nirbhay
Guest
|
«Reply #30 on: September 13, 2005, 07:03:23 AM » |
|
Bahut aacha likha sristi je , aaur tushar ji aapne bhi aacha likha .
Pyar hotha nahi jhuta ye hum kahenge tumse par bewafaa wo hai ki nahi ye bhi kaise kahu tumse waqt bewafai ka hai ya judai ka ye aap zara puchien unse.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Fawad
Guest
|
|
«Reply #31 on: September 13, 2005, 09:00:54 AM » |
|
Abhi Is Taraf Na Nigah Kar Main Ghazal Ki Palkeen Sanwar Loon.......... Mera Lafz Lafz Ho Aieena Tujhe Aieeney Main Utar Loon.
Kaiee Ajnabi Teri Rah MAin Merey Paas Se Yun Guzar Gaye......... Jinheen Dhaikh Ka Yeh Tarap Hoi Tera Naam Le K PuKar loon.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #32 on: September 13, 2005, 12:34:14 PM » |
|
too gud fawad ji , bhaut aacha likha
Ke teri galiyon ka na thikhana ke tujhe kaise pukar lun tu hai mera kayash tujhe zahen tak utaar lun hum hai ajnabi ek duje ke liye is tasvir ko zara savar lun meri raag raag me baase ho tum aab tere bin mai........... mahfil mein hbi tanha yaar hun.
JAI SHREE KRISHNA.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Fawad
Guest
|
|
«Reply #33 on: September 13, 2005, 01:29:27 PM » |
|
nirbhay .. bohat khoob
main tamam din ka thaka howa tu ajnabi sham ka jaga howa........ zara tahar ja isi moor paar taray sath sham guzar loon...........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #34 on: September 13, 2005, 03:24:27 PM » |
|
Is sham ke bhi hai nazare kia khub par late hai rang surkh mere mahboob aab jaye ye sari sham mai khane me doob jo na khile chera-e-mahboob.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #35 on: September 14, 2005, 01:05:28 PM » |
|
Ajanbi jo aaj tak ki , amanat hai wo hamare dil ki raaz ki baat bataein ghayal tab bhi tha , jab suni gunj payal ki ha raaz ki baat bataein hai wo ek punji jivan ki Shobha aaj se hai wo mere dil-o-jaan se mere aagan ki. JAI SHREE KRISHNA.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
srishti2511
Guest
|
|
«Reply #36 on: September 14, 2005, 07:44:00 PM » |
|
very nice all!!
sanson mein woh basa hai humari dil ki dhadkanon mein chupa hai humari uske liye jiti hoon, marongi bhi akhir woh jaan hain humari
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #37 on: September 15, 2005, 07:39:24 AM » |
|
bahut bahut bohooooooooot khub likha sristi ji , keep it up
Jo meri sanson me basa hai wo sanam ka hi ek naam ke yadein uski satayein tadpayein suboh shyam humsafar wo zindgani me ke safar sare unke naam yaadein hi to baasi hai rag rag mein yaad raha na uska naam. JAI SHREE KRISHNA.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Fawad
Guest
|
|
«Reply #38 on: September 15, 2005, 08:20:04 AM » |
|
Woh to meri sansoon mein basa hai janay kiyon log usay ajnabi kehtay hain Unki sannsooon ko saba kehtay hain Unki khushboo ko hina kehtay hain Ho judai ka sabab kuch bhi Hum issay apni khata kehtay hain...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
srishti2511
Guest
|
|
«Reply #39 on: September 15, 2005, 07:50:12 PM » |
|
thx...very well writen nirbhay ji and fawad!....beautiful! jab se dekha unko humne tabse unpe marte hai najane humare dil ne kya soncha par hum unse mohabbat karte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #40 on: September 16, 2005, 08:00:08 AM » |
|
Ur well come sristi ji and well wrote Hai ye yakeen ki haad se door door Hai ye khwabon ke gulistan ke pass pass dil ko bharam ye ho chala ajnabi ki lagi aas ajnabi se dilbar bane aur dil milne ka hai ehsaas. JAI SHREE KRISHNA.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
natural
Guest
|
|
«Reply #41 on: September 16, 2005, 09:26:47 AM » |
|
Jai shri Krishna Nirbhay ji........... Bahut achha likha hai aap sabhi ne..........Very Nice........
Tasveer jiski meri aankhon mein basi hai....... Koi mere dil se poochhey wo kitni hasi hai.......... Jaanta hoon ki milna abhi mushkil hai ussey.......... per fir bhi lagta hai jaisey.....wo yahin kahin hai............. :wink:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SADIQA JAWED
Guest
|
|
«Reply #42 on: September 16, 2005, 10:20:02 AM » |
|
Ur well come sristi ji and well wrote Hai ye yakeen ki haad se door door Hai ye khwabon ke gulistan ke pass pass dil ko bharam ye ho chala ajnabi ki lagi aas ajnabi se dilbar bane aur dil milne ka hai ehsaas. JAI SHREE KRISHNA. khool...budddy !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #43 on: September 16, 2005, 01:28:32 PM » |
|
jai shree krishna nautral ji aaur aapne bhi aacha likha , and thnx jawed ji
In haqiquat ki masgul se ek zanat door door Khwabon ke baghban mai hai tera intezar aankhein hai yaha taras rahi kie tera intezar Ajnabi tu aab ham se nahi aa - e sitamgar....... baas dil chahta hai tuhjse ye raza baas yehi karar. JAI SHREE KRISHNA.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
srishti2511
Guest
|
|
«Reply #44 on: September 16, 2005, 07:11:58 PM » |
|
thx and please no "ji" nirbhay ji (its been a long time!)
dhadkanon mein meri basa hai woh par kehta khud ko ajnabi kyun hai... mana ke use ishq nahi humse par aisi berukhi kyun hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|