jinda hai
Maut na maar saki uske pyar ko kabhi
Mout ne na nibane diye vaade isiliye vo sarminda hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #33 on: May 02, 2005, 10:12:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"

bahut khub HumTum ji ..................

saaye ki tarah tuh sada uske saath raha
jaise ki dil ke saath dhadkan hamesa rehti hai

Sandhaya ..  :thumb:

Unka pyar is kadar satta raha hai,
Ki raaton ki neend aur,
Din ka aaram ja raha hai,
Aj hosh mein rahene wale bhi behosh hain,
Shayad isi ko mera pyar kehte hain….

HumTum

Sukhriya Humtum ji .........and nice reply

Pyar tuh ibaadat hai khuda ki
Na jane kyun isse thukhrate hai log
Nahi hai jab unme hosla isse nibane ka
Na jane kyun pyar jatate hai log
Logged
HumTum
Guest
«Reply #34 on: May 02, 2005, 10:18:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"

sukhriya HUmtum ji ............kya likha hai janab aapne good.

Acha hai ki tu ji lega uske bina
Sukun uhsse jyada kise hoga ki tu jinda hai
Maut na maar saki uske pyar ko kabhi
Mout ne na nibane diye vaade isiliye vo sarminda hai

sandhaya   :thumb:

haal-e-dil bhi na kah sakaa garche
tuu rahi muddaton qarib mere
tum mujhe chhod ke chali bhi gyi
Khair qismat merii nasiib mere

HumTum
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #35 on: May 02, 2005, 10:25:35 AM »

Sukhriya............again
aur bahut khubsurat .........

hume teri mahobaat jaan se bhi pyari thi
na nibha sake waffaai humarii majburi thi
khuda ne wakt itna hi likha tha meri zindagi ka
khuda ki marji thi aur meri kismat main likhi tujhse duri thi
Logged
HumTum
Guest
«Reply #36 on: May 02, 2005, 10:27:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"

Sukhriya............again
aur bahut khubsurat .........

hume teri mahobaat jaan se bhi pyari thi
na nibha sake waffaai humarii majburi thi
khuda ne wakt itna hi likha tha meri zindagi ka
khuda ki marji thi aur meri kismat main likhi tujhse duri thi

Sandhaya  :thumb:

shikayat kisise kya kare jab hum wo nahi
jaan bujhkar kud marte hai khaai mien
sochte nahi gahri khaai mien namo-nishan na hoga
fir sochte hai wo humse kyu hue bewafa...

HumTum
Logged
sun_star1700
Guest
«Reply #37 on: May 02, 2005, 10:30:21 AM »
Reply with quote
wow kya aap leekhati hai,...........................,
Very nice .......................

       ",",",",",","
       (  0   0  )
        \   0   /
          \ ~ /
            ^
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #38 on: May 02, 2005, 10:32:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "sun_star1700"
wow kya aap leekhati hai,...........................,
Very nice .......................

       ",",",",",","
       (  0   0  )
        \   0   /
          \ ~ /
            ^
sukhriya sunstar ji .........thanks
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #39 on: May 02, 2005, 10:35:52 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"

Sukhriya............again
aur bahut khubsurat .........

hume teri mahobaat jaan se bhi pyari thi
na nibha sake waffaai humarii majburi thi
khuda ne wakt itna hi likha tha meri zindagi ka
khuda ki marji thi aur meri kismat main likhi tujhse duri thi

Sandhaya  :thumb:

shikayat kisise kya kare jab hum wo nahi
jaan bujhkar kud marte hai khaai mien
sochte nahi gahri khaai mien namo-nishan na hoga
fir sochte hai wo humse kyu hue bewafa...

HumTum

sukhriya ji sukhriya aur bahut hi ache

teri kismat main tha dokha tuh mahobat milti kaisi
teri raahon main tha andera tuh manjil dikhti kaise
tuh sochta hai ki kyun ho gaye vo tujhse bewaffa
vo na hote agar bewaffa tuh mahobat ki pehchan banti kaise
Logged
HumTum
Guest
«Reply #40 on: May 02, 2005, 10:39:44 AM »

ranj hai kismat se ke tujhey apna na skeygey
nadi ke do kinaro ko aappas mein yun mila na skengey
ab yhi dua hai rab se hamari
ke sang bejna iss jahaan mein agli daffa !!!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #41 on: May 02, 2005, 11:03:18 AM »

sukhriya aur bahut ache mujhe lagta hai ki main aapko sukhriya kehte kehte hi thak jaungi .

tune hume dil main basaya kafi hai
hum issi main khush ho lete hai
milna nasib main nahi tuh na sahi
tune agle janam mera saath manga
isse dua ne meri ye zindagi bhi mehkai hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #42 on: May 02, 2005, 11:08:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"

sukhriya aur bahut ache mujhe lagta hai ki main aapko sukhriya kehte kehte hi thak jaungi .

tune hume dil main basaya kafi hai
hum issi main khush ho lete hai
milna nasib main nahi tuh na sahi
tune agle janam mera saath manga
isse dua ne meri ye zindagi bhi mehkai hai

no need to saying thanks Usual Smile

Sandhaya  :thumb:

yeh kya hua key har soo bikhrey hazar rang
sab kuch wahi hai per kyun naya sa laga mujhe
uss ney kaha tha saath chalein gey tammam umer
agar such tha who to aaj kyun, beygana laga mujhe

HumTum
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #43 on: May 03, 2005, 05:16:00 AM »

so nice of u HumTum

kaise bataye tujhe ki hum kya chahte hai
tuh khush rahe sadha ye harsooo chahte hai
ki  tu mile na mile hume hum jee lenge
par teri mahobat mile tujhe ye dua  chahte hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #44 on: May 03, 2005, 10:20:02 PM »
Reply with quote
tamaam umr tera intezaar kiya humne.....
aur is intezaar mein kis kis se pyaar kiya humne..........
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 37
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:04:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer