Aia Bade Saba Tu Aahista Chal

by javedarshad on July 07, 2009, 03:16:13 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 4516 times)
Deepati
Guest
«Reply #15 on: July 08, 2009, 01:27:49 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah Javedarshad Ji... Bahut he pyaari hai aapki yeh pyaar bhari nazam!  Har ek alfaaz mein pyaar he pyaar chhalk raha hai! Bahut Bahut Bahut khoob! Daad qabool karein! Applause Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aahista aahista.... by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Humein Aa-Hii Gaya Hunar Aahista Aahista! by nirbhay in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 »
....Zara Aahista Chal.... by angel4u in Shayri-E-Dard
*****Aahista ***** by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Aahista Chal by rishimahoday in Ghazals
javedarshad
Guest
«Reply #16 on: July 08, 2009, 01:36:23 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause

Mashallah....Bohot hi khoobsurat nazm likhi hai Javed sb. Mohabbat main doobi hui, chaashni si lagti hai padh ke....Bohot bohot Khoob !!!
Shukria aap ka Talat
In jazbaat ko kia naam don
yeh tobas Qalam ke aansu hain

javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #17 on: July 08, 2009, 01:45:18 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah Javedarshad Ji... Bahut he pyaari hai aapki yeh pyaar bhari nazam!  Har ek alfaaz mein pyaar he pyaar chhalk raha hai! Bahut Bahut Bahut khoob! Daad qabool karein! Applause Applause







Bahu bahut Shukria Deepati Ji

Labe khamoosh se kuinker izhare muhabbat keejiye
Kuin na shermati aankhoN se muddua bayan keejiye

Aap ki is nawazish ka shukria ,



javed

Logged
javedarshad
Guest
«Reply #18 on: July 08, 2009, 02:14:37 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob javed ji Applause Applause


shukria Roja sahiba

aapka





javed
Logged
shayara
Guest
«Reply #19 on: July 08, 2009, 08:05:03 AM »
Reply with quote
Javed Sahab,

Taareef ke qaabil hai aapki ye nazm. Bohot khoob.
Logged
aaina
Guest
«Reply #20 on: July 08, 2009, 09:36:59 AM »
Reply with quote
Hi Aaina

Bahut bahut shukria aap ke is dilkash andaze bayaan ka



Loog kahte hain tujh per shabaab aata hai
Kaise dekhoon aaina mujhko hijab aata hai

aap ke naam


javed



my pleasure javed sahab, bhut hi khoosurat sher bhut shukriya
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #21 on: July 08, 2009, 01:16:20 PM »
Reply with quote
Bahoth qoob javed sahab !! kya kahene !! wah bhai wah maaza aagaya !! allah apko khush rakhe !! bahoth khuch sikha jaate ho yaar app !!


Qadeertoopchi

Bahut bahut shukria
Toopchi saheb aapka

kia baat hai subh se is ghareeb ke aalawa aur koi aap se nahin takraya tha

aap ki tareef aur muhabbat ka behad mashkoor hun

Duan ka talib

javed
Logged
MHussain
Guest
«Reply #22 on: July 08, 2009, 01:29:54 PM »
Reply with quote
Mr. Javed, interesting poetry, reminds me of Maulana Hali's namz.
Bravo!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #23 on: July 08, 2009, 01:38:18 PM »
Reply with quote
Bahoot Bahoot Khoob Javed Ji.. bahoot hi khubsurat likha hai... bahoot Khoob!
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #24 on: July 08, 2009, 01:45:07 PM »
Reply with quote
Shukria Shayara

nawazish hai aap ki






javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #25 on: July 08, 2009, 01:48:27 PM »
Reply with quote
Mr. Javed, interesting poetry, reminds me of Maulana Hali's namz.
Bravo!


Husaain Sb.
Adaab
bahut bahut shukria
aapne padha aur isko saraha
aur izzat afzai ka shukria


mukhlis


javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #26 on: July 08, 2009, 03:56:21 PM »
Reply with quote
Bahoot Bahoot Khoob Javed Ji.. bahoot hi khubsurat likha hai... bahoot Khoob!


ap ka bahut bahut  shukria

sophi ji










javed
Logged
mistufer
Guest
«Reply #27 on: July 08, 2009, 04:19:13 PM »
Reply with quote
Aia bade saba tu aahista chal
Soyaa hai abhi Mahboob mera
Aia bade saba tu aahista chal

Woh naaz-o-ada woh paich-o-kham
Sharm-o-haya rooke thee  qadam
Woh girna uske aanchal ka
Woh khanakna uski payal ka
Ankhon mein chamakta khuwab hai uske
LabooN per mera bas naam hai uske
Aia bade saba tu aahista chal
Soyaa hai abhi mahboob mera

HoontoN per tabbassum chaya hai
KhuwaboN mein aik khuwab jagaya hai
Kahti hai yeh seene ki dhadkan
Meri aaghoosh mein khud ko paya hai
Aia bade saba tu aahista chal
Sooya hai abhi mahboob mera

Maine jo khuwab sajaye they
Tanhayee mein jo jazbe jagaye they
Aaj sherminda woh khuwaab huye
Sare jazbe bhi aabaad huye

Tujh mein hai baala ki serseraahat
Badan mein uske na chubhti hoo
Thapki zara halke se daina
Mushkil se hai aankh lagee
Aia bade saba tu aahista chal
Soyaa hai abhi mahboob mera




Javed
 


javed ji
wahhhhhhhhhhh kitni rumani nazm likhi hai
har pankti mein pyaar ji jhalak hai.
yunhi likhte rahiye.
nira
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #28 on: July 08, 2009, 04:58:42 PM »
Reply with quote
Adaab Nira Ji


kaisi hain aap

aapne padha pasand kiya


bahut bahut shukria




javed
Logged
MHussain
Guest
«Reply #29 on: July 10, 2009, 12:20:18 AM »
Reply with quote
I like your Ikhlas. Thanks
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:57:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer