sandhaya
Guest
|
«Reply #45 on: May 04, 2005, 07:35:38 AM » |
|
tamaam umr tera intezaar kiya humne..... aur is intezaar mein kis kis se pyaar kiya humne.......... ye tuh kya kar raha hai apne hi marne ki dua kar raha hai ki tujhse hi tuh judi hai tere mehbub ki saansian kyun tuh usske saath itna bada daga kar raha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #46 on: May 04, 2005, 10:03:23 PM » |
|
tamaam umr tera intezaar kiya humne..... aur is intezaar mein kis kis se pyaar kiya humne.......... ye tuh kya kar raha hai apne hi marne ki dua kar raha hai ki tujhse hi tuh judi hai tere mehbub ki saansian kyun tuh usske saath itna bada daga kar raha hai ha ha ha ha ha ah ah aha dgha humney anhin su ney meri zindgi s kia hai wada kr k zindgi bhr k saath ka mujhay chor gya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #47 on: May 04, 2005, 10:20:20 PM » |
|
sukhriya aur bahut ache mujhe lagta hai ki main aapko sukhriya kehte kehte hi thak jaungi .
tune hume dil main basaya kafi hai hum issi main khush ho lete hai milna nasib main nahi tuh na sahi tune agle janam mera saath manga isse dua ne meri ye zindagi bhi mehkai hai
no need to saying thanks Sandhaya :thumb: yeh kya hua key har soo bikhrey hazar rang sab kuch wahi hai per kyun naya sa laga mujhe uss ney kaha tha saath chalein gey tammam umer agar such tha who to aaj kyun, beygana laga mujhe HumTum so nice of you HumTum kaise bataye tujhe ki hum kya chahte hai tuh khush rahe sadha ye harsooo chahte hai ki tu mile na mile hume hum jee lenge par teri mahobat mile tujhe ye dua chahte hai sandhaya :thumb: teri duaaooN ka hi to asar hai jana jo yeh zindgi shaad ho gyi hai teri muhoobat mili jo mujhko to meri duniya abaad ho gyi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #48 on: May 05, 2005, 05:52:57 AM » |
|
sukhriya aur bahut ache mujhe lagta hai ki main aapko sukhriya kehte kehte hi thak jaungi .
tune hume dil main basaya kafi hai hum issi main khush ho lete hai milna nasib main nahi tuh na sahi tune agle janam mera saath manga isse dua ne meri ye zindagi bhi mehkai hai
no need to saying thanks Sandhaya :thumb: yeh kya hua key har soo bikhrey hazar rang sab kuch wahi hai per kyun naya sa laga mujhe uss ney kaha tha saath chalein gey tammam umer agar such tha who to aaj kyun, beygana laga mujhe HumTum so nice of you HumTum kaise bataye tujhe ki hum kya chahte hai tuh khush rahe sadha ye harsooo chahte hai ki tu mile na mile hume hum jee lenge par teri mahobat mile tujhe ye dua chahte hai sandhaya :thumb: teri duaaooN ka hi to asar hai jana jo yeh zindgi shaad ho gyi hai teri muhoobat mili jo mujhko to meri duniya abaad ho gyi hai good Humtum .........aur thank u tere naam se meri khusion ki subha hoti hai tere naam se hi hi mere gumo ki raat hoti hai tuh hai haan tuhi hai vo jiske daman main meri needein bekhouf hoke chain se soti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #49 on: May 05, 2005, 09:57:46 AM » |
|
kya baat hai Sandhaya ji .... :thumb:
Husn se aj chand bhi sharmaya hai tere chehre ne kuch aisa gazab dhaya hai maang lete tujhe aaj uss khuda se par woh bhi tera gulam nazar aya hai!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #50 on: May 06, 2005, 08:15:45 AM » |
|
kya baat hai Sandhaya ji .... :thumb:
Husn se aj chand bhi sharmaya hai tere chehre ne kuch aisa gazab dhaya hai maang lete tujhe aaj uss khuda se par woh bhi tera gulam nazar aya hai! too good HumTum Ji.......and thank u main hun ek insaan mamuli si tuh na khuda ko mera gulam keh ki uski hi meher hai ki tum mere dost ho tuh uski khudai ko, uski inayoton ko badnaam na keh
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #51 on: May 06, 2005, 08:23:31 AM » |
|
kya baat hai Sandhaya ji .... :thumb:
Husn se aj chand bhi sharmaya hai tere chehre ne kuch aisa gazab dhaya hai maang lete tujhe aaj uss khuda se par woh bhi tera gulam nazar aya hai! too good HumTum Ji.......and thank you main hun ek insaan mamuli si tuh na khuda ko mera gulam keh ki uski hi meher hai ki tum mere dost ho tuh uski khudai ko, uski inayoton ko badnaam na keh teri pnahoon mein guzarta hoon har lamha apna tere hi sajdey pe yeh sir jukata hoon ho gulshan-e-bhar ya shail-o-samunder har soo har jagah tujhi ko pata hoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #52 on: May 06, 2005, 09:33:36 AM » |
|
kya baat hai Sandhaya ji .... :thumb:
Husn se aj chand bhi sharmaya hai tere chehre ne kuch aisa gazab dhaya hai maang lete tujhe aaj uss khuda se par woh bhi tera gulam nazar aya hai! too good HumTum Ji.......and thank you main hun ek insaan mamuli si tuh na khuda ko mera gulam keh ki uski hi meher hai ki tum mere dost ho tuh uski khudai ko, uski inayoton ko badnaam na keh teri pnahoon mein guzarta hoon har lamha apna tere hi sajdey pe yeh sir jukata hoon ho gulshan-e-bhar ya shail-o-samunder har soo har jagah tujhi ko pata hoon kon hai jo mere dil ko tadhpata hai kon hai jo mujhe raaton ko jagata hai kiske liye main bekhrar hun itni kon hai jo apni khusbu se meri saanson ko mehkata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #53 on: May 06, 2005, 09:37:51 AM » |
|
kya baat hai Sandhaya ji .... :thumb:
Husn se aj chand bhi sharmaya hai tere chehre ne kuch aisa gazab dhaya hai maang lete tujhe aaj uss khuda se par woh bhi tera gulam nazar aya hai! too good HumTum Ji.......and thank you main hun ek insaan mamuli si tuh na khuda ko mera gulam keh ki uski hi meher hai ki tum mere dost ho tuh uski khudai ko, uski inayoton ko badnaam na keh teri pnahoon mein guzarta hoon har lamha apna tere hi sajdey pe yeh sir jukata hoon ho gulshan-e-bhar ya shail-o-samunder har soo har jagah tujhi ko pata hoon kon hai jo mere dil ko tadhpata hai kon hai jo mujhe raaton ko jagata hai kiske liye main bekhrar hun itni kon hai jo apni khusbu se meri saanson ko mehkata hai tu hi to hai jo har jagah nazar aati hai meri har saans mein khusboo bhar jati hai je rha hoon bus teri muhoobat mein tu hi to hai jo khayaaloon mein har bar aati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #54 on: May 06, 2005, 10:11:38 AM » |
|
kya baat hai Sandhaya ji .... :thumb:
Husn se aj chand bhi sharmaya hai tere chehre ne kuch aisa gazab dhaya hai maang lete tujhe aaj uss khuda se par woh bhi tera gulam nazar aya hai! too good HumTum Ji.......and thank you main hun ek insaan mamuli si tuh na khuda ko mera gulam keh ki uski hi meher hai ki tum mere dost ho tuh uski khudai ko, uski inayoton ko badnaam na keh teri pnahoon mein guzarta hoon har lamha apna tere hi sajdey pe yeh sir jukata hoon ho gulshan-e-bhar ya shail-o-samunder har soo har jagah tujhi ko pata hoon kon hai jo mere dil ko tadhpata hai kon hai jo mujhe raaton ko jagata hai kiske liye main bekhrar hun itni kon hai jo apni khusbu se meri saanson ko mehkata hai tu hi to hai jo har jagah nazar aati hai meri har saans mein khusboo bhar jati hai je rha hoon bus teri muhoobat mein tu hi to hai jo khayaaloon mein har bar aati hai mere khyaalo ko mehkaya jisne meri dhadkano ko badaya jisne kaisi hai uski ye berukhi hume abhi tak kyun apna chehra nahi dikhaya usne
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #55 on: May 06, 2005, 10:19:31 AM » |
|
woh ketye hai ki humsey kabhi rubru huye nhi humey bhi arzuu hai chahra-e-chaand dekhney ki !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #56 on: May 06, 2005, 10:37:30 AM » |
|
woh ketye hai ki humsey kabhi rubru huye nhi humey bhi arzuu hai chahra-e-chaand dekhney ki !! tumhe chand tuh dikhai deta hoga aasmaan main mujhe nur bara chehra kaha dekhai deta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #57 on: May 06, 2005, 10:42:07 AM » |
|
baksha hai khuda ne tuhjey husn itna ke ghar mein kabhi chiraagoo ki jruurat nhi padi !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #58 on: May 06, 2005, 11:01:21 AM » |
|
humara husn bekarr hai dildaar ke bina ki mahobaat hi tuh husn ko aur javan banati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #59 on: May 06, 2005, 11:58:44 AM » |
|
teri assi batien sun ke humdum dil mein ik kasak si jaag jati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|