Aia Bade Saba Tu Aahista Chal

by javedarshad on July 07, 2009, 03:16:13 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 4620 times)
javedarshad
Guest
«Reply #30 on: July 10, 2009, 11:48:53 AM »
Reply with quote
Shukria Husain  Sb.



Javed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aahista aahista.... by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Humein Aa-Hii Gaya Hunar Aahista Aahista! by nirbhay in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 »
....Zara Aahista Chal.... by angel4u in Shayri-E-Dard
*****Aahista ***** by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Aahista Chal by rishimahoday in Ghazals
Deepati
Guest
«Reply #31 on: July 11, 2009, 06:09:29 AM »
Reply with quote






Bahu bahut Shukria Deepati Ji

Labe khamoosh se kuinker izhare muhabbat keejiye
Kuin na shermati aankhoN se muddua bayan keejiye

Aap ki is nawazish ka shukria ,



javed



Wah Wah kya baat hai, Javed Ji! Bahut khoob! Applause


Aaj E-dil lab-o-rukhsaar ki baatein he sahi,
Waqt kat jaayega kuch pyaar ki baatein he sahi.

Yun tou katati he rahegi gam-e-dauraan mein hayaat,
Aaj ki raat gam-e-yaar ki baatein he sahi.

Zinda rahne ki kabhi tou koi surat nikle,
Isharat-e-aalam-e-diidaar ki baatein he sahi.(nm)


Logged
javedarshad
Guest
«Reply #32 on: July 12, 2009, 08:59:58 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob

Goonjta hooga jab bhi ghame ishq ka naghma
Dare tak tujhko meri yaad satati hoo gee

Tere iqraar ne cheen hi leen hain meri sansain
kia yeh khaber , aa nahin sakti thee ahista ahista





javed
Logged
Deepati
Guest
«Reply #33 on: July 14, 2009, 01:58:40 AM »
Reply with quote
Bahut khoob, Javed Ji! Applause


Har tarannum mein mili hai teri awaaz mujhe,
Ek he nagma sunaata hai har ek saaz mujhe...
 
Jaise viiraane se takraa ke palatati hai sadaa,
Dil ke har goshe se aayi teri awaaz mujhe.(nm)
Logged
Roja
Guest
«Reply #34 on: July 14, 2009, 02:50:10 AM »
Reply with quote
Wah wah good going Javed ji and Deepati  Clapping Smiley
Logged
Roja
Guest
«Reply #35 on: July 14, 2009, 02:53:20 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob

Goonjta hooga jab bhi ghame ishq ka naghma
Dare tak tujhko meri yaad satati hoo gee

Tere iqraar ne cheen hi leen hain meri sansain
kia yeh khaber , aa nahin sakti thee ahista ahista


javed

Agar Ishara Karo Kitne Mer Jayenge
Naam Apna Zamane Mein Kar Jayenge
Her Nazer Doondti Hai Tyumhe Raah Mein
Fir Rahe Hai Diwani Teri Chaah Mein
Logged
Pooja
Guest
«Reply #36 on: July 14, 2009, 04:01:59 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai Javed ji, Roja and Deepti ji...
App sab ki shayri parr kar ek shakas ki yaad aa gai.. bahoot likha uske sath yaha Yo per..

goom hu teri yaandon main
ankhon mai wo he muskaan atti hai

jee chahe basa lu tumhe in ankhon mai
per tujhe dekhte he yah najar jhuk jaati hai!!
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #37 on: July 14, 2009, 01:11:55 PM »
Reply with quote
wah bahut khoob deep ji


Justujuai shaauq ki guftugu na ker aia nadaaN
Yeh woh unwaaN hain jo mushkil se nibhte hain




javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #38 on: July 14, 2009, 01:16:32 PM »
Reply with quote
Roja ji bahut khoob

Na sahil ka pata maaloom na manzil ka nishaaN maaloom
Talatum hai samunder mein na mallah hai na patwar hath mein





javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #39 on: July 14, 2009, 01:22:11 PM »
Reply with quote
KIa baat hai Pooja

chalain kuch dair humlogon ke sath bhi chal laiN
ho sakta hai kuch dair ke liye gham halka ho jaye


Arz Hai

Kuinker bhula sake ga use in gulooN ka rang
Jis per chadha ho tere in lab-o-rukhsar ka rang






javed
Logged
aaina
Guest
«Reply #40 on: July 14, 2009, 05:36:23 PM »
Reply with quote
Hi Aaina

Bahut bahut shukria aap ke is dilkash andaze bayaan ka



Loog kahte hain tujh per shabaab aata hai
Kaise dekhoon aaina mujhko hijab aata hai

aap ke naam


javed




bhut shukriya javed sahab..........................

aaina aaine se baat karta hai

mera chehra talaash karta hai
Logged
Deepati
Guest
«Reply #41 on: July 15, 2009, 02:07:48 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Shukriya Roja aur Pooja Ji!

Aap logon ne hamesha ki tarah kamaal kaa likha hai!  Bahut Bahut khoob Pooja Ji, Roja Ji, aur Javed Ji!
Applause Applause Applause

Aaina Ji... Very nice lines! Applause

Logged
Deepati
Guest
«Reply #42 on: July 15, 2009, 02:09:48 AM »
Reply with quote
wah bahut khoob deep ji


Justujuai shaauq ki guftugu na ker aia nadaaN
Yeh woh unwaaN hain jo mushkil se nibhte hain




javed

Arrey hamaara tou naam he badal gaya! Usual Smile  Shukriya, Javed Ji!

Wah kya khoob likha hai... Applause


Tere dar pe woh aa he jaate hain,
Jin ko peene ki aas ho saaqi...
 
Aaj itani pila de aankhon se,
Khatm rindon ki pyaas ho saaqi.(nm)


Logged
javedarshad
Guest
«Reply #43 on: July 15, 2009, 03:21:20 AM »
Reply with quote
bahut khoob

piyaas hai to saqi hai aur maikhana hai
jahan rind nahin woh to bas weerana hai


sorry naam aap apna wahi likh lain
javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #44 on: July 15, 2009, 12:39:49 PM »
Reply with quote
Aaina Sb
Adaab
 shukria kai khoob likha hai
Aaina dekh ker aaj pareeshaaN sa hai
Jaise woh mujhko pahchanta hi naheeN




javed
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:48:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer