HumTum
Guest
|
«Reply #45 on: July 15, 2009, 12:53:14 PM » |
|
Ahhhh ... bahut khoob Javed sahab ... ik meethi si pyaari ... dil ko gudghudati ... ishq ke shole ko badkhati .. rachna hai.... daad kabool kijiye!
Jab se tumko dil mein basa liya hai Saari duniya ko phir bhula diya hai Bhook nai need nai chend nai araam nai Sab kehte hai yeh kya rog lga liya hai !!
regards,
HT
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
javedarshad
Guest
|
|
«Reply #46 on: July 15, 2009, 01:08:39 PM » |
|
Adaab H T
shukria is muhabbat ka
waise yun kahna kis had tak theek rahega
Ishq bazoon ke teen pate hoote hain kapde phate tan late adde per date hoote hai
yeh shair kahun ya jo bhi kabhi bachpan mein kisi ashiq ki zubaan suna tha
javed
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #47 on: July 15, 2009, 01:22:35 PM » |
|
Hahaha ... kya khoob kahi Javed sahab.. Haan ji ... hota hai yun bhi haal ishq ke maroN ka .... jab ishq ki naav mein saqaar ho jao ... to phir bhala duniya ki kabar kissee ... isliye hi shyaad AshiqoN ko dewana naam de diya ... kahir ... khoob rhi ...
Dil ko apne kudh hi bemaar kar liya Humne ik haseena se pyaar kar liya!!
regards,
HT
|
|
|
Logged
|
|
|
|
javedarshad
Guest
|
|
«Reply #48 on: July 15, 2009, 01:26:49 PM » |
|
Kia baat hai H T Sb. Waise kuch loog aur kuch kahte hai
piyaar wiyaar to aik bahana hai hamain to kuch pal unhain satana hai
javed
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #49 on: July 15, 2009, 01:33:38 PM » |
|
Ahhh - woh pyaar hi kya jismein .. dil pareshaaN na ho... koi ranjish na ho koi armaaN na ho .... haan jee yeh bhi ishq ka hi hissaa hai .... wohi purana kissaa hai ....
Aaj unko bhi ishq mein satayege hum Unpar unhi ka hunar aazmaayege hum !!
regards,
HT
|
|
|
Logged
|
|
|
|
javedarshad
Guest
|
|
«Reply #50 on: July 15, 2009, 07:37:33 PM » |
|
kia kahne
Tere hunar dhare rah jayaingay Doosre aaker maze udaain gay
javed
|
|
|
Logged
|
|
|
|
MHussain
Guest
|
|
«Reply #51 on: July 15, 2009, 11:24:18 PM » |
|
Just to unwind here's one
Masawa merey dekha sab ne hijab mein Jo likha us ney dil ki kitab mein Chahat bharey geet they merey liey Jinhein gungunati rahi merey intazar mein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #52 on: July 16, 2009, 02:40:37 AM » |
|
shukria Roja sahiba
aapka
javed
Welcome Janab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
javedarshad
Guest
|
|
«Reply #53 on: July 16, 2009, 02:54:10 PM » |
|
tx
javed
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #54 on: July 16, 2009, 02:58:52 PM » |
|
waah Javed Sahab...
Dil ke kore kagaj par tumne Siyaahi apne husn ki bhar di Khol kar apne geusoun ko tumne Shaam rangeeN aur bhi kar dii !!
Regards,
HT
|
|
|
Logged
|
|
|
|
javedarshad
Guest
|
|
«Reply #55 on: July 16, 2009, 04:36:03 PM » |
|
Husain Sb bahut khoob
But ban gayee thee woh intezaar mein Lab they sile aur ankhain theen ashkbar
javed
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #56 on: July 17, 2009, 03:01:27 PM » |
|
bhut khoob hussain sahb, kaash, humtum aur javed sahab...
ye dil bhut udaas hai jabse khabr hui milte ho tum khuloos se har aashna ke saath(nm)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
javedarshad
Guest
|
|
«Reply #57 on: July 17, 2009, 03:08:18 PM » |
|
Aaina dad qubool ho share kerne ki aap ko bhi aik shair likh dete hain jo is mad mein kaha tha
Woh tum they tum jise na bhula saka main woh main main na raha jise yaad karu tum
javed
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #58 on: July 17, 2009, 03:14:27 PM » |
|
Aaina dad qubool ho share kerne ki aap ko bhi aik shair likh dete hain jo is mad mein kaha tha
Woh tum they tum jise na bhula saka main woh main main na raha jise yaad karu tum
javed
khoob javed shahb bhut khoob............... chand lines ahmed faraaz sahab ki yaad aa gayin shayd pehle bhi share ki ho.n
kaha tha kisne ke ehed ek wafa karo usse jo you.n kya hai to phir kyun gila karo usse ye kya ke tumhi gham e hijar ke fasaane kaho kabhi to uske bahaane suna karo usse
|
|
|
Logged
|
|
|
|
javedarshad
Guest
|
|
«Reply #59 on: July 17, 2009, 09:16:37 PM » |
|
Aiana aapne to usatd ki nazmlikh di
ab mainjawab nahin de sakta
tx for sharing
javed
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|