Ajao Samney Chuptay Kiun Ho ..........FN

by Saba_Saba on July 16, 2005, 08:16:23 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2323 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
Reply with quote
Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho

Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa
pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho

Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho
dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho

In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum
mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho

Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho
milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
LOT KEY AJAO..... by SADIQA JAWED in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
LOT K AJAO K AB...!!! by SADIQA JAWED in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Hindi ke new definitions.. chalo sab class me ajao.. by nishita in SMS , mobile & JOKES
Jab Kabhi Samney Woh Mujhey Nazar Aata Hey by Zamir Ka Qaidi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Kabhi toh sanam aao samney by nandbahu in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
bhambra
Guest
«Reply #1 on: July 16, 2005, 08:37:30 AM »
Reply with quote
Wah wah Saba, kya baat hai, Kepp it up....

Quote from: "Saba_Saba"
Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho

Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa
pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho

Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho
dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho

In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum
mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho

Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho
milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #2 on: July 16, 2005, 12:17:26 PM »

nice jas...

raat ka paich-o-kham teri zulfen
chandani ka nikhaar, tera badan

subah ki naram law  matha tera
pighla pighla sa aanch per kundan

hont tere shafaq ka maikhana
aankh teri, bahaar ka maskan

ik lachakta hilaal, ya abroo
ik lapakti shuaa' , ya chitwan
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #3 on: July 16, 2005, 12:22:39 PM »
Reply with quote
Tumhe dekh ke hum ro denge jab jante ho
saamne aa ke hume rulate kyun ho

pyaar karte ho tum humse jante hai hum
hum mil nahi sakte tuh isse jatate kyun ho

kaise hoti hai saansein meri ye bojal haste haste aansu nikalte hai
jab jante ho ki hasna kismat main nahi tuh hasate kyun ho
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #4 on: July 16, 2005, 12:33:22 PM »
Reply with quote
Kaafi dino jiyaa hun kisi dost ke bagair
Ab tum bhi saath chhodne ko kah rahe ho,.. khair
nm
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #5 on: July 16, 2005, 02:09:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho

Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa
pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho

Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho
dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho

In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum
mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho

Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho
milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho

wah saba,bohat accha likh rahi hain aap ajkal Usual Smile
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #6 on: July 16, 2005, 10:11:56 PM »
Reply with quote
Thank You For All This............................................!!!
Logged
FAREE
Guest
«Reply #7 on: July 21, 2005, 03:41:16 AM »
Reply with quote

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8
Thank You

Saba Ji
Ek bar nazar mila le agar woh...
To mehek jaye khamosh raat,
Iss tarhan tum dil ke kareeb aati ho...
Ki behek jatein hain merey jazbaat.[/size]
[/b]
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #8 on: July 21, 2005, 05:43:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "FAREE"

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8
Thank You

Saba Ji
Ek bar nazar mila le agar woh...
To mehek jaye khamosh raat,
Iss tarhan tum dil ke kareeb aati ho...
Ki behek jatein hain merey jazbaat.[/size]
[/b]

wah hujur kya baat hai...

kya jazbaat hai dost.. good
well faree kahan the yaar...

tu hi bata teri najro ne yahan ...
tu hi bata teri najro ne yahan..
kisi aur ko dekha agar to mera hoga kya.....

tu hi bata yeh kiski hai saja...
tu hi bata yeh kiski hai saja..
dil chahe tujhe hi raat din, isme meri kya khata....nm
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #9 on: July 21, 2005, 12:36:49 PM »
Reply with quote
Quote from: "FAREE"

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8
Thank You

Saba Ji
Ek bar nazar mila le agar woh...
To mehek jaye khamosh raat,
Iss tarhan tum dil ke kareeb aati ho...
Ki behek jatein hain merey jazbaat.[/size]
[/b]

Hmm Faree.......... galat baat ..........

Furqat ke lamhaat nahi sab ko sunate
Yeh baatein to khud se bhi hai chhupate......... :oops:
Logged
ahmed
Guest
«Reply #10 on: July 21, 2005, 12:54:43 PM »
Reply with quote
Quote from: "bhambra"
Wah wah Saba, kya baat hai, Kepp it up....

Quote from: "Saba_Saba"
Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho

Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa
pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho

Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho
dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho

In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum
mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho

Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho
milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho
[/quoto

 Hum ne jisko chaha tha woh kisi aur ki ho gayeee.
 u continueeee this , mujhe samajh mein nahi aaaraha hai plzzzzzzz
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #11 on: July 21, 2005, 06:19:50 PM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho

Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa
pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho

Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho
dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho

In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum
mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho

Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho
milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho

wow  very  touching wordssssss   saba................  very nice............  tongue3
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #12 on: July 22, 2005, 05:10:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "ahmed"
Quote from: "bhambra"
Wah wah Saba, kya baat hai, Kepp it up....

Quote from: "Saba_Saba"
Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho

Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa
pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho

Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho
dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho

In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum
mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho

Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho
milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho
[/quoto

 Hum ne jisko chaha tha woh kisi aur ki ho gayeee.
 you continueeee this , mujhe samajh mein nahi aaaraha hai plzzzzzzz

Ahmed Ji Welcome to Yoindia Usual Smile

Keep it up.... u can write better

Hum ne jisko chaha tha woh kisi aur ki ho gayee
Zindagi woh humari na jaane kaha pe kho gayee
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #13 on: July 22, 2005, 05:15:33 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Saba_Saba"
Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho

Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa
pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho

Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho
dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho

In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum
mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho

Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho
milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho

wow  very  touching wordssssss   saba................  very nice............  tongue3

Shukriya ............ Waheed tongue3
Logged
chiraaaaaaaaag
Guest
«Reply #14 on: July 22, 2005, 03:42:42 PM »
Reply with quote
mushayron me police vaalon kii duty lagati hai
aur vo ghar jaate jaate khud shayar ban jate hain;
 
Is par ek sher ---->

rafta rafta har police vaale ko shayar kar diya
mehfil e sher o sukhan me bhej kar sarkar ne
ek qaidi subah ko phansi laga kar mar gaya
raat bhar gazlen sunain us ko thanedar ne
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 01:17:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer