|
|
sandeepparker
Guest
|
|
«Reply #316 on: July 02, 2005, 08:30:44 AM » |
|
kamal hai mera mann karta hai issiliye reply karti hun ...........aapko acha nahi lagta tuh teek hai
mari aankhon se kabhi hatta hi nahi uska chehra tha ya koi noor-e-manjar maine kosish ki bahut use bhulane ki par bhulti kasie vo tuh basa tha jaise meri ruh ke ander badhiya hai jee.. kamaal hai... lagta hai zindagi se rishta badal raha hai main bhi khafa khafa hoon woh bhi khafa khafa hai nadaan jhaank dil maiN usmaiN khuda chhupa hai pathar ki mooraton mai samjha hai tu khuda hai aakhir yeh kaisi chaahat, kaisa hai yeh taalluque jaan soz hai bicharna, milna bhi ek saza hai NM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bhambra
Guest
|
|
«Reply #317 on: July 02, 2005, 08:33:40 AM » |
|
THAT'S LIKE A GOOD BOY...kamal hai mera mann karta hai issiliye reply karti hun ...........aapko acha nahi lagta tuh teek hai
mari aankhon se kabhi hatta hi nahi uska chehra tha ya koi noor-e-manjar maine kosish ki bahut use bhulane ki par bhulti kasie vo tuh basa tha jaise meri ruh ke ander badhiya hai jee.. kamaal hai... lagta hai zindagi se rishta badal raha hai main bhi khafa khafa hoon woh bhi khafa khafa hai nadaan jhaank dil maiN usmaiN khuda chhupa hai pathar ki mooraton mai samjha hai tu khuda hai aakhir yeh kaisi chaahat, kaisa hai yeh taalluque jaan soz hai bicharna, milna bhi ek saza hai NM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #318 on: July 02, 2005, 08:34:06 AM » |
|
aji yeh dono kahan ladte hain....yeh to yun hi shayari karte hain..... nice both of u......
jispe dil aa jaye ek baar rehta hai aankhon ko uska har ghadi intzaar
kyun dhadkne badh jaati hain kyun dil ussi ko yaad karta hai jab bhi koi kissi se pyar karta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandeepparker
Guest
|
|
«Reply #319 on: July 02, 2005, 08:35:02 AM » |
|
well bhambra thanks for suggestion...aur yeh bata dun main ladai nahi kar raha hun....
Tu kahin bhi rahey sar pay teray ilzaam to hai, Teray hathon ki lakiron mein mera naam to hai .... Mujko tu apna bana ya na bana teri khushi, Tu zamanay mein meray naam say badnaam to hai ....... Meray hissay mein koi jaam na aaayaa na sahi, Teri mehfil mein meray naam koi shaam to hai ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bhambra
Guest
|
|
«Reply #320 on: July 02, 2005, 08:38:58 AM » |
|
well bhambra thanks for suggestion...aur yeh bata dun main ladai nahi kar raha hun....
Tu kahin bhi rahey sar pay teray ilzaam to hai, Teray hathon ki lakiron mein mera naam to hai .... Mujko tu apna bana ya na bana teri khushi, Tu zamanay mein meray naam say badnaam to hai ....... Meray hissay mein koi jaam na aaayaa na sahi, Teri mehfil mein meray naam koi shaam to hai .... SORRY FOR THAT, I SHOULD Interrupt YOU..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandeepparker
Guest
|
|
«Reply #321 on: July 02, 2005, 08:50:55 AM » |
|
hey its ok yaar ...
dosti mai aksar aisa hota hai.. kabhi jhagda to kabhi pyaar hota hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #322 on: July 02, 2005, 10:56:54 AM » |
|
kya baat hai aap sab ne bahut acha likha hai......
Mere haathon main kaash tera naam hota tuh main bhi hasti phir koi na gum hota Mera har jaam bas tere hi jo naam hota tuh chain se soti tere sine par mujhe bhi aram hota
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bhambra
Guest
|
|
«Reply #323 on: July 02, 2005, 11:00:51 AM » |
|
khud ko khoke tujhko paakar kya kya mila kya kahoon teri hoke jeene main kya aaya maza kya kahoon kaise din hain kaisee raaten kaisi fizaa kya kahoon meri hoke tune mujhko kya kya diyaa kya kahoon[NM]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandeepparker
Guest
|
|
«Reply #324 on: July 02, 2005, 11:08:04 AM » |
|
kya baat hai aap sab ne bahut acha likha hai......
Mere haathon main kaash tera naam hota tuh main bhi hasti phir koi na gum hota Mera har jaam bas tere hi jo naam hota tuh chain se soti tere sine par mujhe bhi aram hota haan jee abhi tak naraj ho kya... har ek baat pe kehte ho tum ke 'tu kya hai' tumheeN kaho ke yeh andaaz-e-guftgoo kya hai (NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #325 on: July 02, 2005, 11:18:44 AM » |
|
arye aisi koi baat nahi hai main bhala tumse naraz kaise ho sakti hun
main kya hun bin tere kuch bhi nahi mil jaun jo tujhme tuh kisi nayab hire se kam nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandeepparker
Guest
|
|
«Reply #326 on: July 02, 2005, 11:32:40 AM » |
|
arye aisi koi baat nahi hai main bhala tumse naraz kaise ho sakti hun
main kya hun bin tere kuch bhi nahi mil jaun jo tujhme tuh kisi nayab hire se kam nahi shukriya aap milte nahi to dil mai chubhan si hoti hai.. tu chali na jaye nigahon se meri ... isliye aankhen meri kam soti hai.. kab tak rahogi tum mujhe kafa... iss tarah roothne ki bhi ek hadd hoti hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjot
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture
Posts: 358 Member Since: May 2005
|
|
«Reply #327 on: July 02, 2005, 03:56:05 PM » |
|
saath jo chut jata tumhara nasiba bhi ruth jata humara tuhi hai bas tuhi mere jine ka sahara kaya hua agar yeh maikhana veerna hai na saki hai yaha na pamana hai na karo nasha kisi ek ke sahare… zamane mai aur bhi maikhane hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #328 on: July 04, 2005, 05:27:53 AM » |
|
good Manjot ji .........aur Sandeep ..........
hum tuh aa gaye hai yahan abh kaha jayenge bin tere kaise jiyenge hum tuh mar hi jayenge kaise kathti hai raatein tum milo hum tumhe batayenge kisi aur ke saath kadam badana bada mushkil hai ladkhadayenge jo kadam unhe kaise phir sambal payenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandeepparker
Guest
|
|
«Reply #329 on: July 04, 2005, 09:46:49 AM » |
|
thanks sandhya...
kisi ka yun to hua kaun umr bhar phir bhi" main usko dhoond raha hun nagar nagar phir bhi... mai uske paas hun uske qareeb hun kabse wo mujhko dhound rahi hai idhar udhar phir bhi... nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|