HumTum
Guest
|
«Reply #90 on: May 12, 2005, 02:08:16 PM » |
|
ek hum hai jo unki awaj sunne ko taras jate hai ek vo hai jo awaj sunte hi baras jate hai
ek hum hai jo unhe dekhne ko machal jate hai ek vo hai jo dekhke andekha kar jate hai
ek hum hai jise saari raat neend nahi aati ek vo hai jo bistar pe padhte hi so jate hai
ek hum hai vo unhe diwano ki tarah chahte hai ek vo hai jo begano ke piche baagte hai
ek hum hai jo unhe apna sabkuch mante hai ek vo hai jo hume dost keh kar dosto main pehchante hai
vo bhi sayad chahte hai hume par ijhar nahi karte hume mahobat hai unse ye sach vo humari nigahon se pehchante hai Sandhaya .... very nice ... :thumb:
Pehali Nazar mili to bas tham gayi tithak kar Dil ne kahaa ki padh le yeh hai tera muqaddar
Khul kar mile bi naa the ke door ho gaye hain Is baar pyaar doonga mere yaar tujh ko jee bhar
Kuchh roz se naa nikale ham sair ko bhi kyon ke Bagiyaa ke phool paudhe tujhe poochate hain aksar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #91 on: May 12, 2005, 08:18:29 PM » |
|
Kuchh wajah bhi hai ruth jaane ke liye dil rota hai tujhe pukaarne ke liye zindagi tarasti hai teri ek jhalak ke liye teri ek muskaan kaafi hai mujh ko manaane ke liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #92 on: May 13, 2005, 06:12:35 AM » |
|
ek hum hai jo unki awaj sunne ko taras jate hai ek vo hai jo awaj sunte hi baras jate hai
ek hum hai jo unhe dekhne ko machal jate hai ek vo hai jo dekhke andekha kar jate hai
ek hum hai jise saari raat neend nahi aati ek vo hai jo bistar pe padhte hi so jate hai
ek hum hai vo unhe diwano ki tarah chahte hai ek vo hai jo begano ke piche baagte hai
ek hum hai jo unhe apna sabkuch mante hai ek vo hai jo hume dost keh kar dosto main pehchante hai
vo bhi sayad chahte hai hume par ijhar nahi karte hume mahobat hai unse ye sach vo humari nigahon se pehchante hai Sandhaya .... very nice ... :thumb:
Pehali Nazar mili to bas tham gayi tithak kar Dil ne kahaa ki padh le yeh hai tera muqaddar
Khul kar mile bi naa the ke door ho gaye hain Is baar pyaar doonga mere yaar tujh ko jee bhar
Kuchh roz se naa nikale ham sair ko bhi kyon ke Bagiyaa ke phool paudhe tujhe poochate hain aksar
sukhriya humtum JI and nice reply ........as always Yaad aate hai vo pal suhane unko jab banate the apna sirana tumko ki na jane vo mousam kaha kho gaye humtum kyun phir akele ho gaye ki ye mousam abh tuh ache nahi lagte ki tere bina vo kisi aur ke saath nahi jachte
|
|
|
Logged
|
|
|
|
f_r_i_e_n_d
Guest
|
|
«Reply #93 on: May 13, 2005, 08:58:41 AM » |
|
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai
jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke vo aankhon ke raste nikalta kyun hai Ae dil tu..........................
main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai Ae dil tu..........................
main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai Ae dil tu..........................
vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai Ae dil tu..........................
Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko phir reh reh ke sambalta kyun hai Ae dil tu..........................
Excellent one sandhya ji.... shabd nahi hain is shayiri ke bare me kehne ke liye.... really a greate one.... u hav added one more fan in ur list.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #94 on: May 13, 2005, 09:33:01 AM » |

sukhriya Friend ji mujhe bahut khusi hai ki aapko mera ye likha acha laga aur aap jaise himmat badane wale logo ka tuh hum hamesha swagat karte hai thanks alot .......... tum karte ho tarif bhi kisi dua kai tarah ae dost hume khuda ki rajamandi ki khusbhu aati hai usme
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thelostworld
Guest
|
|
«Reply #95 on: May 13, 2005, 10:49:07 AM » |
|
nice sandhya.. hum tum and naveed!!
Ae khat ja unke haathon ko chumle.. jab wo padhe toe unke hotho ko chumle.. khuda na kare voh faad bhi dale to girte girte unke kadamo ko chumle..!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #96 on: May 13, 2005, 10:53:31 AM » |
|
ek hum hai jo unki awaj sunne ko taras jate hai ek vo hai jo awaj sunte hi baras jate hai
ek hum hai jo unhe dekhne ko machal jate hai ek vo hai jo dekhke andekha kar jate hai
ek hum hai jise saari raat neend nahi aati ek vo hai jo bistar pe padhte hi so jate hai
ek hum hai vo unhe diwano ki tarah chahte hai ek vo hai jo begano ke piche baagte hai
ek hum hai jo unhe apna sabkuch mante hai ek vo hai jo hume dost keh kar dosto main pehchante hai
vo bhi sayad chahte hai hume par ijhar nahi karte hume mahobat hai unse ye sach vo humari nigahon se pehchante hai Sandhaya .... very nice ... :thumb:
Pehali Nazar mili to bas tham gayi tithak kar Dil ne kahaa ki padh le yeh hai tera muqaddar
Khul kar mile bi naa the ke door ho gaye hain Is baar pyaar doonga mere yaar tujh ko jee bhar
Kuchh roz se naa nikale ham sair ko bhi kyon ke Bagiyaa ke phool paudhe tujhe poochate hain aksar
sukhriya humtum JI and nice reply ........as always Yaad aate hai vo pal suhane unko jab banate the apna sirana tumko ki na jane vo mousam kaha kho gaye humtum kyun phir akele ho gaye ki ye mousam abh tuh ache nahi lagte ki tere bina vo kisi aur ke saath nahi jachte bahoot khoob sandhaya ji kya baat hai .....
dilbhar teri ankhon mein paa liya hai pyar Aaj mere dil pe mera nhi rha ikhtiyaar yun duur duur se na sta mujhko 'HumDum' Aa meri bhaoon mein ake smaja yaar !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #97 on: May 13, 2005, 10:57:59 AM » |
|
sukhriya faree humtum and lost world ji
pyar ki baat karte hai vo chup chupke chalti hai saansein dekhke unhe ruk ruke kya hai ajeeb sa ye ehsaah dilon ka ki uthti hai niganein bhi abh jukh jukhke
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #98 on: May 13, 2005, 11:02:19 AM » |
|
Sandhaya :thumb:
pyaar ko kissi alfazo ki jruurat nhi yeh shamil kissi alfaz mein kha hota hai yeh to woh fasana hai "HumTum" jo hoonthon se nhi ankhoon se byaan hota hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #99 on: May 13, 2005, 11:30:27 AM » |
|
Sandhaya :thumb:
pyaar ko kissi alfazo ki jruurat nhi yeh shamil kissi alfaz mein kha hota hai yeh to woh fasana hai "HumTum" jo hoonthon se nhi ankhoon se byaan hota hai !! annkhon se byan karte hai aasihq ki jo hoothon se kaha nahi jata hai ye dard bada pyar hota hai Humtum isse chodke bhi raha nahi jata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #100 on: May 13, 2005, 12:19:32 PM » |
|
Sandhaya :thumb:
mehboob jo hai meri pnahoo mein to sari duniya zanaat lagti hai kuch is trah se sma gyi woh mujhmein fursat mein maangi hui mannat lagti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #101 on: May 13, 2005, 12:28:15 PM » |
|
Sandhaya :thumb:
mehboob jo hai meri pnahoo mein to sari duniya zanaat lagti hai kuch is trah se sma gyi woh mujhmein fursat mein maangi hui mannat lagti hai bahut koob Humtum ji Tere liye har dard seh ke hum jee lenge tuh mil jaye tuh pyaase bhi jee lenge ki meri saanein chahe ruk jaye Humtum hum tuh doston ki saanon pe hi jee lenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #102 on: May 13, 2005, 12:46:58 PM » |
|
Nice Ones HumTum & Sandhaya....
Kirchiyaan kaun samite ga shikasta dil ki Ab tau sochta hoon, chup chaap bikhar jaun
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #103 on: May 13, 2005, 12:50:14 PM » |
|
Ae dil tu mahobaat karta kyun hai jo karta hai tuh phir tadapta kyun hai
jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke vo aankhon ke raste nikalta kyun hai Ae dil tu..........................
main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha vo tuh phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai Ae dil tu..........................
main dhadkan hum uske dil ki vo kehta tha mujhse phir aaj uska dil mere bina dhadkta kyun hai Ae dil tu..........................
vo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai Ae dil tu..........................
Ye dil bhi ajeeb hota hai dosto kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko phir reh reh ke sambalta kyun hai Ae dil tu..........................
Gud one sandhaya ji......... Dil ki bat hai juban pe tere aaj kyu phir se, Kab se toh tune dil ki kabhi suni hi nahi.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #104 on: May 13, 2005, 12:56:37 PM » |
|
Sandhaya :thumb:
mehboob jo hai meri pnahoo mein to sari duniya zanaat lagti hai kuch is trah se sma gyi woh mujhmein fursat mein maangi hui mannat lagti hai bahut koob Humtum ji Tere liye har dard seh ke hum jee lenge tuh mil jaye tuh pyaase bhi jee lenge ki meri saanein chahe ruk jaye Humtum hum tuh doston ki saanon pe hi jee lenge wah sandhaya ji ... aap ke iss dostana andaaz pe kuch yun hua haal mera gumaan se panv fool gaye , ankhien chalki khushi se
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|