roshni246
Guest
|
«Reply #120 on: December 20, 2005, 02:26:03 PM » |
|
kiya tha pyar jise humne zindagi ki tarah..... woh mila tha aaj hume ajnabi ki tarah....
sitam to yeh hai ke woh bhi na bansaka hamara.... woh karaha tha humse mohobbat dillagi ki tarah...
jise rakhte the hum dil main arzoo ki tarah... woh reh gaya dil main ek nishani ki tarah.....
jiske khayal se muskurata tha dil... wo baitha hai ankhon mein nami ki tarah....
jise milne se lagta tha har khushi milgayi.... woh mila tha humse ek bebasi ki tarah....
chaha tha jis ajnabi ke saath zindagi ko bitana.... wohi banagaya humari zindagi ko ek fasana.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #121 on: December 20, 2005, 03:07:00 PM » |
|
Tumhare Is sher ki Kin lafzon mein taarif karun meri samjh se bahar hai roshni...........................thats really a fantastic one.............hats off!!!
Kia kahun tumse ke isq hai hamein lehron se paani ki tarah……… Intezar hai tumhara bachpan se jawaani ki tarah…..
Karam to khuda ka hai jo dil na lubha saka tumko hamara Tum loota rahe the muhabaat jawaani ki tarah
Tere armaan baastey hai dil mein ek chehra noornai ki tarah Haan kamyaab honge wo ek khoobsurat Kahani ki tarah
Zuftzu tujhse ho to gum jaise ek urate paani ki tarah Na thi koi gila na shikayat, ye sabb hai sahilke paani ki tarah
Tumse vaar doon duniya saari udo aasman mein parinde ki tarah Mai chaha karunga tumhein har pal ek gulaam bande ki tarah
Chah kar Sanwaar do iss Ajnabi ka Jarrra Jarrra Garibkhana Waada hai mera Mishal hoga aapne isq ka Aashiyaana…………!!!
Nirbhay.......................!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tushar_4u_im
Guest
|
|
«Reply #122 on: December 20, 2005, 03:19:01 PM » |
|
ajnabi ishq hai ya hai ye zindgi .....
kerta hai ishq zulm ya kerti hai zindgi ......
kerta hai kaun zulm in dono me se dosto........
ek (zindgi )aati hai to ishq hota hai .......
dosri(ishq) jina sikh lati hai ............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #123 on: December 20, 2005, 03:46:55 PM » |
|
Ek to Jahan mein lekar aati hai Duji Jahan se tanha kehlati hai...
Ek Jo Muhabaat waalon se Rubaro karaye DuJi Jo Ajnabiyon ki Ruh mein bass jaye
Ek ka ehsaan.mand Jisney tera didaar karaya DuJe pe kya kahon Usney to harr rah se aapna dil lagwaya!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #124 on: December 20, 2005, 03:54:44 PM » |
|
very nice nirbhay,tushar and roshni......sabhi ne accha likha hai....................very gud...........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #125 on: December 21, 2005, 05:42:54 AM » |
|
wow shrishi and nirbhay ji bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #126 on: December 22, 2005, 03:53:24 AM » |
|
Ishq ke lamhe sharaab lagte hain Kuch chehre mehtaab lagte hain Dukh itne sahe mahobbat mein guzre hue Ke har lamhe hee azaab lagte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anitha
Guest
|
|
«Reply #127 on: December 22, 2005, 05:21:16 AM » |
|
wow...that was too good from u all roshini, nirbhay, tusshaar and badnaam shaayar
it was gr8 one ..from all u here
hum aur kya kahein aapsab ki sunneke baad rahi kya kuch baaki abhi sunnana dil ki haal
hain sab issi daur se gujar rahe hain kya kahoon aur, apne aapko bhoolgaye hain
kaisa bedard hai woh jo itna humsab ko sataa raha hai kabhi na kabhi to milega, to poochloongi unsse mein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #128 on: December 22, 2005, 06:14:08 AM » |
|
wow anitha ji..........very nice mujhe toh kisi ki yaad dila gaya aapka ye sher..............its really gud.................... :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anitha
Guest
|
|
«Reply #129 on: December 22, 2005, 06:20:13 AM » |
|
thank you badnaam_shayar ji for appreciating...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #130 on: December 22, 2005, 07:55:19 AM » |
|
bahut hi khoob anitha ji and shayar ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
abeera
Guest
|
|
«Reply #131 on: December 22, 2005, 06:04:22 PM » |
|
very nice every one ,hye gesu
UNHE CHAHNA HAMARI KAMZORI HAI, UNHE NAHI PAANA HAMARI MAJBURI HAI VO KYUN NAHI SAMAJTE HAMARI KHAMOSHI KO, KYA PYAAR KA IZHAAR KARNA ZAROORI HAI......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #132 on: December 22, 2005, 06:49:30 PM » |
|
very nice every one ,hye gesu
UNHE CHAHNA HAMARI KAMZORI HAI, UNHE NAHI PAANA HAMARI MAJBURI HAI VO KYUN NAHI SAMAJTE HAMARI KHAMOSHI KO, KYA PYAAR KA IZHAAR KARNA ZAROORI HAI...... ye Haan Izhar-e-muhabaat jaruri hai dono taraf hona pyar muhabaat jaruri hai shuru karna ho agar khamoshiyon ka silsila to kam-s-kam ek baar khamoshi todna jaruri hai Nirbhay............!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #133 on: December 22, 2005, 08:43:22 PM » |
|
ajnabi rahon pe eh ajnabi hath tha apna kyu baraya.... youn hath bara kar is dil ko tumne asra bhi tha dilaya... phir moun mod ke chale gaye kyu.... iskadar hath ko tha chodaya kyoun...
sochti thi ke kya hai meri khata .... ke us ajnabi ne apna pyar tha kyu nahi nibhaya..... kyu is tarah nazuk dil ko tha mere dukhaya... us Ajnabi ko in rahon main tha chod ke hi jana ...... to sapna mujhe umar bhar sath chalne ka kyu tha dikliaya.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ims1
Guest
|
|
«Reply #134 on: December 23, 2005, 05:22:58 AM » |
|
kiyaa baadalo.n me.n safar zindagii bhar zamii.n par banaayaa na ghar zindagii bhar
sabhii log jiine kaa fan jaanate hai.n na aayaa hame.n ye hunar zindagii bhar
mohabbat rahii chaar din zindagii me.n rahaa chaar din kaa asar zindagii bhar
Cheers!!!
Ims...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|